Chapter 26

425 71 25
                                    

                       Morning 10Am

sidharth see sana  and said abhii taak nhii uthii

        sidharth prov

Isko kya hua yeh abhii taak kyu nhii uthii itna late toh kbhi nhii soyiii ..... kl mena apni sana ko thapdh maara .... aur kitna glt bola  bura lgaa hogaa usko kitna ... I am sorry sana ... but I promise aj mai tera liyaa bhut achaa plan kroogaa jissa tu mujhe pkka maaf kr daagii
 
  sana open her eyes and see  sidharth in his thoughts
yesterday flashback come in her mind .....

sidharth : Baby tum uth gyiii Good morning
but Sana didn't said anything

sana :mujhe fresh hona hai kya mai apka room mai jaa ka apna kapdha laa skti hu

sidharth : Bby kya bol rhii ho woh room sirf mera thori hai ... humara room hai woh

sana : sidharth ap bhul rhaa hai .... woh room apka aur apki best frnd ka hai .... mera nhii

sidharth : Baby plsee kl ka liyaa sorry mera sachii tumha kuch nhii bura bolna ka intention nhii tha
aur woh thapdh mujhse glti sa hogyaa.....

sana : Hogyaa ho agar apka toh plsee permission da dijiyaa mujhe ... mujhe fresh hona hai .... aur maa ka ghr jaana hai

sidharth  shocked and said kyu maaa ka Ghar kyu jaana hai tumnaa .... dekhoo sana Mai tumhara Bina nhii rah sktaa hu

sana :Ap bilkul tension maat loo apki image ko koi fark nhii pdhaga .... mai kisi ko nhii btaugii ki hum ab sa alag alag  raah rhaa hai

sidharth : sana are you mad choty si baat ka liyaa tum mujhe chorh ka chli jayugii

sana : apka liya hogii sidharth choty si baat mera liya nhii hai 
kl apna jo jo mujhe kaaha hai na .... mai apni poori zindagii nhii bhulugii ....  kitni khush thi mai apko surprise daana ka liyaa .... paar apna pata krna ki koshish bhii nhii ki ..... apna kuch aur he bnaa liyaa ......

sidharth : Sana plsee mujhe maaf krdooo bol toh rhaa hu .... kya meri glti itni baari hai ki tum mujhe chorh ka chli jayugii

sana : Ha bhut baari glti kri hai apna ..... apko nhii pta sidharth apna kl kya miss kiyaa ..... ab jaiyaa apni Seema ka sath time spend kriyaa

sidharth : Just shutup smjhi tum ..... jaana chayati ho na yaaha sa toh chli jaoo .... vapis aana nhii yaaha smjh loo tum .... meri zindagii ki sabsa baari glti ho tum .....

sana : Hogyaa aagyaa na saab sach samna sidharth .....
phela bol daata sidharth mai sachi apki zindagi sa khushi khushi chli jaati .....

sana did packing and  left from the sidharth mension

             ..... In Other side .......

sid mom : Sidharth kaha hai tu .....

sidharth : Ha mom mai guest room mai thaa  in crying tone and red eyes
sid mom see this and said kya hua hai tujhe tu roo rhaa hai kya hua

sidharth : Nhii mom woh sana mujhe ..... but cut by sid mom

sid mom: achaa toh tujhe usna khushkhabri btaa dii .... tbhi tu asa khushi sa roo rhaa hai .. bola tha na mena .. baghwan sabki sunta hai ...

sidharth : mom ap kis baara mai baat kr rhaa hoo ...

sid mom: Tujhe sana na btya nhii kyaa .... woh toh
but seema cut her

seema : Hii aunty kaise ho app .......

sid mom : Seema tum yaaha itna saal baad 

seema : kyu aunty ap khush nhii hua mujhe dekh ka

sid mom : Nhii mai bhut khush hu kaise hoo tum .... aur tum kya sana ka sath thi ...

seema : Nhii toh,,, Mai kyu uska sath  hotii...

sid mom : Tum abhi sidharth  ko sana ka room sa aayi na .....

seema : Ha woh toh Mai kl raat late hogyii thi toh sidharth ka room mai rhii aur sidharth aur uski so called wife guest room mai

sid mom see sidharth and said yeh seema tera room mai rhi raat koo .... mtlb tuna sana ko uska room sa nikla ....

sidharth: mom ek raat ki toh baat thii ..... ap itna hyper ku ho rhaa hoo .....

seema : vasa bhii aunty woh sidharth ka like nhii hai

sidharth : plsee Seema don't she is my wife

sid mom: Yes she is your wife sidharth jisko tumna adhi raat ko apna hi room sa nikal diya aur guest room mai baaja....

seema : aunty toh kya problem hogyii

sid mom: problem yeh hogyii hai kii tum guest thi na ki woh .... aur mera Bahu aur  beta ke  room  mai soona wali tum kon hoti hu .....

sidharth : Mom itna kya hogyaa hai ..... kl raat sa sana na dimagh ka dahi kiya hai aur ab ap kr rhaa hoo

seema : sidharth chai bna du tumhare liyaa ..... mujhe uss sana ko kl dekhta he smjh aagyii thi ... woh tumha sirf seduce hi kr skti hai .... parwah nhi krti

sidharth mom slapped Seema ...and said meri Bahu ka baara mai kuch galt bolna wali tum hoty kon ho .... dafa hojao mera ghr sa .....

sidharth : seema meri mom tumha thapdh nhii marti toh shyd abhi Mai maar daata ...  mai sana sa pyar krta hu smjhii meri wife hai woh .... uska baara mai bolna sa phela das  baar soch lena

seema: Tumhari best frnd hu mai sidharth .....

sidharth : galti ho meri life ki tum aur  kuch nhii
get out

seema left from there in anger

sid mom: sidharth sana kaha hai .... tuna usko kuch bola toh nhii na

sidharth : Mom mujhse gltii hogyii mena sana ko kl bhut bura bola aur mena usko .. usko ... thapdh bhi maar diya gussa mai

sid mom: sidharth woh preganent hai ..... tuna usko thapdh maara

sidharth shocked to hear all this and said maa mai papa bnna wala hu .... ap sach bol rha haii
paar sana ko toh complications thi na toh kaise

sid mom: Ha beta tuna bilkul sahii suna hai ... woh tujhe kl surprise daana lgii thi raat ko . issi cheez ka baara mai .. ki ab sab thk hai ... kl uska checkup tha na ... toh kl hi huma saab pta lg gyaa

sidharth : aur mena saab khraab kr diyaa maa .... woh chli gyii mujhe chorh ka humasha ka liya...

sid mom : abhi bhi kuch nhi bigdha beta jaa vapis la aa meri bahuu jaa beta

sidharth nooded and run from there

_____________________________________________
Ab bhut saara comments aur vote karoo
meri taraf sa ek aur part 🖤
Do vote comments and follow

your writer
🖤🐼

The more you know. ...Where stories live. Discover now