"My" Soul! "My" Love!

By parvathypaaru

264K 19.3K 2K

A mixture of Kaisi Yeh Yaarian and Kasauti zindagi ki with an entry of Kuch rang pyaar ke aise bhi, and a pin... More

Trailer
Chapter 1
Chapter 2
Chapter 3
Chapter 4
Chapter 5
Chapter 6
Chapter 7
Chapter 8
Chapter 9
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 16
Chapter 17
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 21
Chapter 22
Chapter 23
Chapter 25
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 35
Chapter 36
Chapter 37
Yippeee
Chapter 38
Chapter 39
Chapter 40
Chapter 41
Chapter 42
Chapter 43
Chapter 44
Chapter 45
Chapter 46
Chapter 47
Chapter 48
Chapter 49
Chapter 50
Chapter 51
Chapter 52
Chapter 53
Chapter 54
Chapter 55
Chapter 56
Chapter 57
Chapter 58
Chapter 59
Chapter 60
Chapter 61
Chapter 62
Chapter 63
Chapter 64
Chapter 65
Chapter 66
Chapter 67
Chapter 68
Chapter 69
Chapter 70
Chapter 71
Chapter 72
Chapter 73
Chapter 74
Chapter 75
Chapter 76
Chapter 77
Chapter 78
Chapter 79
Chapter 80
Chapter 81
Chapter 82
Chapter 83
Chapter 84
Chapter 85
Sorry
Chapter 86
Chapter 87
Chapter 88
Chapter 89
Not an Update
Chapter 90
Chapter 91
Chapter 92
Chapter 93
Chapter 94
Chapter 95
Chapter 96
Chapter 97
Chapter 98
Chapter 99
Chapter 100
Chapter 101
MEHANDI
Chapter 102
Chapter 103
Chapter 104
Chapter 105
Announcement
Chapter 106
Chapter 107
Sorry
Chapter 108
Chapter 109
Chapter 110
Chapter 111
Chapter 112
Chapter 113
MaNan Wedding
Chapter 114
AnuPre Wedding
Chapter 115
Chapter 116
Chapter 117
Chapter 118
Chapter 119
Haii My dear Readers
Chapter 120
Chapter 121
Chapter 122
Chapter 123

Chapter 24

1.6K 95 4
By parvathypaaru

Sanjeevani Hospital, Kolkata

"Raj, hum kuch bhi nahi kar sakte hai kya? matlab, hum yaha se kahi aur shift kar lete hai, abroad?!, what say?"

"Dekho Moloy, tum Rajesh ko lekar kahi pe bhi jaana ho, kisi aur doctor ko dikhana ho, mujhe koi problem nahi hai, bus main itna batana chahta hu ki, yeh sab karne se situation badal nahi jaayega. Heart ki condition bahut hi critical hai. Main chupana nahi chahta, kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai"

"Ese kaise!!?? Raj, tum iss tarah kaise keh sakte ho?!!. kuch toh" Moloy's conversation stopped in the mid way, because Rajesh held his palm to calm him down.

All these while, Rajesh was quiet.

"Moloy,... kahi na kahi mujhe lag raha tha ki main ab...."

"Rajesh tu chupkar, hum dono baat kar rahe hai na, kuch toh treatment hoga"

"Rajesh ko heart attack isliye aaya kyun ki he is suffering from Coronary Artery Disease. Aaj kal treatment hai iske liye, par, Rajesh ke liye yeh sab difficult is liye ho raha hai ki, usko High BP aur upar se voh diabetic bhi hai"

"Toh humein kya karna chahiye aage?"

"Moloy, I'm trying my best. And Rajesh, medicines time pe lethi rahna, aur kuch bhi, matlab kuch bhi difficulty mehsoos kare toh jald se jald mujhe contact karna. Moloy, main apni team ke saath milkar discuss kar ke batata hu aage kya karna hai, okay, tab tak ke liye apna khayal rakhna Rajesh"

They both exited Dr. Raj's cabin.

..................................

.................................

Restaurant, Mumbai

Jennifer and Dev are sitting on a table, waiting for their order to come.

"So, baat kya hai?!"

"Dev, voh........voh Mo!.. Neonika aayi thi clinic pe"

"Neonika!! voh kyu aayi achanak?"

"Pata nahi, shaayad mere saath patch up karne, apni huck jataane!!"

"Okay, so tum isliye pareshan thi?"

"Pareshaan nahi hu Dev, mujhe apne aap se gussa aa rahi hai,  jaane anjaane mein main bhi..."

She facepalmed in distress. Dev held her hand which is placed on the table and assured her, "Jenny, apne aap par itna stress mat do, jo tumne nahi kiya hai, uss baat ko lekar pareshan kyu ho rahi ho? Unfortunately Neonika se tumhari rishta chah kar bhi mitta nahi sakti"

......................................

......................................

Rajesh and Moloy are in the car. Moloy noticed Rajesh's worried face.

"Rajesh, kya soch raha hai tu?"

"Moloy, ... meri Pari aur Shivi!! un dono ka kya hoga. Shivani ke baare mein mujhe koi tension nahi hai, uski to ek badi bahan aur bada bhai hai, par meri Pari!!"

"Kya keh raha hai tu?! Prerna ko kya hoga!! hum sab hai na, aur tum, tum ese baate kyu kar rahe ho!!?"

"Nahi Moloy, Pari aur Shivi, dono ke zimmedari main Mahesh ki sir par nahi rakhna chahte. Uska bhi toh ek parivaar hai, aur Maya bahu bhi toh pregnant hai. Isliye main chahta hu ki, mere jaane se pehle meri Pari ki shaadi ho jaaye" 

"Pehle tum yeh jaane ki baat kehna chod do, aur rahi baat Prerna ki toh, tum tension kyu le raha ho, hum dono ne milkar decide kiya tha na, pehle un dono ki padaayi khatam hone do, phir"

"Nahi Moloy, Hum sirf hamare baare mein soch rahe ho iss maamle mein, mujhe nahi lagta Mohini Bhabhi iss rishte se khush honge"

"Mohini ko manaana mera kaam hai, aur tu chinta mat kar, bhale hi Mohini gussa karti rahti hai, par Prerna ke liye uski dil mein pyaar aur lagaav hai, aur yeh main jaanta hu"

"Par, Anurag aur Prerna!! un dono se humne abhi tak iss baare mein baat bhi nahi ki!"

"Arrey, agar tumhe itna tension ho raha hai toh ek kaam karte hai, aaj hi un dono se baat karte hai, kyu?! Tum Prerna se baat karo aur Main Anurag se. Aur waise bhi woh dono aaj kal kafi acha dost ban gaya hai, toh pyaar bhi ho hi jaayega"


................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................


Continue Reading

You'll Also Like

1.4M 60.7K 28
"If you think you can just come back here after years and pretend we don't want each other," he got up all my face making me momentarily lose the abi...
985K 30.5K 61
Dans un monde où le chaos et la violence étaient maitre, ne laissant place à ne serrait ce qu'un soupçon d'humanité. Plume était l'exception. Elle...
34.2K 1.5K 13
Short stories on Armaan And Abhira...They can be completly different from the show or inspired from some episodes
49.1K 1.9K 10
"mujhe tumhe iss Ghar me Lana hi nhi chahiye tha vhi meri sbse badi galti thi"...