Anubhav ( in mind) : Bacchi toh ek sapne se hi itni dar gayi hai agar kal ko sahi mein mujhe kuch ho gaya toh iska kya hoga kaise rahegi yeah mere bina? Nahin nahi iska mujhse itna lagaav thik nhi hai mujhe baat karni hogi isse samjhaana hoga ki itna lagaav thik nhi hai. Mission ke baad baat karunga isse abhi toh filhal main focus mission hai.

Then Anu bhaiya also lay down near her.

At morning.

At Singh mention.

At dining table.

Anu bhaiya was sitting on table and was thinking something.

Anubhav ( in mind) : Esa kyu lag raha hai jaise mujhse bacchi dur hone waali hai yaa mai usse dur hone waala hun. Kahi sahi mein toh hum dono ek dusre se dur nahi hone waale.... Nahi nahi mai kuch jyada hi soch raha hun esa kuch nahi hoga.

Then Shivaani came and sees that Anu bhaiya is looking tensed.

Shivaani : Kya baat hai bhaiya kuch pareshaan lag rahe hai sab thik hai naa?

Anubhav : Haa sab thik hai. Woh bas thoda mission ko lekar pareshaan tha bas.

Shivaani : Don't worry bhaiya dekhna mission successful hoga .

Anubhav : Hmm, waise bacchi kaha hai aayi nahi abhi tak niche?

Shivaani : Nahin shyd ready ho rahi hogi Thaane jaane ke liye.

Anubhav : Thik hai bacchi aa jaaye phir breakfast karke pehle Thaane jaayenge aur uske baad Den .

Shivaani : Thik hai bhaiya.

At Karishma room.

Karishma is ready now and she was about to but suddenly her phone rings. And it was from lawyer. And she picks it.

Karishma : Hello.

Lawyer : Hello mam good morning how are you?

Karishma : Good morning  I am fine what about you?

Lawyer : I am also fine Mam aapne abhi tak apne plot ke paise nhi pay kiye hai toh aapka plot aaj se hamara hua.

Because yeah wahi lawyer thi jisko Karu ne Aminabad waala plot ghirvi diya tha.

Now Karishma got shocked.

Karishma : Kya.

Lawyer : Haa.

Karishma  ( in mind) : Ohh Shit mai toh bhul hi gayi thi plot ke baare mein abb kya karu agar plot gaya toh saare sapne khatm ho jaayenge. Ek kaam karti hun thoda time maangti hun mission ke baad saara paisa return kar dungi aur plot bhi waapas mil jaayega.

Karishma : Dekhiye kya mujhe thoda time aur mil sakta hai like 1-2 mahine aur mai aapke saare paise return kar dungi.

Lawyer : Sorry mam but it's too late now mai aapko aur date provide nahi kar sakti aapko aaj aaj mein even aaj dohpar 1 baje tak saare paise return karne honge otherwise aapka plot hamaara ho jayega.

Karishma : Lekin 1 baje tak mai kaise saare arrangements karungi dekhiye abhi mere pass shortage hai money ki mai aaj paise nahi de sakti aapko aap please mujhe thoda time aur dijiye bas mai saare arrangements karke paise de dungi aapke.

Lawyer : Mam please try to understand humne aapko 1 week ka time diya tha usse jyada hum aapko nahi deh sakte aur agar aapke pass itni hi shortage thi toh ghirvi hi kyu rakha?

Karishma : Majburi mein rakha tha mujhe jarurat thi paise ki isliye rakha tha. Aur thoda sa time hi toh mang rahi hun please thoda sa time de do.

Lawyer : I am sorry I can't give you more time. Aapko aaj paise dene padenge nahi toh aap apna plot bhul hi jaao.

Hum hi kyu ?( Anushma) Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang