Chapter 8❤️

1K 63 92
                                    

Pranipat sakhi's.

Sorry for late update 🙂.

And please show your love with votes and leave your thoughts by comments ❤️.

************************************


Continuation.....

Krishna and Arjun reach a mountain top looking over a town.

Krishna: Ye vidarbh desh ki patnagri hai parth! Aur wo hai vidarbh.

Arjun: To kya aagya hai madhav? Aap kahen to mai abhi sab ko parajit kar ke Devi rukmini ko lekar aa jaun?

Krishna: Nhi parth...tumne patra padha hai na... usme rukmini ne spasht roop se likha hai ki uske pariwar jan ki raksha ho....Aur jab bhagana sambhav ho to vyarth hinsa kyun karen ham?

Arjun: To mujhe kya karna hoga Madhav?

Krishna: Tum kar paoge?

Arjun: Aap bas aadesh dijiye madhav...

Krishna: Pakka na?

Arjun: Aapko meri mitrata pe sandeh hai?

Madhav: Nhi parth! Koi sandeh nhi... parantu Ye karya bahot hi bhayanak hoga tumhare liye!

Arjun: Mujh par vishwas rakhiye Madhav aur aadesh dijiye.

After sometime.

Krishna takes the form of a shepherd and Arjun takes the form of a woman. They both were walking towards the palace.

Arjun : Ye kaisa bhesh de diya hai madhav! Kitni lajja aa rahi hai mujhe.

Krishna Chuckled: Parth maine pehle hi kaha tha ki ye karya bhayanak hoga.

Arjun pouts.

Krishna: Ye lo pahoch gaye ham raj mehel.

The gatekeeper came to them: Aap dono kon?

Krishna: Mai Gopal hun... aur ye meri behn bhrinallal.. Ham Maharishi durvasa ka prashad laaye hain naye jode ke liye ...Bheetar pravesh ki aagyan dijiye.

Gatekeeper gave a weird look to Arjun and allowed them to enter inside.
They reach the palace gardens where Prince Rukmi is standing.

Arjun: Madhav wo Dekhiye.. Rajkumar Rukmi!

Krishna: Chalo.

They went near him. Krishna touched his feet.

Rukmi: Aap dono kon hain?

Krishna: Ji mai gopal hun... aur ye meri behn bhrinalla...Ham rajkumari ke liye maharishi durvasa ka prashad laaye hain!

Rukmi: Mujhe de dijiye..Mai Rukmini ko de dunga ye.

Krishna: Nhi yuvraj... Maharishi durvasa ka adesh hai ki ham isse keval vadhu ke hath me den. Ye meri behn jaa ke rajkumari ko swyam de degi..aap bas unka bhavan bata dijiye.

Rukmi: Thik hai... upar se dayi taraf se jaa ke uska kaksh hai.

He Left From there.

Arjun came to him: Madhav aapne Yuvraj ke charan sparsh kyun kiye?

Krishna smiling: Wo Rukmini ke jyesh bhrata hain Parth....unke charan sparsh to karna hi hoga....aur pta nhi avsar mile ma mile .

Arjun smiled.

Krishna: Ab tum jao....aur Rukmini tak ko Parvati Ma ke mandir bhejo.

He nodded and headed towards his room....He passes through many guards and finally reaches Rukmini's room. He overhears Rukmi trying to convince his sister to marry Prince Shishupal.

The kuruvansh Where stories live. Discover now