Childhood Love (Virohi Fanfic)

By Zoob_BTS

25K 1.1K 1.8K

This is my first ever Hindi fanfic so please support me for it. It will be for those who love balveer returns... More

Introduction
chapter 1
Chapter 2
Promo
Chapter 3
chapter 4
chapter 5
chapter 6
chapter 7
Chapter 8
precap
Chapter 9
chapter 10 A
Chapter 10 B
Chapter 11
chapter 12
chapter 13
Chapter 14
chapter 15
chapter 16
chapter 17
Promo
chapter 18
chapter 19
chapter 20
chapter 21
chapter 22
sneak peek
chapter 23
chapter 24
chapter 25
chapter 26
chapter 27
chapter 28
chapter 29
promo
chapter 30
chapter 31
chapter 32
chapter 33
chapter 34
chapter 35
chapter 36
chapter 37 A
chapter 37 B
chapter 38
chapter 39
chapter 40
chapter 41
chapter 42
chapter 43
chapter 44 A
chapter 44 B
chapter 45
chapter 46
chapter 47
chapter 48
Glimpse
chapter 49
Special Chapter
chapter 50
chapter 51 A
chapter 51 B
chapter 51 C
chapter 52 A
chapter 52 B
chapter 53
chapter 54
chapter 55 A
chapter 55 B
chapter 55 C
chapter 56
chapter 57
chapter 58 A
chapter 58 B
chapter 58 C
chapter 58 D
chapter 59 A
chapter 59 B
chapter 60
chapter 61
chapter 62
chapter 63
chapter 64
chapter 65
chapter 66
chapter 67
chapter 68
chapter 69
chapter 70
chapter 71 A
chapter 71 B
chapter 71 C
chapter 72
chapter 73 A
chapter 73 B
promo
chapter 74
chapter 75
chapter 76
chapter 77
chapter 78 A
chapter 78 B
introduction 2
chapter 79 A
chapter 79 B
chapter 80
chapter 81
chapter 82
chapter 83 A
chapter 83 B
chapter 83 C
chapter 84
chapter 85 A
chapter 85 B
chapter 86
chapter 87
chapter 88 A
chapter 88 B
chapter 89
chapter 90
chapter 91
chapter 92
chapter 93
chapter 94
chapter 95
chapter 96
chapter 97
chapter 98
chapter 99
chapter 100
chapter 101
chapter 102
chapter 103
chapter 104
chapter 105
chapter 106
Chapter 107 A
chapter 107 B
Chapter 108
chapter 109
chapter 110 A
chapter 110 B
chapter 111
chapter 112 A
chapter 112 B
chapter 113
chapter 114
chapter 116
promo
chapter 117
chapter 118
chapter 119
author note
New Book
Important note

chapter 115

119 3 64
By Zoob_BTS

Chapter 115 :-
Aareeti,rayvan, snebhav :- theek hai papa/bhaiyya/debu/bade papa.

Baalpari :- baalveer ab aap sab ko jaldi se ghar jaana chahiye. Paani pari or karigar pari apne bachchon ke liye pareshan ho rahi hongi na.

Debu :- ji maa.
Then wo sab log wahan se teleport ho jaate hain or Ghar pohoch jaate hain.

Bharat nagar scene
Karuna :- ananya beta, payal beta kya tum dono ko sneha or bhavna ka pata chala? Or vivaan ka ki wo kis haalat mein hai?

Anayal :- nahi Karuna ji, hume nahi pata chala.

Khushi :- mummy aap ro kyun rahi ho? Bhabhi aap dono bhi? Kuch baat ho gayi kya?

Dadaji :- beta wo subah se sneha or bhavna ka pata nahi chala hai or uske baad Karuna ko bhi ajeeb sa feel ho Raha hai or vivaan ki tasveer bhi neeche gir gayi thi.

Khushi :- mummy inko ---

Snebhav :- mummy!!!!!!

Anayal :- sneha/bhavna!!?? Meri bachchi, kahan thi tum dono? Tumhe pata bhi hai ki hume kitni chinta ho rahi thi tumhari.

