chapter-8

423 19 0
                                    

I am sorry  pr mai  ye shaadi nhi kr sakti said Monami.
Everyone look at each other and monami looks down.

Beta hm samajh sakte hai itni jaldi Tmse shaadi ke liye ha expect krna galat hoga tmhe jitna time chahiye Lelo hamari trf se koi pressure nhi hai said manyata.

Dii aap kisi or ko psnd krte ho kya asked pratham.

Nhi aise baat nhi hai said monami.

Beta tm hme khul ke bta sakti ho batao na kya baat hai asked Shanaya.

Waise aap sb yha hai pr karan kha hai asked mishti.

Mishti bro wo kya hai na karan bro ekdm workaholic hai isiliye Aaj chhuti hai phir bhi office gye hai said Sid.

Monami tmhe karan ne kuch kha hai kya ya fir tmhe wo psnd nhi aya asked mahir.

Actually monu shaadi nhi krna chahti  use aapse, aapki family ya karan se koi problem nhi hai pr abhi monu bhaiya ki help krna chahti hai  said Abir.

Monami beta agr tm apne bhaiya ki help hi krna chahti ho to shaadi ke baad bhi hm tumhe rokenge nahi said swarna.
 
Aunty Aaj tk bhaiya ne mere liye bahut kuch kiya hai  ab meri baari hai, mai unke liye kuch krna chahti hu taki wo apni life khul ke jee sake thoda relax kare.

I am sure karan ki shaadi  jis bhi ladki se hogi wo bahut lucky hogi pr mai ye shaadi nhi kr sakti.  Mai itni saari responsibilities ek saath nhi utha sakti. Mai abhi shaadi nhi krna chahti.

Mai nhi chahti ki aap sb koi umeed lagaye isiliye pehle hi clear krna chahti thi mai ye shaadi nhi kr sakti. mai bhaiya se agr shaadi ke liye mna kru to wo nhi manenge . Isi liye aapse request kr rhi hu please is rishte ke liye mna kr dijiye said monami while tears starts forming in her eyes.

Beeji sits beside her and says
Monami puttar agr tu keh rhi hai to hm vihaan se is baare me baat krenge or ab tu mujhe puri bata bata kuch hua hai, vihaan thik hai na. Kl tk to thik hi tha aaj achanak se tu uske liye itni pareshaan ho  gyi. Bata beta ...

Dadi Bhai na upar se dikhate hai ki sb thik hai  pr mujhe pta hai woh thik nhi hai kuch hai jo unhe pareshaan krta hai, Dara ke rakhta hai unke upar bahut saari jimmedari hai . Wo kisi ko batate nhi hai pr unhe zarurat hai ki wo relax kre said monami.

Monami told the reason .....................

Mai paanch saal ki thi jb mumma ki death ho gyi  Bhai tb 8 saal ke the  tb se unhone mujhe  kabhi mumma ke liye rone nahi diya wo hamesha mujhe hasate rahe. Pta nahi wo khud unke liye kitna roye honge fir bhi mere saamne kabhi nhi dikhaya. Mumma ke jaane ke baad papa bahut toot se gye the, bahut reserved rehne Lage, hame bahut Darr lag rha tha. Aisa lag rha tha jaise papa move on  nahi  krna chahte. Do saal tk papa khud ko sambhalte rahe pr jis ghar me mumma ke saath itna time spend Kiya, jis ghar ko undono ne mil ke sajaya is ghar me shyd unhe ghutan ho rho thi. Unhone achanak se faisla kr liye ki hm London shift ho jayenge. Papa ke business partners ki help se unhone company, ghar sb kuch sold kr diya or london me unhe ek company mil gyi.
Life track pr aane lagi. Sb kuch thik ho rha tha. 12 saal me bahut kuch badla pr agr nhi badla to bs ye ki bhaiya mera dhyaan rakte the or papa bhaiya ka.
Jb bhaiya apne  third year me the tb wo bhabhi se mile. Tb mai first year me thi hm dono ka college alag tha isliye mai kbhi bhabhi se mili nahi pr bahiya, wo bs unki baat krte the. Phir next year  me unhone realise Kiya ki agr ab nahi bolenge to bahut der ho jayegi.
Bhaiya ne unhe propose kiya or unhone accept kr lia.

The pure feeling of love Où les histoires vivent. Découvrez maintenant