Chapter 6

910 130 53
                                    

Avu stopped the car in front of PG booked by Sana.

Avu: Bahar se dekhne mein to achha hai

Sana nodded.

Sana: Hmm

Avu: Chlo

Avu ranged the doorbell. An old lady opened it.

Lady: Jii?

Sana: Namaste aunty. Myself Sana Kaur Nandra. Aur ye meri mom. Maine aapse phone pe baat ki thi. PG ke lie

Lady: Hnji hnji. Yaad aa gya. Myself Anika

Avu: Namaste

Avu said joining her hands.

Ani: Namaste beta. Aa jaoo

Ani welcomed them both and asked to sit on sofa. She brought juice for both.

Avu: Aunty aap kyo takleef le rhe ho?

Ani: Arre isme kya takleef? Jo bache yha rehte hai mujhe mere bacho jaise hi lagte hai. Aur bacho ke lie to ye kuch bhi nhi hai

Avu smiled at her.

Ani: To beta kabse rehna hai?

Sana: Aaj se hi aunty. In fact abhi se. Aaj Saturday hai. Aur issi Monday se school start hai. So weekend mein thodi setting bhi ho jaegi

Ani: Sahi hai. Sahi hai. Waise tumhara ek roommate bhi hai. Maine btaya tha phone pe

Sana: Jii aunty

Ani: Wo bhi do din pehle hu aaya hai

Sana: Okk

Ani: Abhi to bahar gya hai. Thoda samaan laana tha keh rha tha

Sana nodded.

Avu: Aunty ladka theek hai na I mean. Room share krna hai so. Mera matlab

Ani: I got it. Ladka achha hai. Matlab kaafi sanskari hai. I don't think koi problem aayegi. Aap tension hogi. Aur mein hu. Mere husband hai. Kuch bhi hota hai to hum dono. Mein dekh kr hi bache rakhti hu. Uske papa chhodne aaye the. Wo bhi kaafi bado ki, ladkio ki izzat krne wale lag rhe the. Mujhe to sab theek hi laga. Baki aap dekhlo

Avu asked Sana through eyes and she nodded.

Sana: Mom aap tension matt lo. Aur agar wo kuch ulta seedha krne ki koshish krega to mein bhi karate mein black belt hu. Aap faltu chinta matt kro

Avu smiled at her and shooked her head.

Avu: Dikhaiye aunty kamra

Ani chuckled and nodded. She went upstairs followed by Avu and Sana.

Ani: Beta ye hai living room. Udar kitchen hai. Aur uss side room. Washroom attached. Aur do almirah hai room mein. Ek tum use kr skti ho. Khana to aata hoga na bnana?

Sana scratched her neck.

Sana: Thoda thoda

Ani: Chalo tab to kismat achhi hai. Tumhare roommate ko aata hai. Aur kbhi  zaroorat pade to neeche humse bhi mangwa sakte ho. Hnn agar daily khana chahie to 2000 Rs. extra hai per month. Aap log dekhlo mein chai rkhti hu

Avu nodded and Ani left.

Avu: Aesa krte hai starting mein aap provide krdena. Thode time mein seekh jaegi

Sana: Arre it's okk mom. Uss ladke ko aata hai. Aur milke bana lia krenge. Kyu 2000 aur waste krna?

Avu: Baat 2000 ki nhi hai. Tujhe easy rhega. Islie bol rhi hu

Sana: Mumma aap chhodo. Tension nhi lo. Aur aapko 2000 kharch krne hai. Mujhe do. Mein achhi si dress le loongi

Avu smiled at her.

Sana: Agar mushkil hogi to I'll tell you

Avu: Achha chal theek hai

Sana: Baki sab to achha hai

Avu: Hnn achha to hai. Ab tu bhi achhe se rehna

Sana: Hnji

They checked everything properly and went down. Ani was serving tea with some snacks.

Ani: Dekhlia beta. Kuch problem to nhi hai?

Avu: Nhi. Sab achha hai

They were talking when an old man came inside.

Lady: Lo tumhare uncle bhi aa gye. Apne dosto ke saath busy rehte hai

Avu: Namaste

Avu greeted with a smile and joined hands.

Man: Namaste. Myself Shivaay

He returned with same smile.

Sana also greeted him.

Ani: Ye wahi ladki jisne pg ke lie call kia tha

Shiv: Achha achha. Sab dekh lia na? Pasand hai na beta?

Sana: Jii

Ani: Chlo aa jao sab

They had their tea. Then Avu took out luggage from her car and bid bye to Sana.

Avu: Apna dhyaan rakhna. Aur call roz karna. Kuch bhi problem ho immediately call me

Sana nodded.

Avu: Aunty please take care. Aur koi baat na maane to beshak daant dena. Kahi bhi galti lage kuch bhi ho please

Ani: Bilkul. Agar inko apne bache maante dhyaan rakhti hu to galti pe daant bhi sakti hu

Avu: Jii

Avu hugged Sana and kissed her forhead.

Avu: Bye

She sat in car and left. Sana took her luggage and went upstairs. She was setting her almirah when suddenly sm1 barged in room.

To be continued

Stay tuned for next chapter

We are writing and we don't have any expectations as we are fed up of asking you guys to vote and comment. Achha lage dil se jitna mrzi response do. Nhi tab bhi we won't say anything from now.

UNREQUITED FEELINGS {COMPLETED} ✔️✔️Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu