Morning 9Am
papa sidharth ki speech kitna bjaa ki hai
sidharth dad: beta woh toh dophr ko hai 3 bjaa ka kareeb,, ku kya hua
sana : papa sidharth phone nhii uthaa rhaa hai kaab sa try kr rhii hu
sid dad; toh vihan ko lgaa ka dekhoo
sana : papa mena kiya unha bhi call woh bhi nhii utha rhaa
sid mom : kyu bchaa pershan ho rhii hai utha laaga kahi busy hogaa
chl aaja hum breakfast kr rhaa hai tu bhi khaa lasana : nhii maa mnn nhii hai .... ek baar sidharth sa baat hojaya fir mai khaa loogii .., ap kha lijiyaa
sid mom : bchaa baat toh sun
but Sana left from thereIn Room
kaha chala gya hai call nhii utha rhaa .. na mssage ka jawaab da rhaa hai ,, upr sa ab switch off aa rhaa hai ...sana phone ranged and see vihan calling her
sana : hllo hllo vihan sidharth kaha hai Mera phone bhii nhii utha rhaa hai phone doo unko
vihan: mam woh sir thk hai bs Thora busy hai isliya mujhe bola call krna ka liyaa
sana : itna bhi kya busy hai phone doo unko mujhe baat krni hai unsa
vihan : mam sir bhr gyaa hai interviews hai unka .. sid sir na hi bola kii apko call krka bol duu
sana : okk thkk hai unko bolna jaab woh free hoga mujhe call kraa .....
vihan : okk mam thk hai ...,
sana : asa bhi kyaa ,,. subha uth ka bhii toh call yah mssage kr skta tha ,,
In other side
Hllo mam saab tyr hai ,,, ab ap apna kam krla ....
hum apna kr laagaRashmi: thk hai fir
Rashmi : ha dad aag lgaa do sidharth ka dad ki factory ko ....Rashmi dad: done beta
Rashmi prov
ab dekhti hu kaisa bachata ho tum apni sana ko .....
Sidharth homesir sir apki factory ko aag lgh gyii .. kafi workers jal gya hai ap jldi aaiya
sid dad: paar asa kasa hogya .., chlo jldii
sana and sid mom : hum bhii chlta hai apka sath
sid dad: nhii tum dono yahi rhoo bhr safe nhii hai ...,, mai aata hu dekh ka
...... they both nooded
after sometime
someone call sid mom and said ..... jii apka pati city hospital mai hai ap jldii aajaya
sid mom : kyaa mai aa rhii hu ...
beta sana woh hospital mai hai mujhe jana hogaa ...sana : mom mai bhi chlti hu apka sath
sid mom : nhii beta tum yahi rhoo .. kuch bhi zarurat Hui mai tumha call kroogii
aur sidharth ko call maat krna woh saab chorh ka aajayaga .... uska liya bhut baara din hai aj ..sana nooded her head
sana : hey bhagwan saab thk rkhnaa ... papa thk ho .... in crying tone
In sometime
sana phone ringed
hllo ap sana baat kr rhii hai apki mother in law na kaha hai jldii city hospital aa jaya vaha apka father in law ki tabiyat thk nhii haisana shocked and said hnji mai aa rhii hu unko bolaaa ....hlllo hllo phone cut hogyaa
sana left from there
sana prov
shit dono driver toh hai hee nhi yaha kya Karu ab mai
hnn .... taxi kr laati hu bhr saaRashmi : jao woh ghr sa bhr AA gyii hai .... dhyn rkhna usko shak nhii hona chaiyaa
kidnapper : jii mam thk hai
kidnapper : hnji mam kaha jaana hai apna
sana : bhaishab ap mujhe city hospital laa jaaya
kidnapper : jii mam chlaiyaa
sana sit in the taxi
Rashmi prov
hogyaa saab ab dekho sidharth mai tumhari patni ko apna hatho sa maroogiii ... tch tch.... paar tum toh busy ho ,, ab kaise bachoga apni sana koIn taxi
sana : bhaisahab yeh konsa rasta hai.... city hospital ka rasta toh doosri side sa jaata hai naakidnapper : ji mam yeh shortcut hai
sana felt something weird but shrug her thoughts
kidnapper stopped the car
sana : kya hua bhaiyaa apna car ku rok dikidnapper : woh madam lgta hai car mai problem hai kuch .. mai dekhta hu
sana : bhaiyaa plsee jldi dekhaa .., nhi toh Mai doosri taxi kr laati hu
kidn : nhii nhi mai dekhta hu
kidnapper did Ishara to RashmiRashmi open the car door and sit with sana
sana shocked to see Rashmi here
sana : tum yaha kya kr rhi ho ... mai abhi sidharth toh call krti huRashmi : achaa chlo kroo call mai bhi dekhu tumhara sidharth tumhari call uththta hai
issi bahana tumhari akhri khawaish poori hojayagii....sana immediately call sidharth .... but sid did not pick her call
Rashmi : chlo one more time
sana call one more time but sid did not pick
Rashmi : bs hogyaa ... yahii tha pyrr sidharth ka tumhara liya....
sana in crying tone ... plse Rashmi mujhe chorh doo
ku kr rhii ho asa tum mera sath ... , kya milaga tumha yeh saab krkaRashmi : sukoon ,, milaga mujhe smjh aayi .. sidharth na mujhe dhokha diyaa hai .... uski saza usko mil kar rhagii
aur yeh Mai usko doogii tumha maar ke....Rashmi open her bag and she took out the gun
sana shockly said Rashmi gun neecha rkho plsee
Rashmi smirked and said byee byee sana
but someone slapped Rashmi hard
sana and Rashmi shocked to see that person... standing there
surprise chapter .. Happy now ❤️
plsee vote comments ..... shower your bhut saara love yrr ❤️byee take care
your writer
__🖤🐼__
YOU ARE READING
The more you know. ...
Fanfiction#sidnaaz story Sid : junon ho tum mera Sana yeh smjh lo Sana :Toh Engagement kisi aur sa kraga ap Sid : adha sach tabah kr skta hai humara pyr ho Sana : Aur kitna tabah hoga hum tumhara pyr mai Tum bewafa ho huma maloom hai ......... ...