A Night well spent

1.1K 166 95
                                    

In lawyer's office

Lawyer-Miss Malik ko begunha toh sabit kar dunga main...par ek problem hai...

Anubhav-kya?

Lawyer-dekhiye sare saboot aur gawah hume mil jayenge but unhone agar aap dono ke relation par question utha diya toh...opposition Miss Malik ko aaram se characterless  proof kar dega....aur reason de dega ki aapke liye hi inhone us par hamala kiya aur property ke liye jhooth bol rahi hai....

Anubhav-par hamari shaadi ho chuki hai aur gawah saboot dono hai hamare paas....aur waise bhi agar unhone hume lekar koi sawal bhi kiya toh sidhi si baat hai Haseena mature hai woh apni marzi se kisi se shaadi kar sakti hai...unke gharwale jabardasti shaadi kara rahe the..

Lawyer-point hai aapki baat mein aur isse hamara case strong bhi hoga....

Haseena-nhi....(she suddenly interrupted them).

Anubhav-kya hua?

Haseena-nhi unhe kabhi pata nhi chalna chahiye ki hum dono ki shaadi ho chuki hai warna humse jyada aapko khatra ho jayega Hero....(she said looking at him, he found concern for him).

Anubhav-kuch nhi hoga hume....

Haseena-nhi Hero aap nhi jante unhe...woh log bahut bure hai, woh property aur revenge ke liye aapko harm karne lagenge....

Anubhav-shh...shant..(he pressed his index finger on her lips) kuch nhi hoga...

She glanced at his finger then into his eyes.

Lawyer-sir...(they looked at them, he removed his finger from her lips), aapke proof aur gawahon se accha hoga ki aap dono apni shaadi registrar kara le jisse legal proof mil jayega hume aur future mein aap dono ko bhi koi problem nhi hogi, uske baad hi hamara koi kadam uthana thik hoga....

Anubhav-thik hum koshish karte hai jald se jald apni shaadi register karaane ki....

Haseena-par....

Anubhav-chaliye ghar chalte hai....

She hummed and went out from the lawyer office.

Haseena-aap jante nhi hai aapne khud par kitni badi problem le li hai...(concerned).

Anubhav-ab jab le hi li hai toh problem ki size baad mein dekh lenge...(he said with a smile).

______________
At Home

Anubhav-humne dinner order kar diya hai, bas thodi der mein aa jayega....

Haseena-woh....(before she could complete her words, they hear calling bell sound).

Anubhav-hum dekhte hai....

He opens the door and surprise to see Purvi with a paper bag.

Anubhav-kya hua Purvi, tum is samay?

Purvi-kyu nhi aa sakti...(she asked with a smile).

Anubhav-andar aa jao...(she get inside the house and smile at Haseena).

Purvi- yeh tumhare liye hai...(she said, forwarding the paper bag towards him).

Anubhav-isme kya hai?

Purvi-tumhare liye gift hai...

Anubhav-kis khushi mein?

Purvi-woh tumne mere project mein help ki thi uski wajah se mera promotion ho gya hai bas us help ke liye thank you....(she said happily).

Anubhav-koi baat nhi Purvi, humne bas ek dost hone ke nate help ki tumhari is gift ki zaroorat nhi hai....

Purvi-kya Anu, itni mehnat se lekar aayi hoon please le lo....

The Shooting Star ✔Where stories live. Discover now