KARNA - MAHADEV'S DECIPLE

By karn0123

356K 14.2K 2K

I do not want hurt anybody's religious sentiments. This story is purely my imagination, what if karna in sear... More

MEETING MAHADEV
KAILASH PARVAT AND TRAINING
TESTS AND BOONS
FIGHT WITH INDRA DEV AND HOME COMING
RETURN AND ENCOUNTER
KALA PRADARSHAN
GANGAPUTR VS SURYAPUTRA
CORONATION
MEETING KURUVANSH
KARNA'S TALENT
KARNA'S MISCHIEF AND RASHMI CHARIOT
FIGHTING ASURS AND MEETING KRISHNA
SECRET IS OUT
KRISHNA'S MARRIAGE
RETURN TO HASTINAPUR
BHEESHMA KNOWS EVERYTHING
KARNA'S PUNISHMENT
VIJAYDHARI AND RASHMIRATHI
KARNA'S FAME
SIX MONTHS LATER
GUESTS ARRIVED AT ANGA
MAHASHIVRATRI
AVANTIKA GET TO KNOW ABOUT KARNA
VIKRAMADITYA'S REQUESTED ALMS FROM KARNA
TRAINING WITH KARNA
AVANTIKA TALKED TO KARNA
KARNA KILLING CHANDRASUR
KARNA TALK WITH AVANTIKA
BEFORE LEAVING FOR HASTINAPUR
KARNA GET TO KNOW THE TRUTH
KARNA GOT REALLY ANGRY
TWIST
ARDHNARISHWAR'S PUNISHMENT FOR DRONA
LEAVING HASTINAPUR
RETURN TO ANGA AND STEPS TOWARDS FUTURE
BHEESHMA REALISATION AND????
PROGRESS
JEALOUSY
ARRIVAL, DATES AND CELEBRATION
KARNA - AVANTIKA FUTURE PLANNING.
MAIRRAGE
RETURN TO ANGA AND ????
NEW DAY IN ANGA
SHOW FOR THE CROWD
ONE MONTH AND CONFESSION
HASTINAPUR'S CHANGE
BHEESHMA'S NEW DISCIPLE
KARNA - PARSHURAM TALK
VARNAVRAT INCIDENT
AFTERMATH
BIRTH OF PRINCE OF ANGA
AUTHOR NOTE
NEW STORY
SURYAPRAST AND INVITATION
VACATION AND ARRIVAL AT PANCHAL
SWAMVAR
RUDRA ANTICS.
PANDAVAS IN HASTINAPUR
DIVISION
INDRAPRASTHA
RETURN TO SURYAPRAST
RUDRA'S NEW JOURNEY
INVITATION
FLASHBACK
MEETING AND DISCUSSION
TURN OF EVENTS
RAJSUYA YAGNA
A/n
CURSE AND ????
RETURN
DWARKA
SWAMVAR OF CHARUMATI
RUDRA'S RETURN
AFTERMATH
BEGINING OF DOWNFALL
DYUT INVITATION AND ACCEPTANCE
ARRIVAL AT HASTINAPUR
Game
CHANGE OR INEVITABLE???

KARNA TALKS WITH GANGAPUTR

5.8K 194 16
By karn0123

In the evening karna got ready for entering the royal place as guest of Mahamahim Bheeshma. Under his mother constant nagging he changed his clothes to a new white Dhoti and new red angavastra with golden threading. He was looking extremely handsome even in commoners clothes. He always had his pouch with him. He then went towards palace and told soldier to inform Mahamahim that he has arrived. Soldiers went inside and come back after few minutes. He then took Karna to Bheeshma chamber.

Bheeshma was waiting for Karna eagerly since his meeting him in morning. Soon soldier knocked his doors and Karna was with him. Bheeshma told soldier to leave them alone. Karna came in chamber and closed the doors. Bheeshma then ordered ekant. All soldiers guarding his gate went away.

