Chapter 4: First Day

Start from the beginning
                                    

She was wearing her mangalsutra and looking like a newly wedded bride. Sidharth couldn't stop himself from staring at her. Though she was young, she was not looking any less beautiful and attractive than other adult girls. And there was a cuteness and innocence added with her beauty which was making her look heavenly beautiful.

Naaz took out a vermillion pot from her bag and started applying it on the parting of her hair.

All the time Sidharth was just staring at her. But soon he realised that it was not right.

He went to Naaz and said in a stern voice, "Yeh sab kya ho raha hai?"

"Kya hua? Maine kuch galat kiya?" She asked being scared.

Sidharth didn't want to scare her. So he said softly, "Nahi mera matlab tha... Tumhe yeh sindoor aur yeh mangalsutra... Yeh sab pehen ne ki koi zaroorat nahi hai. Aur kapre bhi main tumhare liye naye laa dunga."

Naaz looked at herself and said, "Lekin shaadi ke baad toh sab aise hi taiyaar hote hai."

"Haan but yaaha situation kuch aur hai. Tum har waqt ghar mein yeh sab pehen ke rahogi toh problem ho sakti hai. And tumne kaha tha ki main jo kahunga tum woh sunogi."

"Toh phir main inhe utar deti hoon."

Naaz was going to remove her mangalsutra but Sidharth stopped her saying, "Abhi rehne do. Kaal se mat pehen na."

Naaz nodded.

Then they both came out of their room and went to the breakfast table.

"Good morning Maa!" They both said.

Rita Maa smiled at them.

"Good morning baccho!" She replied.

"Maa thoda zaldi khana laga dena. Office ke liye late ho raha hai." He said to which Rita Maa nodded.

She served breakfast to them and herself also sat at the table. They started having breakfast except Naaz.

Rita Maa noticed it and asked, "Naaz Beta, tu kuch khaa kyu nahi rahi?"

"Asal mein itni subah subah khana khane ki adat nahi hai." Replied Naaz.

"Kyu? Tum breakfast nahi karti ho kya?" Asked Sidharth.

"Woh ghar mein mujhe sirf do hi waqt ka khana milta tha. Ek do peher ka aur dusra raat ka. Aur subah itna kaam hota hai ki khana khane ka waqt hi nahi milta." Said Naaz making both Sidharth and Rita Maa sad.

They couldn't even imagine how much Naaz had to suffer in her uncle's house. Rita Maa wiped her tears carefully so that none could notice but Sidharth did.

He tried to light up the mood and said, "Lekin ab se tumhe chaar waqt ka khana milega- subah, dopeher, shaam aur raat. Woh bhi bilkool pet bhar ke."

Rita Maa smiled hearing that and said, "Sahi kaha Sidharth ne."

"Lekin Mami kehti hai zyada khane se log mote ho jaate hai. Main toh pehle se hi bohut moti hoon."

"Kisne kaha? Tum bilkool moti nahi ho. Aur log empty stomach rehne se bhi mote hote hai. Isliye tumhe khana toh padega."

"Aur agar main aur moti ho gayi toh? Mujhe abhi patli hona hai. Warna sab bhains bulayenge." Said Naaz making a pout.

Rita Maa couldn't help laughing.

But Sidharth maintained a poker face and said, "Phir toh bohut badi problem hai. Kuch karna padega. Hai naa Maa?"

Rita Maa stopped laughing and nodded in yes.

"Ek kaam karo. Tum acchi diet khana suru kar do. Iss se tum patli ho jaogi."

"Acchi diet kya hoti hai?"

Masoom Ishq (Completed)Where stories live. Discover now