160- Cheers to our new beginning ❤️

Start from the beginning
                                    

"And you?" he asked.

"Mein toh already proud...prouder...proudest bhi hoon" she said with her evergreen smile.

"Tum mere saath dogi na? Hamesha?" he asked, asking for her hand.

She wrapped his hand tightly in hers, "hamesha" she said.

"Ab shaayad mujhe neend aayegi" he said.

She pulled him closer, hiding him in her arms.

"So jao, aaj mein mummy" she said and started humming the lullaby he usually sings for her.

-----------------------------

In Cabir and Navya's room

They were sitting in the balcony, stargazing.

"Cabir, kal se sab kitna accha ho jayega na. Manik aur Nandini ab hamaare saath hi rahenge" Navya said.

Cabir who was sitting behind her, pulled her closer and laid his hands around her neck.

"Bohot bohot bohot achha ho jayega. Mein tumhe pata nai sakta ki mein kitna khush hoon aaj. Aur kal ka dinn dhekh na itna jaldhi beet jayega ki hamein pata tak nai chalega ki kab subah hui, aur kab raat tka shaadi bhi khatam ho gayi" he said.

"We will try making lots of memories" she said.

"Try kyun? Agar ham sab saath hain, toh memories na apne aap create ho jaayenge. Trust me. Aur kal dhekhna Nandu ki nautanki. Dadi ne bataya ki wohh donon kal poora dinn kuch nai khaa sakte. Sirf paani allowed hain. Aur tum hamaari gudiya ko jaanti ho. She breathes food. Pata nai Manik ne kaisa sambhaala hoga usko" Cabir said.

"Aisi koi baat nai hain, Nandu upar se bachhi hain. Agar use aisa kuch serious karna ho wohh bhi apni relationship ke liye, wohh kisi bhi hadd tak jaa sakti hain. Wohh sab nautanki iss liye kyun ki ham log jhelte hain use" she said.

"Wohh baat bhi sahi hain" Cabir said.

Their sweet talk was interrupted by a knock on the door.

It was Mukti and Alya.

"Tum donon yaha?" he asked opening the door.

"Neend nai aa rahi thi. Really sorry to disturb you guys" Alya said.

"Pagal, chal andar" he said.

Mukti sat on the chair, alya, Cabir and Navya settled on the floor.

"Tum log bhi soye nai?" Mukti asked.

"Nai, hamein bhi neend nai aa rahi thi. Toh bas baatein kar rahe the" Navya said.

"Manik aur Nandini so gaye. Ham log pehle unhi ke paas gaye the, Dho baar knock kiya par kisi ne respond nai kiya. Toh laga so gaye honge" Alya said.

"Haan Manik ne message kiya sone se pehle" Cabir said.

"Acha Cabir, kal kya karenge. Hum ne waise kuch solid plan toh nai banaaya" Mukti said.

"Meine uske baare mein socha nai. I guess we are going to get the venue available by morning, so we can go there around 10 and start decorating or atleast help with the decorations. Wohh sab karne mein toh pakka dho teen ghante lag jayenge, and by then lunch will be ready. Khaana khaake thodi der rest karlenge and then we can start getting ready. We are expecting guests to start coming from around 5, so tab tak atleast two of us and two of you girls should be ready to welcome them" Cabir said.

"Why does it sound so tough?" Alya asked.

"Well it is tough. Manik Malhotra ki shaadi mein itna toh hoga hi" Cabir said.

A beat that matched mine ! A MaNan FF- CompletedWhere stories live. Discover now