Devray :- arre Devi maata shaant!!! Inko mas-- mera matlab megha ne dhundha.

Payal :- megha ne kaise?

Vivi :- wo bhabhi, megha didi ne na hamari baat sunli thi toh jaake inko dhundhna shuru kar diya and ye dono megha didi ko inke school mein mili.

Anu :- school mein?

Bhavna :- haan chachi school mein, kyunki hamara basketball match pass aa raha hai na toh hum sab players school mein hi ruk kar practice kar rahe the.

Sneha :- haan mummy and aapko tention lene ki zaroorat nahi thi kyunki hamare saath teachers bhi the.

Karuna :- bolo nahi suno, inki baat toh samajh aa gayi lekin vivaan beta tujhe toh kahin chot nahi aayi na? Ya tujhe kuch toh hua nahi hai na?

Vivi :- huh? Mujhe kya hoga maa? Main toh bilkul chakachak hun.

Debu (whispering to vivi) :- shayad maa ko mehsus ho gaya hoga ki tum kisi musibat mein ho.

Vivi :- oh achcha aisi baat hai. (To Karuna) haan maa main theek hun. Mujhe kuch nahi hua hai.

Karuna :- haash!! Sunkar achcha laga.

Chintu :- vivaan!!!! Khushi di Neeti-- Aarohi!!???

Vishi and aareeti :- kya hua chintu?

Chintu :- hume jaldi se college jaana hai.

Khushi :- lekin kyun chintu?

Aaru :- oh shit!!!

Vivi :- kya hua?

Aaru :- sir ne sabko jaldi se bulaya hai, college ka group kholke dekho, and keh rahe hain ki it's really important and wahan sab hone chahiye and koi bhi bacha rehna nahi chahiye.

Vivi :- toh ab hum kya karen? Itni jaldi toh college pohoch sakte nahi.

Chintu :- sab apni bikes lelo, jald pohoch jayenge.

Vivi :- kaise?

Neeti :- abhe lullu prasad!! Tu bhool gaya kya ki tum sabki bike mein ek aisa feature hai ki tum sab kitni bhi speed par chalalo tumhe bilkul safely tumhari destination tak pahuncha degi.

Aaru :- haan, sahi hai idea. Lekin bikes toh sirf boys ke pass hai na.

Vivi :- girls, tum sab hamare saath hi chalna.

Aaru :- theek hai.

Vivi :- chintu tum jaake sab boys ko kaho ki apni bikes ke saath ready rahen, hum bhi aa rahe hain.

Peeche se saare bade inki baatein sun rahe the, or tention mein the ki aise wakt bilkul hi odd time par inke principal ko inse kya kaam hai.

Karuna :- insab ne kuch gadbad toh nahi kardi na, warna principal inko kyun bulayega?

Ray :- maa mujhe lagta hai ki sirf inko hu nahi pure hi college ko bulaya hai principal ne.

Debu :- haan maa mujhe bhi ye hi lagta hai.

With TC
At college
Sab college pohoch chuke hain, and assembly hall mein principal sir ka wait kar rahe hain.

Monti :- oye vivaan, tujhe pata hai ki principal sir ne hum sab ko yahan kyun bulaya?

Vivi :- mujhe agar pata hota toh main khud tention mein nahi hota na.

Aaru :- Monti please abhi fight mat karo.

Neeti :- haan Monti, yahan par---
Neeti got cut of by the voice of the principal.

Principal :- good evening everyone, mujhe pata hai ki aap sab log ye hi soch rahe honge ki maine aap sabko yahan iss wakt kyun bulaya hai, right?

Everyone :- yes sir.

Principal :- main aap sabke saamne ek announcement karne aaya hun, and wo hai ki jo har saal hota chala aa raha hai hamare college mein wo iss saal bhi hoga.

Vivi :- ye oldie kya bakwas kar raha hai?

Aaru :- vivaan aise mat bolo.

Vivi :- kya!?? Sach hi toh keh raha hun.

Rinkoo :- aap kehna kya chahte hain sir?

