Mohabbat♡

280 38 158
                                    

(As Haider enters the garden, he sees a beautiful date setup. The lights illuminating the whole garden. There was also a dining table there, all prepared for a cute and super romantic candlelight dinner, and his Meera beside him)

 There was also a dining table there, all prepared for a cute and super romantic candlelight dinner, and his Meera beside him)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Haider- Meera ye sab...
Meera- Haider, aapse milne se pehele main jee toh rahi thi par jeene ka ehsas kho chuki thi... Phir aap mile aur aapko dekh kar seekha ki dard ko sambhal kar hi nahi, saja kar bhi rakha ja sakta hein...
Pata hein sab ke liye mein Meera Kapoor the perfectionist, businesswoman hu par sahi mainon mein main bohot naadan hu, maine kayi galatiyan ki hein. Hum kayi baar apni tanhaiyon mein itne doob jaate hein ki humein dusron ka dard aur unki taqleef dikhna hi band ho jati.
We start victimizing ourselves and in the process, hurt others.
Meri inn tanhaiyon ne mere andar kahi na kahi ek dard bhar diya tha, ek ghaav kar diya tha, insecurities bhar di thi par phir aap mile...
(She moves towards him and cups his face. Haider was still just looking at her, trying to contemplate her words.)

Meera- Aapne meri zindagi badal di, usse dekhne ka nazariya badal diya Haider

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Meera- Aapne meri zindagi badal di, usse dekhne ka nazariya badal diya Haider. Aap mere har chot ke marham bane, mera sukoon bane aur mera junoon bhi. Mujhe aapne humesha waqt diya. Mujhe samjha. Main ye toh wada nahi kar sakti ki main aage koi gaaltiyan nahi karungi, shayad karungi, par main wada karti hu ki main zindagi bhar aapse beinteha mohabbat karti rahungi Haider. Ye baat main baar baar, hazaar baar kehne ko taiyar hu.
Main zindagi bhar aapka sath chahti hu. Chahti hu ki meri har subah aapki bahon mein ho, meri har muskurahat ki wajah aap ho, meri aasuo par hak aapka ho, woh shaam ki chai ki pyaali hum saath mein piye aur ye zindagi yunhi hathon mein hath daale kat jaye.
(She says kneeling in front of him, just the way he had before, and pulls out the ring)
So, Mr. Haider Ali Khan, will you marry me?
(Haider had not spoken a word till now, he was just staring at her with a blank expression.)
Haider-Meera... Aapko meri wajah se ye sab jaldi karne ki koi zarurat nahi.
Meera- Main aapki wajah se kuch nahi kar rahi Haider. Main ye kar rahi hu, kyuki main khud ye chahti hu. Aapke saath khushiyon ke dhaagon ko thamna chahti hu aur inn tanhaiyon ko humesha ke liye peeche chod dena chahti hu.
Haider- But you wanted to sort a few things out, right...?
Meera-Yes I did, but Haider, I realized that agar hum saath ho, toh hum milkar kisi bhi pareshaani ko sort kar sakte hai...chahe voh kitni bhi badi ya choti ho. Aur waise bhi...apne moral support, apne rock ke bina, apne Haider ke bina problems sovle karna mere liye thoda mushkil ho jaata hai. Toh maine socha, why not...(she giggles, trying to make him smile after all the pain he had gone through.)
(Haider looks at her and laughs a little, his eyes filled with tears.)
Meera- Abb jawab de bhi dijiye Haider, my knees are hurting. (she chuckles)
Haider (smiles) - Yes Meera! Yes! Thousand times yes! (He lifts her up and swinging her around.)

TanhaiyanWhere stories live. Discover now