Bhavya !

280 23 2
                                    

Scene : Bhavya's shop!
.
Anika and Shivaay comes there.
.
Bhavya: ye toh Mr.Shivaay Singh Oberoi hai , great business man!
Chotu: shaayad woh unke choti behen Hogi.
.
Anika hears it.And laughs!
.
Anika: Shivaay dekha Mujhe zaroor pata tha hum dono Bhai behen lagte hai. Aap mere bade Bhai AUR Mai choti behen😊😊.
Shivaay: oh shut up Anika. Woh Bacha hai, Kuch bhi kehte rehte hai.
.
Bhavya sents Chotu inside.
Bhavya welcomes Shivika.
Bhavya: Aap dono yaha?
Anika: Haan. Hume Kuch paintings chahiye. Humne Omkara AUR gauri ne Jo khareeda woh dekha tha. Lajawaab paintings thi.
Shivaay: we want something awesome!
Bhavya: sure.
.
Bhavya shows her best collections. Shivika takes 10 of them!
Bhavya feels very happy.
Bhavya: Thank you so much for buying all these.
Anika: woh theek hai, Kya Kal subah Tum AUR Bhai humare Ghar mein khana khane aa sakte ho?
Bhavya thinks for a while, then agrees.
.
Shivaay:Wah! Toh Tum ek AUR baat yaad rakhna, aajse Tum Hume bade bhaiyya kahoge.aur ise, bade bhabhi.
Bhavya: Kya? Par kyu?
Anika: samjho ki Tum humari family ki ek hissa ho.
.
Bhavya thinks,
Bhavya (in mind): par ye log aise kyu behave kar Rahe hai? Kya hua is family ko?
.
Anika and Shivaay leaves.
.
Bhavya returns to her home early, as she had got enough money by evening.
.
Chacha:Bhavya beti, aaj tu itni jaldi aagayi?
Bhavya: chacha aaj pehele din Kya hua pata hai?
Bhavya explains the story.
Chacha goes into his room, makes a call and comes.
Chacha: bhavya, ab tumhare saare zimidaari mere. AUR....................Isliye, Tum Zara jake thoda sajho, AUR usse pehele, Zara 5 lokonkeliye, chaii banana.
Bhavya: Par kyu?
Chotu: aaj Didi par kyu pe atki hai.😳
Chacha: mere Kuch dost aa Rahe hai.
Bhavya: toh? Sirf chaii banana tha na? Sajhne ke Kya zaroorat chacha?
Chacha: koyi sawal mat pucho, jaise Maine kaha waise karo .
Bhavya goes and does what he said.
The ppl arrives and chacha calls Bhavya to come with chai.

The ppl arrives and chacha calls Bhavya to come with chai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She arrives Infront of them with chaii.
Chacha: ye hai ladki.Bhavya, ye hai ladka. Zara dekhlo.
.
Bhavya immediately runs into her room.
Relative 1: shaayad ladki ko pasand aagayi.
Groom : lakpdki bohot khoobsurat hai.
Relative 2: Hume ye rishta manzoor hai.
Relative 3: ek baar ladki se pooch lo.
Chacha: waise koyi parampara nahi hai hume.
.
Bhavya comes to chacha after the ppl went.
Bhavya: chacha agar hum ek bhoj hai toh hum yaha we chale jaayengi. Par jab tak Chotu school jaake , thodi AUR bada nahi hua, tab tak koyi shaadi nahi..
Chacha: humare Ghar mein kabhi ladki ke raay nahi puchti.
.
.
Bhavya gets upset and goes into her room and cries.
.
.
.
.
.
..
Thanking you,
Sneha!
Ur votes and comments are very valuable!
Love u all who supports!

Ruvya Love!!Where stories live. Discover now