Karna : Pranipat Mahamahim.
( Hello Mahamahim)

Bheeshma : Kalyan ho Putra.
( Stay blessed)

Karna : Kya adesh hai, Mahamahim kyu aaj iss sutputra ki yaad aayi aapko. Aur wo bhi ek rajsi mehman ki tarah. Mai toh apradhi ki bhaati aane ki apecha kr raha tha.
( Why have you recalled me that to as guest not as criminal)

Bheeshma winced at the tone and words, though it wasn't unexpected.

Bheeshma : Karna, tum sadev hi mujhe galat samjhte ho.
(You always got me wrong)

Karna : Ho sakta hai, parantu aap ne mujhe iske sivay aur koi karan bhi nahi diya diya hai Gangaputr. Aapne mujhe siksha se vanchit rakha mere gunon ko janne ke baad bhi. Aap ved ke gyata hai Mahamahim phir bhi. Aur aapne mujhe Hastinapur aur mere parivar se mujhe door rakhne ka pryas bhi kiya.
(May be but you didn't give reason to not be able to do so, you hindered my education and tried to send me away from here)

Bheeshma : Putra maine tume Hastinapur se door isliye rakhne ki koshish ki thi kyonki main jaanta tha ki tum bina vidhya ke manoge nahi aur yahan wo tumhe milegi nahi. Jab maine tumhe pahi baar us rath pratiyogita mein dekha tabhi Maine tumhare gunon ko pehchaan liya tha Putra. Isi karan vash maine Adhiratha ko tume dusri rajya mein bhejne ka adesh diya tha.
(I tied to s send you away so that you will be able to get knowledge whi was impossible here. I got to know yor talent first time isaw you. That why itold yor father to send you away)

Karna (shocked) : toh aap ke karan hi Pitashree ne mujhe bahar jaake vidya grahan ki anumati di thi.
( You are the reason why father allowed me to go)

Bheeshma : Haan Putra jab mujhe gyat hua ki Dronacharya ne tumhe svikar nahi kiya toh mujhe bhay hua ki yadi tum yaha aur rahe toh apna tiraskar hota dekh kisi guru ko chal se ya jhoot bolkar apna guru banaoge. Putra chal se liya gyan samay aane loopt ho jata hai, guru ka gyan vardan shrap ban jata hai.
( Yes when I got to know about Dronacharya's rejection I came to fear aooner or later yo will be desperate and will try to cheat for education)

Karna ( dryly chuckles) : Mahamahim aapko anubhav hi nahi ki aap jo keh rahe main uske kitne nikat tha. Jab baki ke Guru ne mujhe thukraya toh main yeh paap karne hi wala tha. Maine nirnay liya ki mai brahman ka vesh lekar vidya loonga.
(You don't know how close you are saying that)

Bheeshma and karna now stated to have heart to heart conversation. Tension between them seem extinguished. Karna now realised Maha Mahamahim was big part in decission of his father letting him go to gain knowledge.

Bheeshma (shocked) : Tum kis guru se chal pornvak gyan lene jane wale the?
(Whom did you decided to cheat)

Karna (shamefully) : Bhagwan Parshuram.

Bheeshma : Murk yadi tum aisa krte toh tum gurudev ke krodh ka samna karte.
(Idiot you would be dead)

Karna : Main jaanta tha parantu us samay mai abodh tha, parantu prabhu ki kripa se aisa nahi hua. Unhone mujhe is paap se bacha liya.
(I know, thank god it didn't happen)

Bheeshma (calmed) : Sahi hua Putra wana anarth ho jaata. Toh tumne Guru dev se siksha li hai phir.
(;So you are his student)

Karna : Nahi Nahi. Mere guru koi aur hain.
(No)

Bheeshma : kya tum mujhe bata sakte ho?
(Can you tell me)

Karna : Nahi Mahamahim mere guruon ka adesh hai yeh baat gupt rahe aur maine bhi unko diya vachan hai.
(No, strict order from teachers)

Silence prevails.

Karna : Mahamahim yadi aap meri vidya ke virodh nahi the toh aapne mujhe Hastinapur mein hi vidya grahan kyu nahi karne di?
( Why didn't you help me getting education here)

Bheeshma : Putra Hastinapur mein Varna vayvastha sudrhin hai, aur main maharaj ke virodh nahi jaa sakta. Main apne dharam se bhandha hoon.
( Hastinapur did allow that and I am bound by my oath)

Karna : Aisa kyu?
(Why)

Bheeshma : Maine meri mrit mata Satyavati ko Hastinapur ki sadev seva ka vachan diya hai. Main vachan se bandha hua hoon Putra aur vachan ka mahatva tumse chipa nahi. Main Sinhasan ke virodh nahi jaa sakta.
( I promised my late mother to serve Hastinapur so I can't go against throne. You khow importance of oaths)

Karna : Parntu kyu? Mai samajhne mein asamarth hoon.
( I still don't get it)

Bheeshma (angrily): Putra tum ab meri avhelna kar rahe ho. Maine abhi karan bataya. Hastinapur ki seva arthat Sinhasan ki seva.
(Now you are making fun of me I just explained)

Karna (sternly): Nahi Mahamahim, Hastinapur keval Sinhasan nahi apitu yahan ke vasi hain. Aur Mahamahim maanavta se bada koi dharam nahi hota. Dharam to mukt karta hai bandhta nahi. Kya dharm stapna kar aap Hastinapur ki seva nahi karenge.
( No Hastinapur is not just throne but it's people, by doing righteousness you will be serving Hastinapur)

Bheeshma was shocked his whole life philosophy was turned around he was speechless. He was unable to respond. Reality just slapped him. He stumbled but gained his balance. Karna saw his words were effective. Bheeshma thought for while.

Bheeshma : Karna kya tum mujhe galat sabit kar sakte ho?
(Can you prove ne wrong)

Karna : Arthat.
( Means)

Bheeshma : Maine tumhe yahan Hastinapur se sambandh sudrih kare ke aakansha se bulaya tha Parantu tumhari baat sunkar mujhe upay soojha hai.
(I called you here to increase our relationship but now I have a plan)

Karna : Saaf saaf kahiye Mahamahim.
( Speak clearly)

Bheeshma : Karna mai tumhe Aang raj bhet kar sambandh acha karne ka vichar banaya tha. Kintu ab mai tumhe chunaoti deta hoon ki agar tumne ang desh ka uddhar dhamanusar kiya toh mai bhi tumhare kahne ki tarah Hastinapur mein badlav laaonga.
( I wanted to make you king for name sake but now you will be real ki ng and prove you way is correct)

Karna (confusingly) : Yeh uchit nahi. Maine Apne guruon ko apne gyan se samaj kalyan ka vachan diya hai rajsi sukho ka nahi.
( This is not fair I have promised for humanity's prosperity not mine)

Bheeshma : Karna, yeh karya bhi maanav kalyan ka hi hai. Tum parivartan karna chahte toh pahle swam ko parivartit karna hoga. Tum parivartan sadharan rah kar nahi kr sakte parantu ek raja ki tarah kar sakte ho. Praja raja ki chavi hoti hai. Hastinapur ko dekh lo yaha Praja raja ki tarah hathi aur parivartan virodhi hai.
( Son for change of society you have to change, you can't bring revolution in society by being commoner so be a leader. It is good for humanity)

Karna thought about this, since he came here he wanted to teach others especially kids but his ideas were opposed by the parents. Bheeshma looked at Karna and thought of striking while iron is hot.

Bheeshma : Kya hua karn chunaoti swikaar nahi ya badhao se darte ho? Ya swam par vishwas nahi ki kud parivartit hone pashchat tum apna vachan bhool jaoge? Apna dharm bhool jaoge?
(What happened are you afraidbof challanges ahead or you are scare after being king you will forget you oath and righteousness)

Karn (Angrily) : “Mahamahim, Radhey Karna na chunaoti se darta hai na parivartan se. Mujhe apne par sampoorna vishwas hai. Surya dev nikalna band kr sakte hai, prithvi ghumna baandh kr saki hai parantu yeh Radhey apna vachan aur dharm nahi bhool sakta. Thik hai main aang desh swikaar krta hoon parantu aapko ang ko Hastinapur ki adheenta se mukt karna hoga.
( Mahamahim impossible can happen but thi karna will never forget his oths and righteousness. But you have to promise let anga be free State)

Bheeshma : Karna do you know conditions of anga it is very poor now if it looses Hastinapur then it will be captured by jarasandh and Magadh. People will die karna.

Karna : Wo aap mujh par chod dijiye. Boliye swikar hai aapko.
( I will be responsible for that)

Bheeshma : Thik hai main Driritrastra se baat karta hoon parantu Karn tumhe gyat to hai ki adheenta samapt hone pashchat tumhe Hastinapur se koi sahayta nahi milegi na Ann ki aur nahi sena ki. Ang desh ke sena bahut choti hai Magadh ke virodh mein.
(Let me talk to ki g but after independence you will not get any aid and anga arm pales in comparison to Magadh)

Karna (calmly) : Gyat hai. Aap wah mujhpe chod de. Main asafal nahi hoonga.
(I know, I told you I will be responsible)

Bheeshma : Karna tum vachan do ki adheenta samapt hone ke paschat bhi tum Hastinapur se sambandh banaye rakhoge.
( Karna promise me you will keep healthy relationship with Hastinapur)

Karna : Aap uski chinta na karein Mahamahim mere pita apni janm Bhumi ko chod kahi nahi jaayenge aur is karan Mata bhi nahi jayengi. Main Hastinapur se sambandh tod hi nahi sakta. Aur rahi vachan ki baat toh main humesha dharam ke paksh mein rahoonga yadi Hastinapur adharm karega to main iske vipash mein rahoonga. Aapko mere pita aur mata ki soraskha ka vachan dena hoga.
(You don't have to worry my father is prideful and dutibound man he will never leave so is my mother. I will always be with righteousness, you promise me to protect my parents)

Bheeshma : yeh bhi satya hai Putra, main bhi Adhiratha se itna parichit hoon . Thik hai tum dharm ke Marg par raho, mai tumhare mata pita ki suraksha ka vachan deta hoon.
(That's right, okay I promise you)

Karna : Parntu Mahamahim keval aapke ken dene se mujhe rajya toh mil jaega par samman nahi aur wo raja bhi kis kaam ka jiski Praja uska samman na kare.
(But if you only gift me kindom people will raise questions about my qualifications)

Bheeshma : “Satya kah rahe ho Putra, toh phir thik hai kal krida bhavan mein tumhare samarthya ki pariksha mai loonga aur wo bhi samasth Hastinapur ke samakhya isse do bate sidh hogi pehla tumhara samarthya aur dusra Varna vayvastha janm par nahi karm par aadharit honi chahiye. Aur waise bhi tum aaj lagbhag krida bhavan mein utar hi gaye the.” he said last part teasingly.
(I know lets battle tomorrow in same areana so people will see yor qualifications and let it be known that talent is above birth. You almost had jumped today)

Karn (embarrassed) : kshama chahta hoon parantu aamantran to guru dron ka hi tha.
(Dronacharya invitation was tempting)

Bheeshma : Satyavachan. Jao Putra ghar jao aur vishram karo. Kal krida bhavan ke uprant Rajkumaron ke swagat ki vyavastha bhi hai usse pahle tumhara rajya Abhishek bhi hoga. Tum kuru Rajkumaron se bhi mil lena.
( Yes go and rest tomorrow we will fight, and you will meet princes in celebratory feast)

Karna : Jo agya Mahamahim.
( As you wish)

Karna left for home excited. Bheeshma was also excited he knew tomorrow's battle will be exemplary. Bheeshma went to Dhritarashtra who was with sakuni. Bheeshma also called vidhur and Dronacharya for the meeting. He then told his and Karna exchange to everyone. Everybody was surprised.

