Chapter 6❤️

1K 64 265
                                    

Pranipat 🙏!

Sorry for late update 🤧

Please vote to kar diya karo itni mehnat se likhti hun 🙂 view karte ho to vote karne me kon sa paise lagte hain🙂

And Please do inline comments 🤧

***********************************

Next Day.

At morning.

Kunti entered in room where our princess were sleeping.

Kunti sighed: Putriyon... itni der ho gayi hai abhi tak so rahi ho tum sab.

She removed the curtains from the window allowing the Sunrays fall over them.

All girls sat on bed rubbing their eyes .

Kunti: Chalo sab jaa ke sheegra taiyar ho ke aao...Aaj maine apne hathon se kheer banayi hai tum sab ke liye. Aur iske bad yuvraj abhishek bhi hai Yudhishthir aur karna ka..to sheegra karo.

She Left from there.

Draupadi: Chalo sab...

After sometime.

They went to dining area and found the kuru boys except Krishna balram Karna and Yudhishthir.

Girls joined their hands: Pranipat Rajkumaron.

They greeted them back. Arjun and subhadra mocks each other.

Subhadra: Kunti bua.. Bhratashree Balram Bhratashree krishna aur dono Yuvraj kahan hain?

Arjun: Bhratashree karna aur bhratashree yudhishthir ka yuvraj abhishek ho raha hai na to ussi me vyasth hain sab.

Subhadra: Accha haan...Mai bhul gayi thi sabko kaam hoga...sab aapki tarah thode hain.

All Chuckled.

Arjun: Aapse to acche se baat karna hi bekar hai..Kyunki kuch logon ko vipreet dhang se hi uttar sun na achha lagta hai.

Subhadra rolled her eyes.

Kunti: Accha bas karo ab tum dono... Chalo baitho mai aati hun abhi. Phir kheer parosti hun tum sab ko.

Kunti Left from there.

All girls settled down at their places.

Bheem went near to the Cauldron and take out some kheer in a bowl.

All gave a look to him.

Bheem: Shshh!! Bas chakh raha hun.

Duryodhan also take some kheer in his bowl: Mai bhi chakhunga.

Bheem: Tumne mujhse jada kaise liya.

He again took some Kheer in his bowl.

Duryodhan: Iss baar tumne mujhse jada liya hai.

Bheem again take some Kheer in his Bowl: Tumne bhi mujhse jada liya hai...

Soon they finished all kheer. All blinked their eyes.

Kunti holds duryodhan and bheem's ears.

Both: Aaa...

Kunti: Sabki kheer dono ne samapt kar di. Baki sab kya karenge. Aur vaise bhi ye kheer maine apni rajkumariyon ke liye banaya tha.

Bheem: Mata Shree Mai to bas chakh raha tha.

Duryodhan: Mai bhi.

Vikarna looked at them with teary eyes: Aap dono ne saari kheer kha li..choti maa...mujhe bhookh lagi hai.

The kuruvansh Место, где живут истории. Откройте их для себя