"Abhi kya zarurat hai Baba... wo padh rahi hai" Tahir was the first one to react.

"Maine bhi yahi bola tha par wo log shadi ke baad padhai par koi aitaraaz nahin hai"

"Huh...sab kehne ki baatein...aap mana kar dein" Tahir announced as if he was Rimsha's father

"Tahir tum chup karo.... tumhare par aa jaye toh tum kisi ki shaadi hi na hone do" Sadia admonished his son who shut his mouth for the rest of the night.

"Hashim kya kehna hai tumhara" Rashid turned towards his younger brother whose eyes had something else but he pretended to smile "Bhai Rimi aapki bhi beti hai... aap ko agar munasib lgta hai toh hum mil sakte hain"

Rashid smiled.

"Ek baar mil lete hain ladkon walon se.. phir kuch faisla lenge" Sadia  said and everybody nodded.

"Aapne Rashid bhai se baat kyun nahin ki" Sanam was upset at her husband and she showed it as soon as they entered their room.

"Kya bolta mai"

"Ki humein Rimi ke liye Tahir ka rishta chahiye"

"Aise kaise mai achanak se"

"Kyun kya kami hai humaari Rimi me....mai use apne aankhon k samne dekhna chahti hun bas"

"Tahir ko shaadi hi nahin karni"

"Ye kehne ki baatein hain.. aap ek baar baat toh chalayein. Isse pehle Tanveer baaji apni bhanji ka rishta laayein...aap baat chalaayein" Sanam said applying balm on his husband's hand as he was complaining of pain in the evening.

"Ashar ke liye baat karun"

"Wo toh bachcha hai... aap Tahir ke liye baat chalaayein...Tahir se acha ladka meri nazare koi nahin hai Rimi ke liye"

"Acha bas abhi toh as guest aa rahe hain.. main mana kar dunga" Hashim finally relented seeing his wife's liking towards Tahir as their son in law

"Hmmm" Hashim hummed taking off his spectacles.

-------------

"Mujhe toh bilkul pasand nahin aaya" Tahir at once grumbled after the guests were seen off.

"Kyun....mujhe toh theek hi laga" Hatim frowned at the disappointed face of his brother.

"Par yahaan Rimi ki shaadi karna munasib nahin... ladka toh theek hai lekin uske gharwale sivay uske walid ke utne ache nahin lage" Sanam put her opinion foward. Had the family been nice also, her answer would have been No.

"Mujhe bhi aisa hi laga" Sadia also agreed "

"Baba... " All of a sudden a shrill cry was heard in the hall and before anycould decipher anything, a pale looking Rimsha was sobbing keeping his head on her father's lap

"Arre kya huwa"

"Aaplogon ne mujhe bina bataye in logon ko kyun bulaya... jabki mujhe shaadi nahin karni"

"Arre humne toh bas aise hi milne bulaya tha.. thodi tumhari shaadi karwa rahe the.. Pagal" Rashid caressed her head and smiled. He was very fond of his only niece.

"Mujhe shaadi nahin karni... mai ye ghar chod kar kahin nahin jaungi" Rimsha wailed more

"Good decision" Tahir commented fanning himself with a magazine but then looked away receiving a glare from his mother.

"Acha acha abhi nahin ho rahi tumhari shaadi" Hashim consoled his daughter and tried to feed her a chocolate cookie.

"Nahin.. kabhi nahin.... mai kahin aur zinda nahin reh sakti... mujhe toh do din ki trip par homesickness ho jaati hai" She hiccupped taking hold of the cookie.

"Shaadi bhi toh zaroori hai na beta"

"Toh Tahir bhai se kahein mujhse shaadi karein" Rimsha didn't know how the string of words flew out of her mouth.

And all of a sudden the entire focus got transferred to Tahir who was till now keenly listening to Rimsha's demands.

"Aap sab mujhe aise kyun dekh rahe hain"

Seeing Tahir silent on the subject, Sadia was upset but couldn't see her only niece upset "Rimi beta... Tahir ko chhodo... mai apni gudiya ki shaadi apne laadle Ashar se karaungi"

"Lekin wo toh Rimi se chhota hai"

"Toh ek saal ka faraq bhi koi faraa hota hai" Sadia was truly disappointed with his son who could not find anyone worthy of being their Rimsha's husband.

On the other side, the brats behind the door of the hall was looking at Ashar who was smiling
"Abe tujhe kya hua... Meri khoobsurat chudail se shaadi k socha na toh yahin kabra khod dunga" Asad scowled at his cousin who according to him was not at all a match for his twin.
"Ammi ne mujhe ladla kaha" Ashar whispered "Mujhe pata tha Ammi mujhse sabse zyada pyaar karti hain"

Asad shook his head at the lunatic and tried to listen more of elderly talks.

DIL SEDär berättelser lever. Upptäck nu