Karan: Aisa mat socho Preeta. In doubts ko apne man main jagah mat do is se tumhari health par bura asar pare ga. Jab tak main tumhare sath hun main tumhain kuch nahi hone dun ga.

Preeta smiles a bit and nods.

They stop at a signal. A child beggar comes to their car and begs. Preeta rolls down the window and gives him some money

Preeta: School jate ho ?

Beggar: Nai didi aik wakt main ya to kah skte hain ya prhai karskte hain.
He says and goes to another car.

Preeta sighs

Preeta: Pata hai Karan main jab bhi in bachon ko dekhti hun to bht hurt hoti hun. They don't deserve this. They deserve to have a normal life jahan ye parhein aur khelein. Mera sapna hai in jese bachon k liye kuch krna.

Karan looks at her and feels proud.
He holds her hand and says

Karan: Preeta jink dil sache hote hain unk sapne poore hote hain. Tum yakin rakho aik din tum apna har sapna sach karo gi aur main tumhara sath dun ga.

Preeta: Thanks Karan ab to mujhe samjh bhi nahi ata k main tumhara shukrai kese karon.

Karan: Aise karo ke blkl bhi na karo

They both chuckle.

Soon they reach the hospital. Both go inside. Suddenly they meet Rishab.

Rishab: Hello Preeta Hello Karan. Ap kesi hain Preeta Ji.

Preeta: Main theek hun ab

Rishab: Karan tu ache se khiyal rakh raha hai na Preeta g ka.

Karan: Han han bhai iska kese nai khiyal rakh skta main

Preeta blushes

Rishab: Chalo good ab main patients ko dekhne jaraha hun milta hun phr tujhse.

Karan: Ok bhai.

Karan and Preeta both go into his office.

Karan: Preeta main tumhara blood sample leta hun aur tum mujhe wo bat btao jo tum subah keh rahi thi.

Preeta feels nervous.

Karan: Kia hua kia tumhein ab bhi injection se dar lgta hai? Itne saalon phle bhi hamesha injection lgate wakt main tumhara hath pkrta tha.

Both remember old times.

Preeta : Nahi ab nahi lgta.

Karan prepares the syringe and takes out blood from her arm.

Karan: Lo hogaya aur pata bhi nahi chala.

Preeta smiles sadly.

Both sit on the couch.

Preeta: Karan jo main tumhein batane jarahi hun usk bad tum jo bhi faisla karo ge mujhe manzoor hoga.

Karan: Preeta aisa mat socho bas tum aram se mujhe bataon

Preeta : Ok.

Preeta: Ye hamare college k prom wale din ki bat hai........

Flashback

Preeta gets a phone call . She goes out and receives it.

Preeta: Hello Papa

Papa: Preeta... Putar tu ghar mat .... ana ye log..... Ah

Preeta: Papa papa.... Kia hua mujhe batayein ap theek to hain.

Preeran SS: Tu Hi Hai ❣️Onde as histórias ganham vida. Descobre agora