Chapter 13

1.5K 153 8
                                    

Next day morning....

Diwali......

Dadi - Arey aj diwali hai jaldi jaldi hat chalao. Kaha mar gaye sab ke sab?

Janvi - Maa ji sara kam ho jayega. Abhi sab chaliye nasta karlete hai pehle.

Dadi, sid ke father, sid aur jay baithte hai pehle.

Jay - Sana tum bhi baith jao. Tumhe time pe khana chahiye.

Mahi - Hai sana mein aur maa serve kar denge tu baith jaa.

Dadi - Humare ghar kjo niyam hai woh tum dono badalne ki kousish mat karo. Ghar ki bahuye bad mein khana khayegi pehle mard khana khate hai.

Jay - Dadi sana pregnant hai. Iss time pe usse waqt pe khana chahiye. Aur rahi bat mard ke pehle khana khane ki to app bhi to aurat hi ho na aur iss ghar ke bahu. Toh app kaise pehle baith gaye???

S dad - Jayyyyyy 😡😡😡 Jawan sambhal ke bat karo. Ma hai woh meri.

Jay - Toh maine kya galat bola papa? Woh bachi pregnant hai, uske waqt pe khana chahiye. Aur app log yeh..... Cut of by sana

Sana - Bhaiya woh app log kha lijiye mein bad mein kha lungi mujhe bhukh nahi hai bilkul bhi. Mein didi aur mummy ji ke sath hi khaungi.

Dadi - Ek choti si bat ko itna bada kyun bana raha hai tu? Kahi ki maharani hai kya yeh sare? Aur tum choti bahu aj tumhari wajah se yeh sab kuch hua diwali ki din. Manhus kahi.... Cut of by jay...

Jay - Bas dadi bas. Bahut hogaya. Sharam nahi ati hai apko ek masoom si bachi ko itna galat bolte hue.

Mahi side hug sana woh yeh sab dekh ke bahut ro rahi hai.

Janvi - Jay beta shant hoja. Nasta karle.

Jay - Apko lagta hai yeh sab dekhne ke bad mein kha paunga??? Mein ja raha hu kamre mein. Aur sid woh ladki teri biwi hai tere bache ki maa banne wali hai. Uski care karle, kadar karle uski. Apne hato se apne zindagi barbad mat kar. Aisa na ho ki ekdin to bilkul akela rahe jaye. Sab kuch khatam ho jaye tere hat mein kuch na bache. Left from there.

Sid chauk jata hai yeh sab sunke. Kyuki uske mutabik woh koi galat kam nahi kar raha hai.

Janvi - Mahi beta tu sana ko leke kamre mein ja abhi.

Mahi - Ji maa.

In sidnaaz room....

Mahi - Sana ab bas kar. Band kar rona. Bache pe bura asar parta hai iska.

Sana - Didi aj jo bhi hua woh mere wajah se hua na?

Mahi - Nahi tere wajah se kuch nahi hua samjhi. Jay ne kuch galat nahi bola hai. Mere sath bhi aise hi karte the dadi. Hum idhar se nahi jana chate the sana. Par jay se yeh sab bardasht nahi hota tha. Isiliye hum mumbai shift ho gaye hai. Jay ne apna studies bhi udhar se hi kiya tha toh usko asani se job mil gaya. Ab mujhe ek bat sach sach batana. Tujhe meri kasam hai. Kya Sidharth bhaiya teri kheyal rakhte hai?

Sana shocked ho jati hai. Usse samaj nahi ata hai ki woh kya bole. Automatically uski ankho se ansu nikalna suru ho jate hai. She just hugged mahi tightly and crying.

Mahi samaj jati hai aur kuch nahi kehti hai. She break the hug and said bas ab chup ho ja bilkul nahi rona. Thik hai. Aj diwali hai na. Shyam ko puja bhi hai. Tu baith mein nasta leke ati hu.

Sana - Didi mujhe sachme bhukh nahi hai.

Mahi - Iss time meal skip karna it's not good. Medicine bhi to leni hai. Chup karke baith mein ati hu and left from there.

