I LOVE YOU♡

320 46 18
                                    

Haider - Mistake!? Aapke liye kal jo kuch bhi hua woh ek galati thi! Toh phir thik hein Meera... Ohh sorry, Ms. Kapoor. Aap jaisa chahti hein bilkul waisa hi hoga.
(She doesn't respond and Haider leaves)
*In the evening*
Meera returns to Savitri’s house. Haider had not spoken to her throughout the day. The only conversation they had had the whole day was project-related. Completely formal.
Meera was upset and her heart was aching. She wondered why she wasn’t at ease, after all, that’s what she wanted, right?
To relax she goes to the terrace.
Virat comes to the terrace and sees Meera lost in her thoughts.

Virat-Meera, you alright? Meera-Umm

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Virat-Meera, you alright?
Meera-Umm... uhh... Yeah. I am fine. Good.
Virat- You sure?
Meera- Yeah. Positive. (she nods, but doesn’t look quite convinced)
Virat - Aai aapko khaane ke liye bula rahi thi. Saie bhi gayi hein Haider ko bulane.
Meera- Ohh...
Virat- Meera I completely understand that we are strangers par... kabhi kabhi parayon se dard baatna, apno ke saath dard baatne se zyaada aasan hota hai. Kya pata isi se aapka dil bhi halka ho jaaye.
Meera- Aese koi baat nahi hein Virat. Mein thik hoon.
Virat- Well as you know, I am an inspector aur jhooth toh mein kaafi jaldi pakad leta hoon. (He says with a tiny smile.)
Meera (giving a smile) - Pata nahi Virat…(she sighs)
Kuch puraane jazzbat waapis se dastak de raha hein... par puraane dard...purane dardon ko yaad kar inn jazzbaaton ko sambhalna mushkil ho raha hein.
Virat- Jazzbaton ka hona hum insaanon mein aam baat hein Meera. Par sawal toh ye hein ki ye jazzbat kinke liye hein? Aur jinke liye hein, kya woh ye deserve nahi karte ki hum unke liye inn puraane dardon se lade?
Meera- Aur agar wohi zakhm wapis mile toh?
Virat-Bharosa har rishte ki buniyaad hein Meera. Agar bharosa nahi toh rishta nahi. Unhe qubool karna seekhiye. Zakhmon se bhaagne se voh aur gehre ho jaate hai, bharte nahi. Har rishte mein takleef hoti hai. Par agar unn takleefon ke dar se aap uss rishte ko jode hi na ,toh aap un acche palon ko bhi kho dengi aur naainsaafi bas aapke saath nahi, aapko pyaar karne vaale ke saath bhi hogi.
Meera-Thank you Virat. Abb mujhe pata hein ki mujhe kya karna hein. Main apne jazzbaton se aur dur nahi bhagungi. Apne Haider se aur dur nahi bhagungi.
(She realizes that she just took Haider's name in front of Virat.)
Virat smiles
Virat-Beach pe aapko aapki manzil mil jayengi.
She smiles and leaves
Virat calls Saie.
***
Meanwhile
Haider left for the beach to collect himself. He was heartbroken. He could feel Meera's pain but...

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Tanhaiyanजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें