Adhoori Baat..

2.2K 147 63
                                    

Kitne panne khali pade hai islye nahi kyuki kuch likhne ko nhai balki isliye kykui innhi panno ki trh meri zindagi bhi khali si hogyi thi, sab kuch hote huye bhi mujhe aisa lgta tha mere pass kuch bhi nai hai...mai hnsta to tha, per meri har Muskurahat ke peeche ajeeb sa khalipan hota tha..

Angery Chorni tumne muje yeh diary di to isliye thi taaki mai isme yeh likh saku ki mere dill mai kya hai, per mere dill mai sach mai kya kya hai tha mai bhi nhai jaanta, dekho naa jaane kitni puarni Baatien yaad dila di hai tumne...
Pta hai Mishit Aaj bhi yaa hai wo din mujhe -

And suddenly she imagined abir sitting in front of her folding his legs narrating his Words to her-

" Kitni ajeeb baat hai na uss din nanco or mera hm dono ka sports day tha, hm Dono ne prize jeeta, hm dono bhagte huye ghar aaye..
Mai Nanco se bauth pyaar krta hu,
Jaanti ho na tum  Mishti ,

Nodding her head in a yes she read further...

Mai kud se jayda uske liye kush tha,
Ghar panuchte hi ysne poora ghar sir pe uhta liya, maa maa dekho bhai or maine prize jeeta hai...

Looking at her left she imagined two boys dancing and yelling, calling Their mom..
Mishti smiles--

Maa Yeh dekho maine or bhai ne first prize jeeta hai..
Wow kunal that's great I'm proud of you, both of you..

"Mujhe pta tha mera beta aaj jeetega tbhi maine uski favorite kheer bnayi hai!!"
..
Maa Mere liye kya banya hai?
Abir kunal or tum alag ho kya tum dono ek hi to ho..
Chlo Tum bhi kheer kha lo..
.
.
Mai kuch der whai kada rha yeh or phir chla gya yeh sochke ki sach mai or nanco alag todi hai.. wo kush to mai kush..
Nanco ki liye to mujhe sbse aange rehna chaiye wo mera jo hai....
..
Per phir bhi kuch tha to hoke bhi nai tha...
Pata hai Kya Mishti- Maa ka time....
Tb chota tha smjh nai pata tha ki maa toda sa waqt mujhe kyu nhai deti, janta tha kunal chota hai use maa ki jaroort ti, per mujhe bhi to thi, manta hu Mai sawal karta tha, Baba ke baare poochta tha, Isliye Maa gussa rehti ti per kya iss wjah se wo mujhse door hogyi.. Maa nanco ko time deti iss baat jalan nai thi per iss ka dukh tha ki meri maa ke liye mere paas waqt nai tha, jab maine koshish ki to unhone jooth bola or phir yhai jooth , doori hmara rishta ban gaya.. 
..
Kash maa ne mujhe baba ka sach bta diya hota, kash maa ne yeh samjha hota sach chupane se kuch achha nhai hota, kash!!
Kash maa ne todi himaat karke mujhe mere baba jinki mai pooja krta tha unka sach batya hota to Shayad aaj Mera or unka rishta Aisa na hota.
Uss chote se Abir ke dill mai apni maa ke pyaar ke liye tadap na hoti, wo Abir smjhta ki kyu Kunal ka dhayaan rakhna maa ki jimmedari hai....
Or na mujhe tumse door hona padta...
Nhahi tumhe kisi aur ke saath dekhna pdta...
.
.
.
.

Shayad Aanjaam Kuch Orr Hota
Gar Aagaaz yu'n Naa Hota,
Shayad Sach ki godh Mai suraj Khilta
Gar Darr Andhero Se Na Hota..

Bin Tere...✔️Where stories live. Discover now