7. MESSED

76 3 0
                                    

After few days, everything was going on quite normally. General people were happy in Siddharth's rule. Supriya was proud of him. Vaishnavi and Avneet have also started accepting Sidshek's wives slowly.

Currently Siddharth and other boys were getting ready to go on shikaar (animal hunt). All ladies were busy in their works. All boys came in hall after getting ready. Vaishneet were coming with aarti. But as they reached they saw Sonavee and Prisha already there with thalis before. Sonavee came in front of Siddharth. She was smiling and blushing uncontrollably. Siddharth smiled back at her whereas Avneet's blood was boiling.

"Rajkumari Sonavee" shouted Avneet. Everyone looked at her. She walked towards them furiously. Vaishnavi was coming behind her. "Ji kahiye maharani" said Sonavee. "Ye kya ho rha hai?" asked Avneet angrily. "Hum to Maharaj ki aarti krne aaye the." replied Sonavee. "Aap hoti kon ho Maharaj ki aarti krne wali?" shouted Avneet.

"Maharaj Siddharth hmare pati hai." replied Sonavee coldly. "Avashya hain kintu Maharaj ki pehli patni kewal hum hai to unki aarti krne ka adhikaar kewal hmara hai. Chlo jaoo yhase." ordered Avneet angrily. "Hum khi nhi jaenge. Hmare vivah ke baad pehli baar Maharaj shikaar par ja rhe hai aarti to hum hi krenge." stated Sonavee.

"Aap hmaare aadesh ko mana krogi. Hum Mahamanyu Rajya ki Maharani hai. Maharaj ki aarti keval hum krenge." said Avneet angrily. "Hum bhi dekhte aap kaise aaj hmare hote hue Maharaj ki aarti krti hai." challenged Sonavee. "Zubaan sambalke baat kro. Hum Maharaj ki pehli patni hai. Hum to tumhe savikaarne lage the par tum iss layak ho hi nhi" said Avneet coldly.

"Chup karo tum dono." shouted Siddharth. All looked at him. His eyes were red in anger. Avneet and Sonavee gulped. "Avneet aap Maharani ho na to aise ladna aapko shobha deta hai? Aur Sonavee Avneet Aapse badi hai. Kab samajhoge aap dono. Hum tang aa chuke hai aap dono ke iss bartaav se. Hum aap dono ko iss tarah dobara jhagdte hue nhi dekhna chahte. Kya samajti ho aap dono khud ko." scolded Siddharth angrily. Both were looking down.

"Siddharth shant ho jaoo." said Abhishek rubbing his shoulder. "Kya shant dada? Aap dekh rhe hai in dono ko. Aur hum to samajhte the Avneet aap bohot samajdaar ho par kya hai ye sab?" shouted Siddharth making everyone flinch.

Suddenly Anushka came running in hunter's outfit. She stood in front of Siddharth. "Dada hum bhi aapke saath shikaar par chalna chahte hai." said Anushka excitedly. All looked at her wide eyed. Siddharth was gritting his teeth. "Ridham" shouted Siddharth.

"J..j..jee dada" asked Ridham scared. "Kya hai ye sab?" asked Siddharth angrily. Ridham looked at Anushka for explanation. "Kya? Aise kya dekh rhe hai sab? Hume bhi bachpan se dhanush baan chlaane, talwaar chlaane ka aur ghud swaari ka bohot shok tha. Aap hume bhi le chalie na. Dekhna hum aapse bhi achhe se shikaar krna jante hai." said Anushka excitedly.

Siddharth slapped his forhead. "Hum pagal ho jaenge. Tum sab ka natak dekh kar. Kisiko aarti ke lie jhagadna hai. Kisiko shikaar par jana hai. Kya ho rha hai hmare Rajya mein?" said Siddharth angrily. All were looking down. "Dada aap shaant ho jaoo. Itna pareshaan nhi ho." consoled Nihaar.

Supriya, Surbhi, Smita and Priya came. "Aap log abhi tak gye nhi?" asked Supriya. Siddharth glared at everyone. "Kya ho rha yha?" asked Supriya sternly. They told her about Avneet and Sonavee's argument and Anushka's stubbornness.

"Avneet Sonavee aap dono kab tak jhagda krti rhogi. Avneet aap badi bahu ho aur Rajya ki Maharani. Saari praja ki Maharani. Iss tarah itni si baat par jhagda krte zara si bhi lajja (shame) nhi aati. Aur Sonavee apne pati ko iss prakar rwana krte hai?" shouted Supriya angrily. Both looked down in shame.