Mahi dinning area mein jati hai.

Mahi - Maaa woh kya mein sana ke liye nasta room mein leke jau?

Janvi - Hai beta aur apne liye bhi leke jana. Chal kitchen mein. Mein tujhe help karti hu and they both left from there.

Dadi - Dekha lalla kaise jhute ansu baha kar jay ko bhi apne kabu mein karliya teri biwi ne. Yeh bilkul mahi ki tarah hi hai. Abhi waqt hai uspe ekdam lagam laga de aur shakti se paes a uske sath. Warna tere dadi ki yeh ghar barbad kar degi teri biwi ( Fake crying).

Sid - Plz ap roiye mat. Aisa kuch nahi hoga.

In evening......

Puja suru hogaye hai. Everyone doing arti. Sana is totally silent. There is no glow in her face. Mahi and janvi ji feel very bad for her. Sidharth is normal like nothing happend.

After pooja janvi and mahi distribute prasad. Sana  now totally depressed. Ek taraf Sidharth ka laparwahi uski taraf, dadi ki gandi gandi tane aur dusri taraf man mein ek dar abhi bhi hai beti hone ka. Andar se tut gayi hai puri tarike se. Bas apni maa ke pas jana chati hai. Par kismat mein woh sukh bhi nahi hai. Maa beti dono hi ek doosre se milne ke liye tadap rahe hai. Par dono ko hi aise pati mile hai jinko koi fadak nahi parta unke tadapne se.

At night jay mahi's room.....

Mahi - Jay mujhe bat karni hai tumse.

Jay - Hmm bolo.

Mahi - Jay sana thik nahi hai. Kuch kijiye na. Sidharth bhaiya uska bilkul khayal nahi rakhte hai. Maa uski sath hai but in this time pati ka sath hona bahut zaroori hai. Sidharth bhaiya check-up ke liye bhi nahi jata uske sath. Ma ko chodke baki kisiko uski koi parwa nahi hai. Kya hum sana ko apne sath mumbai nahi leke ja sakte?

Jay - Mahi hum leke ja sakte hai but this is not a solution. Mujhe lagta tha sid bahut zada influenced hai dadi se. Lekin maine socha after marriage he will be changed. But see. Aj uski biwi udhar ro rahi thi aur woh baith ke shanti se nasta kar raha tha. He didn't bothered. Uska soch ganda ho chuka hai. Ab woh nahi sudhrega. Jis din woh sab kuch kho dega sayed uss din woh sudhrega. In sab me pis rahi hai woh bachi.

Mahi - Isiliye mein kahe rahi hu ki hum usko agar apne sath le jaye toh....

Jay - Toh kya mahi? Usse laut ke idhar hi ake rehna hoga. Tumhe sid ka attitude dekh ke sachme lagta hai ki agar sana humari sath Mumbai chale bhi jaye toh usse koi farak padega? I just pray ki waqt rehte woh sudhar jaye warna wo khud barbad ho jayega.

Mahi - Kal na tum mujhe ekbar market leke chalna. Sana ke liye kuch chatpata namkeen, chocolates, ice cream sab leke aungi. Maa bana ke deti hi fir bhi sab to ghar pe nahi ban sakta na. Jay mujhse Sana ka aisi halat dekhi nahi jati. Uski chehre ka noor hi khatam ho gaye hai and crying.

Jay - Mahi plz yaar just control yourself. Mein dekhta hu... Relax okk..............

Next day Jay and mahi market se Sana ke liye bahut kuch leke ate hai. Sana khush hoke smile karti hai just to show them that she is happy. But in real woh roj thodi thodi karke khatam ho rahi hai. Usse bhi pata hai jab tak jay aur mahi hai usse thoda sa muskurane ka mauka milega aur unke jate hi firse  same wohi cheez hoga jo hota aya hai. Bas usko apni bache ki intezar hai ab.
.......................................................................................................

UNWANTED RELATION ✅Where stories live. Discover now