Chapter 36

2.2K 221 25
                                    

Janvi - Beta idhar tak ayi hai toh ekbar andar chal na bacho ko leke.

Ruhi and pihu eksath please mumma....

Jay - Understand sana's situation. Sana agar tumhe sahi lage to andar chalo 10 mint ke liye. Uske bad mein tumhe khud ghar chod aunga.

Sana apne bacho ke taraf dekhti hai. They make cute faces.

Ek ma hi esa kar sakti hai. Apna dukh takleef sab kuch bhul sakti hai sirf aur sirf bacho ke khushi ke liye.

Sana - Thik hai chaliye.

Sid ko pata hai ki Sana ne sirf bacho ke liye hai bola hai. He is also feeling nervous. Isi door se usne Sana aur bacho ko dhakke marke nikala tha. Now the things changed but still woh dardnak yadein abhi bhi taza hai Sana ke dimag mein.

Sana ruhi and pihu ki hat pakad ke door ki taraf jati hai.

Uski hat pair kanp raha hai. Jo jo uske sath hua hai woh sari batein sari scenario sab kuch uski ankho ke samne ghum raha hai. But she have to strong only for her daughters.

Sana bacho ke sath ghar pe entry karti hai. Sab kuch same hai bilkul pehle jaisa par phir bhi bahut alag hai.

Suddenly ruhi said baba yeh kis ka ghar hai?

Pihu - Arey buddhu yeh to baba ka ghar hai. Hai na baba?

Sid - Yeh ap dono ka ghar hai.

Ruhi - Par humara ghar to Delhi mein hai...

Sana - Uff bahut batein karne lage ho tum dono. Chalo ab. Nana Nani wait kar rahe hai ap dono ka.

Janvi - Beta sun kal na ghar mein Satya Narayan ka Puja rakhi hu. Tu jaldi chale ana bacho ko leke. Maine abhi thodi der pehle hi damini ji ko ph kiya tha. Woh samrat ji bhi ayenge sath mein.

Sana - Thik hai mein aungi.

Sana bacho ko lekar udhar se chale jate hai.

Sid thoda sa upset ho jata hai but yeh soch ke khush bhi hota hai ki kal bache ayenge firse.

...............................................

Sid apne room mein rest karta hai. Jay aur mahi bhi udhar uke sath batein kar rahe hai baithke.

Janvi ji Sid ke liye dinner leke ate hai.

Janvi - Aja mein khila deti hu uske bad dawai bhi lena hai.

Janvi ji apni hato se usko khana khila rahe hai.

Jay - Maa puja ke liye sare saman to agaye hai na?

Janvi - Hai beta sab hai tu kal fool wagera la dena.

Sid - Bhai mujhe boliyega kya karna hai

Jay - Tu chup karke sirf aram kar....

Janvi - Mujhe tum logo se kuch bat karni thi.

Sid - Kahiye na maa

Janvi - Beta woh mein aj subah mandir gayi thi. Toh mujhe na udhar Sarita ji Sana ki ma mili thi. Waise to in do salo mein bahut bar mili hu mandir mein. Jab bhi milti hu bas Sana ke liye roti rehti hai.

Mahi - Apne Sana ke bare mein bataya unko?

Janvi - Nahi bataya to nahi par maine kal unke pure parivar ko bulaya puja ke liye.

Jay - Kya? Maa kal Sana bacho ko leke ane wale hai.

Janvi - Pata hai mujhe isiliye maine unko bulaya. Uss ma ko bho to hak hai na apne bachi se milne ka.

Mahi - Par uske papa???

Sid - Agar kal usne kuch bhi bola na meri biwi aur bacho ko mein nahi Chodunga.

UNWANTED RELATION ✅Where stories live. Discover now