Principal :- main ye kehna chahta hun ki har saal ki tarah iss saal bhi hamara college ek student of the year ka competition rakhega!!!! And usse pehle aap sab ko ek exam Dena padega, jisse hum apne contestants ko choose kar sake.

Everyone :- WHATTTT!!!!?????

Principal :- yes, and exam ek hafte baad hai, all the best bachchon!!!

Vivi :- inhone hume aisa jhatka dene ke liye bulaya tha. Ab chalte hain ghar.

TC (except areeti) :- ye itna pareshan kyun ho raha hai?

Aaru :- Neeti tumhe bhi wo hi lag raha hai jo mujhe lagraha hai?

Neeti :- haan, shayad ye apni baalveer waali duty se bhi disturb hai or phir ab ye sab.

Aaru :- let's hope for the best.

(Video ki tarah hi ye log padhai karenge)

After 1 week
Today is the day jab Inka future pata chalega, yaani ki exam for student of the year.

Saare bachche aise hi pareshan phir rahe hain and bas exam shuru hone waala hai toh wo log apne examination hall mein chale gaye.

(Just like movie mein hua tha waise hi Inka exam hoga, and now ab results ki baari hai)

Principal :- good morning everyone!!! Aap sabne bohot achcha paper kara hai, and Aaj aap sabka result bhi hai, so I am announcing the names of the winner of this exam are :-
16 - Samaira
15 - Rinkoo
14 - Sagar
13 - Neeti
12 - Vivaan
11 - Aarohi
10 - Stuti
09 - Tanya
08 - Rocky
07 - Chahat
06 - Monti
05 - Ayan
04 - Sutli
03 - Jeet
02 - Chintu

Chintu :- woww!!! Main second par aaya hun!!!???? Yayyyy, lekin first par koun hai phir?

Principal :- and the on the first position is RAGHAV!!!! Congratulations to all of you who have been nominated.

TC :- wow hamari team mein se already bohot saare winner hain.

Chinti :- all the best everyone, hum log tum sabko pura support karenge.

Khushi :- haan TC all the best.

TC (except khushi, chinti, gopu and aarav) :- thank you everyone.

Glimpse :-
First game starts, starting of virohi''s seperation, TC will be finished

Author's note
Hello glories!!!! This is the longest chapter I have ever write, so I wish it wouldn't be boring. And do tell me are you excited for the upcoming twist and turn?? If yes then stay tuned and iske saath Jude rahen hamare saath. Bye!!!!

New character unlock
Shiloh Nelson will be as Sneha Joshi.


Harshaali Malhotra will be as Bhavna Joshi.


These two will be playing the role of sneha (debanya's daughter) and bhavna (rayal's daughter).

Continue Reading

You'll Also Like

1.7M 91.9K 59
[FEATURED] Shruti never had marriage in her life plan. For her, it was, ❝Shaadi aur bacche, dusron ke hi achhe.❞ (Marriage and children benefit only...
542K 34.6K 81
❤SHORTLISTED WATTPAD INDIA AWARDS 2020❤ Book #1 (AND series) [COMPLETED ✔] ABOUT THE STORY: Sanchi (or Vanya Patel) works as a crime journalist in th...
23.4K 1.3K 19
Vahi massom chehra Jo 2 saal pehle dekha tha Jo aaj bhi raat ko sone nahi deta. Vahi nili ankhe Jo 2 saalo pehle dekhi thi bilkul samundar ki t...
758K 67K 36
𝙏𝙪𝙣𝙚 𝙠𝙮𝙖 𝙠𝙖𝙧 𝙙𝙖𝙡𝙖 , 𝙈𝙖𝙧 𝙜𝙖𝙮𝙞 𝙢𝙖𝙞 𝙢𝙞𝙩 𝙜𝙖𝙮𝙞 𝙢𝙖𝙞 𝙃𝙤 𝙜𝙖𝙮𝙞 𝙢𝙖𝙞...... ♡ 𝙏𝙀𝙍𝙄 𝘿𝙀𝙀𝙒𝘼𝙉𝙄 ♡ Shashwat Rajva...