Chapter 8

1.5K 140 8
                                    

Next day after breakfast jay mahi and tara left for mumbai. Pura din sana bahut zada upset rehti hai. Janvi ji hai jo sana ko ek maa ki tarah pyaar karti hi but still mahi ke sath uski bahut strong bond ban chuka hai. Evening mein woh video call pe mahi j
ke sath bat karke thoda sa better feel karti hai.

Next day at breakfast table dadi said to janvi

Aj se din mein  teeno waqt ka khana choti bahu banayegi.

Janvi ji - Maa ji woh mein hu na,bana dungi. Sana abhi bahut choti hai. Woh itna sab kuch kaise kar payegi.

Dadi - Meri bhi shadi 14 saal mein hui thi. Sab kam khud hi karti thi. Kam nahi karegi to sikhegi kaise hai? Tu mujhke villain banana chahti hai? Dekhlo tum dono bap bete kaise pesh ati hai yeh mujhse... Meri to koi kadar hi nahi rahi iss ghar mein. Lalla tu mujhe kashi chod ke aa and started crying.

Janvi ji ko pata hai ki yeh acting kar rahi hai.

Sid - Maa plz ap chup rahiye. Aur dadi ap rona band karo. Iss ghar mein wohi hoga jo app chahoge. App ki marzi ke khilaf koi kuch nahi karega. Aj se sana hi teeno time ki khana banayegi aur bartan wagara bhi dho legi.

Sana just numb. She totally silent. Kya bolegi woh kisko bolegi? Jo beta apni ma ka saga nahi ban sakta woh kya hi apne patni ka sath dega. Aj usko khud ke liye nahi uss maa ke liya bura laga jo silently ansu baha rahe hai.

After breakfast sid and his father left for factory. Dadi bhi apni room mei chali jati hai.

Janvi ji - Aa beta hum dono bhi nasta karlete hai. Sana woh maa ji ne jo bhi bola ..... Cut of by sana.

Sana - Mummy ji plz ap chinta mat kijiye. Mein sab kam karlungi.

Janvi ji - Mujhe pata hai beta tu sab kam karlegi. Lekin ek bat humesha yaad rakhna beta ki teri ma humasa idhar hai. Kuch mat chupana mujhse. Thik hai na?

Sana - Ji mummy ji.

Dadi - Agar tum dono ka bharat milap ho gaya ho to janvi mujhe zara mandir leke chal. Bahut din ho gaye mata rani ke darshan nahi hue. Aur choti bahu tu dopehar ke liye chawal, roti, Dal, alu gobi ki sabzi aur hai matar paneer bana dena meri lalla ko bahut pasand hai. Aur sun hume ate hue der ho jayega tab tak sab kuch ban jana chahiye. Samjhi?

Sana - Ji dadi mein sab kuch bana dungi.

Dadi - Aur tu idhar khadi kyu hai. Chal mandir.

Unke jane ke bad sana pehle subah ke sare bartan dhote hai fir dopehar ke khane ke liye pehle sabji kati hai. Uske dimag mein bas ek hi bat ghum rahi thi ki uske pati ko matar paneer bahut pasand hai. Pura dil lagake usne woh banaya. Sayed ek umeed abhi bhi uske dil mein hain ki kash uske pati ka bhi man badal jayega, uski pati bhi baki patio ke tarah use pyaar karega. Magar uss bechari ko to pata bhi nahi hai ki age uske sath kya kya hone wala hai.

Khana banane ke bad woh driver ke hato sidharth aur uske dad ke liye khana pack karke bhejti hai. Utne mein hi dadi aur janvi ji wapas a jati hai.

Dadi - Ban gaya khana? Lalla ke liye bhejna hai daftar pe.

Sana - Hai dadi sab kuch ban gaya hai aur mene khana bhi bhijwa diya hai driver ke hato.

Janvi - Itna jaldi sab kuch bana liya. Arey wah meri bahu to lakho mein ek hai. Maa ji ap beth jaiye mein apko paros deti hu. Uske bad mein aur sana kha lenge.

Dadi - Mein apni kamre mein ja rahi hu. Khana wohi pe bhej do.

After lunch janvi ji asked sana to take some rest.

Evening mein sid aur uske papa laut te hai. Janvi ji unko chai dete hai.

After freshenup all gathered for dinner.

Dadi - Arey lalla dopehar ka khana thik tha na?

Sid - Hai dadi thik tha. Matar paneer bahut acha tha.

Janvi ji - Sana ne banayi thi. Dekha maine kaha tha na khana bahut acha hai.

Days passed like this. Sana khana banana bartan dhona sab kuch karti ha. Janvi ji barbar help ke liye jati hai but sana mana kar deti hai. Usko pata hai dadi ko agar pata chal gaya to woh janvi ji ko bahut bate sunayegi.

Pura din sab kuch karke woh bahut tired ho jati hai fir rat ko sid ke sath woh sab. Kabhi kabhi sid bahut rogh ho jata hain aur kabhi kabhi pyaar se bhi karta hai.

..........................................................................

UNWANTED RELATION ✅Where stories live. Discover now