"Aur Anushka kya batmeezi hai ye hnn? Kya ho rha hai ye sab? Aapke Rajya mein hota hoga humare nhi." said Supriya coldly. "Parantu badi maa bhabhi ne kya galat kia? Shikaar par kyu nhi ja skti wo? Hume bhi jana hai in logo ke saath. Aur bhabhi ko bhi jaane do." said Priya stubbornly.

Supriya gritted her teeth. Smita glared at her. "Maa aap hume aise kyu dekh rhi hai. Hume bhi jana hai." stated Priya. "Priya. Hum tumse koi behs nhi krna chahte. Pehle hi bohot pareshaan hai. Chup ho jaoo bilkul." shouted Siddharth. Priya's eyes welled up seeing Siddharth shouting at her. She ran from there. Siddharth felt guilty but ignored her.

"Hmari beti ko bhi bigaad rhi hai ye. Jana hai isse shikaar par. Iss ghar ki bahu ho aap. Humne to pehle hi kha tha isse hmare Ridham ka vivaah matt krwaoo par hmari sunta kon hai?" said Smita holding her head in hands. "Parantu maa, badi maa, dada kya galat hai Anushka aur Priya agar shikaar par jae to hnn? Wo bhi ja hi skti hai hmare saath." said Ridham.

All looked at him with wide eyes. "Rajkumar Ridham aapka swaasth (health) theek hai? Kya bol rhe hai aap? Ye dono shikaar par kaise jaa skti hai? Ldkia kabse shikaar par jaane lagi hnn?" asked Supriya. "Ladkiya hui to kya hua badi maa? Apni ichhae (wishes) poori krna to sabka adhikaar hai na." stated Ridham.

"Hamare bete ko iss ldki ne pagal kar dia hai." said Smita glaring at Anushka. "Maa usne humse kuch nhi kha. Aap samaj kyu nhi rhi ye hmare apne vichaar hai." said Ridham. But Smita left angrily. Ridham sighed. "Hum aaj shikaar par nhi jana chahte. Humara mann nhi hai." said Siddharth glaring at Avneet and Sonavee. He left from there. Abhishek and Nihar followed him. Supriya also left. Surbhi left smirking which was unnoticed by anyone. She was enjoying the whole drama. Vaishnavi and Avneet and Sonavee and Prisha left giving death glares to each other.

Anushka also left with teary eyes. Ridham went behind her. She went in her room. Ridham came there and kept her hand on her shoulder. She jerked it away. "Aapke kaaran kewal aapke kaaran hmara jeevan barbaad ho gia. Kyu kia tha humse vivaah. Aapke kaaran hmari sab khushia humse chhin gyi." said Anushka breaking down.

Ridham cupped her face. "Hum tumse bohot prem krte hai Anushka. Aur vachan dete hai tumhari sab ichhae poori krenge." said Ridham pulling her in a hug.

Meanwhile with Surbhi. She went in Tisha's room. Tisha stood seeing her. "Maa jii aap yha. Hume bula leti." said Tisha looking down. Surbhi smiled and made her look up by holding her chin. "Hum apni bahu se milne nhi aa skte kya?" asked Surbhi. "Nhi nhi maaji. Aesa to kuch nhi. Aap baithie na." said Tisha. Both settled down.

"Dekho aaj subah jo bhi tamasha hua tum bhi janti ho. In sab mein se kisi ko bhi akal nhi hai. Par hum jante hai hmari bahu inke jaisi bilkul nhi hai. Hmari bahu to sabse samjhdaar hai." said Surbhi. Tisha just smiled not knowing what to say.

"Tum in sab mein matt padna. Hum to bass itna chahte hai ki tum hume jald se jald dadi bnado. Hume jald hi khushkhabri chahie tumse. Aur kisi bhi sunbai se pehle. Theek hai?" asked Surbhi. Tisha just nodded. "Hume pata hai hmari sunbai hmari baat taalke kbhi bhi hmara apmaan nhi kregi." said Surbhi smiling. Surbhi cupped her face and kissed her forhead and left from there happily.

End of chapter.....

Words- 1237

PALATINE'S STRUGGLE (COMPLETED)Where stories live. Discover now