photo shoot

660 57 4
                                    

Photo shoot

During the photoshoot, Akshu, the pregnant mom, had a few tantrums. She was feeling a bit uncomfortable and tired, so she insisted on taking frequent breaks. Abhinav, her husband, patiently reassured her and even cracked some jokes to make her smile. Aarohi, her sister, was in charge of fixing Akshu's hair and makeup and had to constantly adjust her sister's dress. However, despite the challenges, they managed to capture some beautiful moments.

Akshu: (Frowning) Abhinav, I can't believe we're doing this. Mujhse nai hora ye kapde change karna baar baar.

Abhinav: (Gently) It's going to be amazing, akshi. Just a few more shots, and we're done.

Akshu:(Rubbing her back) Ugh, my back is killing me. Can we take a break?

Abhinav:(Supportively) Of course, sweetheart. Let's take a break. You're doing great

Akshu:(Touching her hair) My hair's a mess, mein ekdam chidiya Ghar lagri, yeha se keecha vaha se keecha.

Abhinav: (Smiling) aisa kuch nai hai akshi aap bahut khubsurat lagreo bas irritation ki vajah se thume aisa lagri no problem hum abi dovko bholke set karte hai.

Akshu: (Pouting) I'm thirsty, and I can't even see my toes anymore. This is exhausting!

Abhinav:(Chuckling) Let's get you a drink and maybe a quick snack, okay? Your toes will reappear soon.

Despite the tantrums, the couple managed to capture some beautiful moments during the photoshoot, and Akshu's emotions added an authentic touch to the images.

Aryan ; bhai aap bhabi ko thoda rest karne do than thak mein family moments capture karunga ,

Akshu sat with her sisters kaira and aarohi

Aarohi and Kaira, Akshu's sisters, shared a heartwarming moment with her and teasing akshu , muskan joined them .

Akshara: (Sitting down during a break, looking a bit tired) Arrey yaar, itni photoshoot ke beech mein thoda aram toh banta hai.

Aarohi: (Sitting beside Akshara) Haan Akshu, tu bilkul thik hai na?

Akshara: (Smiling) Haan, bilkul theek hoon, bas thoda sa tired feel ho raha hai. Aur, dekho yeh mera baby bump kitna bada ho gaya hai.

Karia : choti thumare andar na prince ya princess hai na aur kuch din , jab baby thumare ghod mein hoga thum ye sab bhul javoge.

Muskan: (Walking over) bhabi , aap  toh aur bhi sundar lag rahi hai. Yeh pregnancy glow hai, sab keh rahe hain.

Akshara: (Blushing) Arrey yaar, ab bas bhi karo, mujhe sharma rahi hai

Aarohi: (Teasing) Abhinavji,  dekh aapki biwi kitni pyaari lag rahi hai.

Akshara: (Gratefully) Par jokes apart, mujhe bahut khushi hai ki tum sab yahan ho. Yeh photoshoot hamare liye kuch khaas ban gaya hai aur thum sab bi javo family photos keecho

Other side

Abhinav  his parents, Rishab and Meera, twin brother Aryan, and Akshu's brother Aarav and Krish for a quiet moment during the photoshoot

Abhinav :  Arey bhai, aaj yeh sab hamare liye kitna khaas din hai. Yahan par aakar mujhe apne parivaar se milne ka mauka mila.

Rishab: Beta, humari khushi ka koi thikana nahi hai. Tum wapas hamare saath ho, yeh hi bohot ha

Meera: (Embracing Abhinav) Abhinav, tumne humari zindagi mein ek nayi khushi layi hai. Aur dekho, Akshu ke saath, hamare pota ke saath, yeh khushi aur bhi gehra ho gaya hai.

Aryan: (Smiling) Bhai, tu hamare saath hai, aur yeh hamare parivaar ka hissa hai aur hamesha rahoge

Krish : aru aur akshu ne kaha ki aap kaise feel karte te jiju aab apke pass ek nai balki ithna bada pariwar hai ho apke saath khada hai

Aarav : Haan jiju , humesha yaad rakhna sirf aap akshu ke pati isliye nai balki aap bi hamare parivaar ka hissa tha hai aur hamesha rahenge.

Abhinav: (Tears in his eyes) Main jaanta hoon, mere pyaare parivaar. Yeh ek nayi shuruaat hai, aur main khush hoon ki yeh shuruaat Akshu ke saath ho rahi hai. (I know, my dear family.

(As Abhinav speaks, Akshu is taking a break and enjoying with her sisters, completely unaware of this emotional family gathering happening behind the scenes.)

Aryan : aap sab continue Karo Bhai , mom dad mein bacha party ka pictures keechke atha hoon vunkeliye bi choti bhai ya behan ari na

Abhinav : aryan ruko mein bi athi hoon.

Aryan and Abhinav started gathering kids take photos as they are searching but couldn't find ruhi so they both saw her sitting near steps far away from photoshoot

Ruhi (with teary eyes): maasa , arayan uncle, yeh sab pictures dekh kar mujhe bohot sad lagta hai. Sab bachche apne mummy-papa ke saath hain, lekin mere papa toh kabhi the hi nahi.

Aaryan (softly): Ruhi, main samajh sakta hoon teri feelings. Par aapko aise sad dheke aarohi bi sad hojathi hai.

Abhinav (compassionately): Ruhi, beta, aisa hota hai kabhi-kabhi. Lekin tu dekh, aaj hum sab tere saath hain, aur hum sab tujhe pyaar karte hain. Hum sab tere mummy, bua, aur tujhe support karenge, hamesha.

Ruhi (confused): Par maasa ,  Matashree  yeh sab kaise hota hai?

Aaryan (smiling): Ruhi, aarohi  toh bohot strong hain, aur hum sab uske saath hain. Tujhe kabhi akela nahi chhodenge, samjha?

Abhinav: Aur dekh, aaj toh hum photoshoot kar rahe hain, tere liye bhi special pictures lenge. Tu hamesha humare dil mein rahegi, Ruhi.

Ruhi (smiling): Sach?

Aaryan: Haan, bilkul sach. Ab chalo, ek special picture ke liye pose karte hain, jo hamare dil ke kareeb hai.

Ruhi (excited): Chalo!

Runs near photoshoot place

Abhinav : aaryan thum saali sahiba ke baare mein ithna kaise janthe ho.

Arya : bhai vo ... vo

Nav : haan vo...vo ke aage bi kuch bolo Bhai ji.

Aary : vo mein aaru jo college se jantha hoon bi aur ..

A NEW BEGINNING Where stories live. Discover now