Sid ko apne galtiyo ka ehsaas ho gaya hai. Aur uske liye sabse badi saza yeh hai ki uske bache usko recognise nahi karte. Ek baap ke liye usse badi saza kuch nahi ho sakta. Uski ma bhai usse bat nahi karta uski biwi usse dur hai bahut dur jisko usne khoon ke ansu rulaya hai.

Shyam ko shadi ke function ache se ho jata hai. Fir Suman ka vidai ho jati hai. Sare log apne ghar wapas chale jate hai. Next day Janvi ji and uske parivaar bhi wapas chale jane wale hai.

Next day jane se pehle Janvi ji Sana ruhi aur pihu se milti hai. Bahut pyar karti hai unko.

Abhiraj ji ka bahut request karne par Jay mahi apne ghar jate hai kuch din ke liye.

Idhar Sana bhi bacho ko lekar apne life mein busy jati hai. But kahi na kahi she missed them.

Delhi se lautne ka bad sid aur zada akela ho jata hai. Usko sirf sirf aur apne biwi bacho ki yaad ate hai. Woh physically bhi weak hi raha. But woh kisiko kuch nahi kehta hai. He looks pale.. Usko yeh yakeen ho gaya ki ab kisiko uski zaroorat nahi hai. Usne aisa galti Kiya hai ki Sayed uske na rehne pe bhi kisiko koi fadak nahi padega.

Rat ko Sid 12 baje ke bad ghar ata hai. Uska condition pura messed up hai. Janvi ji as usual uske liye intezar karti hai.

Sid chupchap table pe baith jate hai.

Janvi ji usko khana serve karke Jane lagte hai tabhi Sid usko bolta hai.

Sid - Maa in crying tone... Woh yeh kuch papers hai ap apne pass rakhlo.

Janvi - Kaisa papers?

Sid - Woh maine apna factory aur jo bhi properties maine kiya hai abhi tak woh sab mein Sana ruhi aur pihu ke nam kar diya.

Janvi - kya?

Sid - Hai mujhe pata hai Shehnaaz iss duniya ki best mother hai. Usko meri kisi chiz ki koi zaroorat nahi hai. Par fir bhi ap unko yeh de dena.

Janvi - Tu khud bhi de sakta hai

Sid - Sayed mauka na mile

Janvi - Matlab?

Sid - Pata nahi ma sayed mein na rahu.

Janvi - Yeh kya bol Raha hai tu?

Sid - Mein na to acha beta ban payi nahi acha pati ban payi aur nahi bap.
Mein khud chata hu mujhe saza mile. Mujhse ab aur nahi ho raha maa.

Janvi ji kuch bole isse pehle Sid room mein chala jata hai. Janvi ji Sid ki baton se bahut ghabra jati hai.

Next day.........

Delhi Sana house........

Sana cup mein chai dalti hai but uske hath se gir jata hai.

Damini - Kya hua beta tu thik hai na?

Sana - Pata nahi aunty kuch ajeeb sa lag raha hai. Lagta hai kuch bura hone wala hai.

Damini - Kuch nahi hoga beta tu baith ja mein chai lati hu.

..................................................

Sid house....................

Dadi abhiraj jay mahi tara sare log baith ke nasta kar raha hai.

Abhiraj - Janvi aj to tum bhi baith jao nasta karlo.

Jay - Hai maa plz baith jao.

Janvi ji bar bar Siri ki taraf dekh rahe hai.

Janvi - woh Sidharth abhi tak nahi aya. ( Ma ka dil )

Abhiraj - Ajayega woh.

Par Janvi ji ki dimag bas Sid ke kahe huye batein ghum rahe hai.

Janvi - Ap sab baitho mein ekbar dekh ke ati hu.

Janvi ji ko pata hai sid rat ko guest room mein sota hai.

Guest room ke darwaze unlock rehta hai. Janvi andar ate hai and shocked to see the scenario.

Janvi - Sidhaaaaaaaaath.

Yes Sidharth zameen pe behosh pada hua hai pass mein sarab ka bottle.

Janvi ji ki awaz sunke sare log aa jate hai.

Usko hospital leke chalte hai sab.

Sid andar hai.

Bahar sab wait kar rahe hai.

Janvi ji chair pe baith ke ro rahi hai unko sirf Sid ki woh batein yaad aa rahe hai mein sayed na rahu....

Kuch der bad doctor bahar ate hai with tensed face

Jay - Doctor mere bhai ko kya hua hai?

Doc - Unke ek major heart attack hua hai. Condition is very critical. Survive ki chances bahut kam hai. Lag bhag na ke barabar. And one more thing unke body pe I mean pith and tummy pe bahut gehra ghao hai. Aisa lagta hai belt pe kisine Bahut mara hai buhut dono se.

Everyone shocked.....

Janvi - Mein apke pair padti hu doctor mere bache ko bachalo.

Mahi - Plz ma sambhalo plz.

Doc - Dekhiye plz hum koshish kar rahe hai. Par umeed bahut kam hai.

Mahi Janvi ji ko bench pe bithati hai.

Janvi - Jay tu bolna mere Sidharth ko bachane ke liye tu bolna inko. Mein mar jaungi agar mere bache ke kuch bhi ho gaya to. Mere beta toot gaya tha.

Jay - Crying kuch nahi hoga Sidharth ko.

Janvi - Nahi tujhe nahi pata usne kal rat mujhe bola tha usne sari property Sana aur bacho ke nam kar diya. Woh Tut chuka tha. Woh jeena nahi chata tha.

Abhiraj - Mere bete ko kuch nahi hoga.

Janvi - Ap to baap ho na uske. Usse wapas lekar aao mere pas. Maa ji ap to sidharth ko sabse zada pyaar karte hona. Ap bolo na doctor ko mere bache ko bacha lijiye.

Dadi bhi patthar ban ke baithi hai.

Janvi - Jay tu abhi Sana ko call kar....

................................................

UNWANTED RELATION ✅Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu