In 2 pm
sana and sid enjoying their shopping
sana : sidharth mai yeh lehnga try krka aati hu
sid : thk hai I am waiting
sidharth phone rang
bby tum try kroo mai aata hu imp call haisana : hnn go bby mai taab taak try kr laati hu
sidharth come and said yeh itna kya try kr rhi hai
30 min left but sana didn't come
sidharth knock the door
sana abhi taak tumhara try nhii huabut another girl open the door
jii boliyaa kya problem haisid: Ohh I am srry woh meri girlfriend thi yaaha mujhe lgaa woh hai
girl : it's kk
sidharth : yeh kaha chli gyii call krta hu
but Sana phone is switched off
kaha gyii tum sanasidharth : kahi woh car ka pass toh nhi
but sid phone ringed
yeh unknown number sa call ku aa rhaa hai mujhesidharth think kya ptaa sana ka call ho hnn wohii hogii
sid immediately pick the call
hllo sana where are youWoh nhi milagii tumha ..... sidharth
sid : kon bol rhaa hai
Rashmi : mai hu darling Rashmi
kaha tha na mena mujhse shadi krlo dekhaa tumha toh Mera jazbato ki kdr nhii haisid : Rashmi agar meri sana ko kuch hua na toh dekh Lena
Rashmi : kuch nhii hoga usko paar tumha mujhse shadi krni hogii
sid : wohh kbhi nhii hoga Rashmi
Rashmi : Toh mai Sana ko maar doogii sidharth (in serious tone )
sid : no no meri sana ko kuch nhi kroogii tum plseee
mai krooga tumsa shadii
paar ussa phela tumha Sana ko chorna hogaRashmi : mujhe pgl smjha hua kya tumna mai usko chorh du aur tum uska sath shadi krlo
sid : mai nhii krooga uska sath shadi plseee chorh do usko
Rashmi : thk hai mai usko chorh doogii paar yeh baat ydd rkhna jaha tumna mujhe dhokha Diya mera logh usko maar daaga
har pal mera logh uska aas pass hogaaur ha usko itna hurt krdo hi woh tumsa nafrat kraa smjha
aur kl tumhari uska sath nhii mera sath engagement hogii
announce krdoo haar jagah
smjh gyasid : hnn mai smjh gyaa saab
ab plsee usko chorh dooRashmi : thk hai chorh Diya jao woh tumhari car ka pass tumha mil jayagii
sidharth cut the and run
sana crying there and see sid immediately hugged Sidharth
sid : kaha chli gyii thi tum
sana : sidharth mujhe kuch ptaa nhii mai change krna ka badd washroom gyii aur vaha sa lakr aab taak mujhe kuch ydd nhii
aur ab mujhe hosh aaya toh mai apki car ka pass thisidharth pecked sana forehead
koi nhi bby tum thk ho na chlo ghr chlta haisana : kya hua tha sidharth btaiyaa mujhe
sid : bdd mai btaugaa chlo abhi tum
sidharth and sana are in car
sana : kya hua hai sidharth btaiyaa na
sid : sana mai jo krna jaa rhaa hu plsee gussa maat krna
sana : kya krna jaa rhaa hai ap
sid : mai Rashmi sa engagement krooga kl sana
sana shocked and said ku ap Rashmi sa engagement ku kraga
sid : sana bhrosa rkho mujhpa plsee
sana : sidharth yeh bhrosa kaha sa aagya
ismai toh ap mera bhrosa todh rhaa haisid : mai Rashmi sa engagement kr rhaa hu that's my final decision sana
sana : stop the car sidharth
sid : nhii mai tumha ghr chorh rhaa hu
sana : I said stop the car nhii mai kudh jayugiii car sa
sidharth immediately stop the car
sid : sana are you mad ab tum mujhe dhmki doogii
sana : jii bilkul dugii kyukii ap mujhe dhokha daa rhaa hai
sid : shutup yeh saab mujhe krna pdhaga smjhi tum
sana : aur apko asa ku krna pdhaga mujhe btayaga ap
sid : kyukii mujhe Rashmi sa hi engagement krni hai
sana : ap bhi mera papa ki tarah nikla na dhokabaaz.
aj ka bdd mai apsa nhii milugii
na mai apko jaanti hu
aur na ap mujhesana open the car door but sidharth held her hand
sana come close to sidharthsid : Tum mujhe apna ap sa duur nhi kr skti ho sana smjhii
sana : achaa toh yeh engagement ku kr rhaa ho
sid : meri majboori hai
sana : aisi bhi kya majboori sidharth
plsee hatiyaa mujhe apsa baat nhi krni hai (in crying tone )
sid : don't cry meri jaan
sana : I am not your jaan plseee mujhe plsee apsa durr jaana dijiya
sid : kbhi nii mera janoon ho tum , mera phela pyr ho tum , mera addiction ho tum
sana : toh yeh engagement na kraaa aur agar krni hai toh . mujhe chorh da
sid : itna kuch maat kaho ki tumha bdd mai pachtava ho sana
aadha sach tabah kr skta hai humara pyr ko
sana : aur kitna tabah hoga hum tumhara pyr mai ....
Tum bewafa ho huma maloom hai .....
sid : nhii meri jaan.. but ...
sana jerk his hand and go from thereSana prov
mujhe maaf krdo sidharth
pta hai mujhe ap Rashmi sa engagement asa hi nii KR rhaa ... koi toh baat hai jo ap mujhe btaa nhii rhaa
isliya mena apka sath asa behave Kiya
jaab taak ap mujhe btayaga nhii mai apki help kasa kroogiiIn other side
sidharth : sana I love uhhh mujhe maaf krdooo Mai tumha kasa btau tumhari Jaan ko khatra hai
mena tumha itna hurt krdiya ......agar kahi sana na apna sath kuch krdiya toh
nhii nhii mai sana ka Bina nhii rah sktaamujhe uska pass Jana hogaaa hnn paar kya woh mujhe apna pass aana daagii mena usko kitna hurt krdiya hai
nhii mujhe kuch krna pdhaga
paar phela mujhe sana ka pass jana hogaaa
hnn sana mai aa rhaa hu tumhara passperson : mam woh ldki sir ki car sa utar ka chli gyiii khud
Rashmi : ohh gud lgta hai sidharth na apna Kam krdiya hai
and you ... tum ab ja skta ho kl time Pa sana ka ghr ka bhr aajana nazar rkhnaperson : okk thanku mam
Rashmi : yeh Hui na baat ab meri kl sid ka sath engagement hogii aur fir shadi hogiii
ab pta lgaga sabko Rashmi kya cheez hai______________________________________________
phela Target toh complete hua hi nhii but mujhe Mera pyra readers jo comments and vote krta hai unka Dil nhii dukhana tha ...... but plsee next Target complete hogaa toh next part milaga
Toh yeh surprise mera pyra readers ka liya ...... ❤️next Target 👇
Target- Comments 20
votes 40
and plsee follow mebyee tc
your writer
____🖤🐼___
YOU ARE READING
The more you know. ...
Fanfiction#sidnaaz story Sid : junon ho tum mera Sana yeh smjh lo Sana :Toh Engagement kisi aur sa kraga ap Sid : adha sach tabah kr skta hai humara pyr ho Sana : Aur kitna tabah hoga hum tumhara pyr mai Tum bewafa ho huma maloom hai ......... ...