Epilogue

1.1K 130 42
                                    

It's been almost a year Sidneet married again. It's not that they never fought after marriage. They have arguments but the separation of years has definitely told them the lesson to sort every argument before it's too late. They no longer have the ego to ruin their relation.

Currently

Sid: Avu yrr you know mujhe aaloo nhi pasand

Sana: Mujhe bhi

She said joining him.

Avu: Seriously? Koi nhi khud se banalo jo pasand hai. Dono baap beti ek jaise ho. Khud kuch karna nhi bass baith ke nuks nikaalte raho. Kabhi khud bhi kuch kar lia karo. Wo dekho mera beta. Kuch nhi bolta aur meri help bhi karta hai. Aur ek tum dono baap beti ho jo kisi kaam ke nhi hai. Nikamme kahi ke

Sana: Mom

She whinned.

Avu: Mom mom matt karo. Chup chap khana khao. Aur nhi pasand to aaj se khud bana lia karo. Huh!!

They quitely finished the food. Avu went in room and took her laptop. She sat in balcony and wore her specs and started working. Sid went behind her.

Sid: Avu

No response.

Sid: Avu sorry yrr. Avniiii

Avu: Sid will you please leave me alone?

Sid: Avu yrr chhodo na gussa. Ab jaane bhi do

Avu: Dekho chup chap yaha se dafa ho jaoo. Aur mujhe apna kaam karne do

Sid: Avi jaan I am sorry na yrr

Avu: Sid meri kal ek bohot meeting hai. So please mujhe pareshaan matt karo. Jaoo yahase. Mein bohot busy hu yrr

Sid: Tum mujhe maaf kardo?

Avu: Well I will think par agar tum mujhe tang karte rahoge to for sure nhi kroonga

Sid: Okkk. I will go. Tum apna kaam karo. Mein tumhe disturb nhi karoonga. Koi bhi nhi karega

Avu: Good

Sid went out.

Meanwhile with Sana and Rahul

Rahul switched on tv and put on some action movie. Sana snatched the remote and put on a sports channel.

Rah: Kya?

Sana: Kya matlab?

Rah: Ye channel kisse pooch kar change kia?

Sana: Mujhe kisise poochne ki zaroorat hai?

Rah: Ek second tv maine on kia tha

Sana: So? Doesn't matter. Mujhe match dekhna hai. Aur hum match hi dekhenge

Rah: Mujhe movie dekhni hai

Sana: Who cares?

Rah: Tujhe lagta hau mein teri baat maanoonga?

Sana: Hnn bilkul. Koi shakk?

Rah: Mein kyu maanoo?

Sana: Maine kaha na

Rahul snatched remote. Sana gritted her teeth and punched his stomach making him wince in pain. Rahul pulled her hair.

Sana: Ouch

Just then Sid came out.

Sid: Ye kya kar rahe ho?

Sana ran to Sid.

Sana: Papaa

Sid: Kya hua beta?

Sana: Papa ye mere baal kheench raha tha. Ye dekho baal tod bhi die

She said making an innocent face.

Sid: Kya hai ye sab hnn? Tune meri princess ke baal kaise kheeche?

Rah: Dad aap seriously mujhe daant rahe ho. Usne kya kia pooch to lo

Sid: Mujhe poochne ki zaroorat nhi. Meri beti bohot samajdaar hai. Tu hi ek number ka gadha hai. Usko pareshaan karta rehta hai har time. Apne haath control mein rakha kar

Sana smirked at Rahul who glared at her.

Sid: Kyu ghoor raha hai usko?

Rah: Dad usne kya kia? Apne dekha nhi?

Sid: Usne kuch nhi kia. Tu usko darana band kar

Avu came out listening all this..

Avu: Kya hua? Tum log ek kaam theek se nhi karne dete? Ab kya hua?

Sid: Tumhara ye laadla meri beti ko sata raha tha

Avu: To usne kuch kia hoga na. Aese hi thoda kuch bhi bol dega

Sid: Ye uske baal kheech raha tha

Avu: To tujhe kya lagta hai? Sana bohot masoom hai. Usne kuch bhi nhi kia hoga

Sid: Hnn hai

Avu shooked her head in disbelief.

Avu: Tum dono kyu lad rahe ho?

Rah: Isne mujhse remote chheena aur channel change kar lia

Sana: Aur isne mujhse ladna shuru kar dia

Avu gestured Sid.

Avu: Koi tv hi nhi dekhega

She went and pulled out the cable wire.

Avu: Theek hai? Ab hum sab saath mein beth kar time spend karenge. Mein apna kaam bhi band karoongi. Aur tum log tv bhi baad mein hi dekhoge. Sab ko manzoor hai?

Everyone agreed and they enjoyed and made some beautiful memories together.

THE END

UNREQUITED FEELINGS {COMPLETED} ✔️✔️Where stories live. Discover now