Dhritarashtra : Tatshree Kaun hai yeh Karna.
( Uncle who is karna)

Bheeshma : Adhiratha Putra.
(My charrioteer's son)

Dronacharya : Parantu Mahamahim ek sutha ko sasta aur Shastra ki Vidya kyu or kaise mili. Dharm iska adesh nahi deta.
( Who gave him right to wield weapons)

Bheeshma : Guru Drona yeh aapki rai hai, Karna ne ye vidya Hastinapur mein gyat nahi ki hai. Main sirf Hastinapur ki suraksha hetu ek honhaar Yodha ko avsar dena chahta taki wo bhavishya mein vidroh na kare.
( I only want to have strong ally rather a rebel)

Dhritarashtra : Main Tatshree se sahmat hoon.
( I agree)

Vidhur : Yeh sambhav toh hai Tatshree. Aapke kahne se use reaj toh mil jayega par uski Praja uspar vishwas nahi karegi. Hamesha us raja ke samarthya par prasnn uthaigi.
( It's possible but people will questions his abilities)

Shakuni : Satya kaha aapne mahamantri Vidhur, main yeh samajh nahi paa raha ki Gangaputr Bheeshma us suta ko yeh avsar hi kyu diya.
(Why did Gangaputr decided to give this opportunity to that low cast)

Bheeshma : Ghandhar raj, yeh Hastinapur ka mamla hai aapko tippani dene ki aavashyakta nahi. Rahi baat Samarthya ki toh kal krida bhavan mein main usse khud dwandh karoonga wo bhi har astra sastra se.
(Gandhar raj this is between people of Hastinapur. As for abilities I will personally fight him tomorrow)

Now this shocked everyone.

Dronacharya ( raising eyebrows) : kya wah sach mein itna shaktishali hai ki aapko swam hi usse dwandh karna pade kya mere shishya uska mukabla nahi kr sakte.
(Is he reall that power full let one of my students teast him)

Bheeshma (hiding truth) : Wo toh kal pata chalega kyu ki maine usko chunaoti di hai. Kal ya toh woh apne samarthya sidh karega ya sabko yeh gyat ho jayega ki Varna vayvastha janm se hi hoti hai. Kintu uske Varna hum dwandh ke anth tak gupt rakhenge.
(We will get to know tomorrow, it can't be done otherwise as I have challanged him. Let his caste be unrevealed till after the fight. Tomorrow either he will win or it confirms tha birth is everything)

Only Bheeshma know tomorrow battle will be anything but ordinary. He has to set up everything perfectly for Karna and betterment of Hastinapur. He was even able to put up fake upfront to other to remove their suspicions.

Dhritarashtra : Thik hai Tatshree. Mai abhi sainikon dwara Nagar mein kal hone wale dwandh ki gosna karwa deta hoon.
( Ok i will order the soldiers to announce this through out the city)

Dronacharya : Main kal is dwandh ka sakhi rahoonga.
( I will be mediator for this match)

Karna also told his parents about this deal, both radha and adhiratha were worried about the match but karna reassured them. The matter spread though all Hastinapur that a mysterious person will fight Mahamahim Bheeshma. Even kuru princes were intrigued by this.




Continue Reading

You'll Also Like

24.8K 1.2K 31
Divyanshi, a student in DU. Who knew that a small accident could make her 'yug' jump? What would happen when she meets the Kauravs? What would happen...
26.1K 1.2K 14
What if the princess of a powerful kingdom came to Karna while he was doing dann? What if she asked Karna to be her guru as dann? What if she playe...
15.1K 731 26
mending bonds, the changed epic , book 1. mahabharata, the gratest spiritual epic of all time. so many things happend in the said epic . many of us...
166K 8.2K 67
what would happen if Kunti told Pandu about karna ,before Pandu's dead and he accepted karna as his eldest son ,but despite trying in every way ,ka...