Chapter 7❤️

1K 65 135
                                    

Continuation from previous part...

Everyone in the palace has already got the news of their victory. Everyone were standing at the entrance of the palace for their welcome.

The prince and princess entered inside the palace and everyone welcomed them. Adhirat ran towards Vrushali and hugged her.

Dhritrashtra: Putri tum thik to ho?

Vrushali broke the hug and smiled at him: Ji maharaj.

Suddenly Adhirat notice the blood in her hairline.

Adhirat: Putri...ye rakt tumhare maang me? Chot lagi hai kya?

All Boys and girls looked at each other and gulped except Krishna Balram karna and Vrushali.

Draupadi whispering to Subhadra: Ab kya hoga.. Kaise batayenge Yuvraj... Idhar se nikal lete hain...

Subhadra whispering: Shshsh...chup karo jiji... Bhratashree hain na to kuch anuchit nhi hoga.

Adhirath: Bolo Putri!

Vrushali looking down: Chot...nhi hai..

Adhirat: Chalo sanjh ka samay ho gya hai ghar chalte hain..

Vrushali looked at karna who was standing with blank expression. She sighed and nodded controlling the tears which was just formed in her eyes.

Duryodhan whispering to karna: Jyeshth aap kuch bol kyun nhi rahe hain.. Bhabhishree vapas jayengi to nagar jan to unko yahan se nikal denge.

Arjun whispering: Jyesht aap rokiye inhe. Bhrata duryodhan satya keh rahe...agar nagar vasi ne inhe dekh liya to pta nhi kya karenge.

Bheem whispering: Aapane vivah hi kyun kiya jab nibhana nhi tha to..

Adhirath and Vrushali were about to go just then Karna stopped them.

Karna: Rukiye.

Both stopped.

Adhirath: Ji Yuvraj.

Karna: Vrushali kahin nhi jayegi.

All elders looked at him confused.

Adhirath: Yuvraj ab to jarasandh ka vadh ho chuka hai ab meri putri surakshit hai.

Karna: Ab aapki putri yahin mehal me rahegi.

Nakul whispering to Dushasan: Ye kuch bhi bole jaa rhe.

Dushashan: Wahi to..... spasht baat kyun nhi bata rhe.

Adhirath: Parantu kyun Yuvraj ?

Karna: Wo....ab ye Hastinapur ki Yuvarani hain....aur meri dharam patni.

He said confidently looking straight.

All elders get shocked.

Bhishma shouting: Karna ! Tumhe gyaat bhi hai tum kya keh rahe ho?

Karna: Ji Pitamah....Maine Vrushali se Vivah kar liya hai...aur uske maag me ye rakt mera hai...aur uske hath me katar hamare vivah ka praman hai.

Dhritrashtra angrily: Kya ? Kis se agyan le kar tumne ye kiya? Kya tum itne bade ho gaye ho ki hamse puchna uchit nhi samjha...Aur tum to iss kanya ko mukt karane gaye the phir ye sab kya hai?

Yudhishthir: Pitamah...Tatshree..Aap kripya ek baar jyeshth ki poori baat sun len..inhone jo bhi kiya kisi karan vash kiya.

Bhishm: Aisa bhi kya karan hai.

Kunti came to karna: Aisa kya hua tha Putra?

Karna told them about whole incident. All get shocked. Adhirath's eyes filled with tears.

The kuruvansh Where stories live. Discover now