Part -26

263 27 15
                                    

Continue from last Part.

At Singh Mention.

All are waiting for Karishma because she is still not came out side. Then Anu bhaiya went inside to call Karishma.

At Inside.

Anubhav : Karu aur kitna time?

Karishma : 2 minutes aur bhaiya.

Anubhav : Okk.

5 minutes.

Anushma came from house and all sit in car and left.

After 2 hours.

At Dewaliya village.

Anubhav and team reached in village.

Karishma : Village toh aa gaya abb Bakshi ka ghar dhundna hoga .

Anubhav : Hmm.

Then Karishma sees one lady.

Karishma : Aap log rukiye mai uss lady se puch ke aati hun Bakshi ka address. ( point towards lady)

All : Okk

Then Karishma went out from car and came near at lady.

Karishma : Suniye .

Then Lady look at Karishma.

Lady : Jii kahiye.

Karishma : Aap jara Ajay Bakshi Sahab ka ghar bata sakti hai?

Lady : Haa lekin aap kon? aapko kabhi yahan dekha nahi Pehle

Karishma : Jii Mai Rup Kanwar. Mai yahan pehli baar aayi hun apne pariwaar ke sath .

Note : Name change ho gaye hai Karishma as Rup Kanwar. Anu  bhaiya as Swaroop Singh,Chandramukhi as Chand kanwar and Shivaani as Shakti Kanwar and Amar and Vikram as per their original name hi hai.

In story.

Lady : Ohh accha esi baat hai.

Karishma : Jii.

Lady : Thik hai toh aap ek kaam kijiye iss gali se ( point at one street) mein jaayea. Aur gali mein aage jaake aapko ek school dikhegi Dewaliya Balika Vidhyalay ke naam se aap school se left turn karna jab aap turn karoge toh ek gali aayegi aap uss gali mein sidha jaana sidha jaake jaise hi aap right side turn karoge naa aapko bada saa ghar dikhega aur kuch aadmi bahar khade dikhenge haathon mein banduk liye ghar ke aage bas wahi ghar hai Sahab ka.

Karishma : Thik hai aur dhanyavaad aapka mujhe raasta batane ke liye.

Lady : Welcome .

Karishma smiles then and came in car.

In car.

Amar : Mil gaya address?

Karishma : Haa. Mil gaya address chal Shivaani.

Because driving Shivaani kar rahi thi. And then they left towards Bakshi 's house.

At Lucknow.

At MPT.

At SHO cabin .

HM and Shruti were present in cabin these days dono ek dusre ki best friend ban chuki thi.

Shruti : Waise Madam Sir yeah Anubhav Bhaiya aur aap hai kaha se  means aap yahan Lucknow se hai yaa kahi aur se.

HM : Hamare parents toh Indore se hai waise but hum khud yahan ke hi hai hamari borning yahan Lucknow mein hi hui hai.

Shruti : Ohh toh basically aap Lucknow se hi hai.

HM : Yaa right.

Shruti : Aur Anu bhaiya?

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now