Abhinav (2)

850 70 8
                                    

Akhsu : muskan thumare Bhai ji ko vunka parivaar Mila par vo samaj ne ke halaat mein nai hai na , vo kithne kush honge na

Mus : Haan bhabi bhai ji vunke parents keliye kithna thadpa ye mene dheka tha vo kithna sab hothe te

Meera : muskan beta humne aise hi nai kaha hum thumare bi parents hai, thum Hume akshu ki tarah mom dad ya mummy papa bolsakthe Ho .

Mus (happily) : ji mom.

Ris : akshu beta thum abhinav ko andar leke javoge kya hum kuch baat karni hai .

Meera ( adds) aru beta bachon ko bi andar chodke avo.
Akshu: ji papa

Akshu took abhinav and left their room. Aarohi sends kids to other room for playing as elder needs to talk.

In hall

Kirti : rishab, Meera i know aap dono abhinav ko leke worried ho par believe me hospital se discharge huve jab se aab thak bahut better huva hai vo.

Arya : Haan mumma , abi aarav toh ek chota sa operation karke bhai ki jaldi thik kardega .

Meera : vo sab thik hai mein janthi hoon thum sab vuska bahut acha khayal rakhte ho par akshu vo 6 months pregnant hai na ,vuska khayal bi toh rakna hai.

Aru : Aunty aap chinta maat Karo mein muskan , surekha chachi aur neelamma hai na , akshu akeli abhinav ke jyada cheeze Handel Karthi hai. Hum sab akshu ki isliye aap parishan maat hona.

Ris : Naksh ye sab kaise huva , abhinav aise kaise

Nak : pura mujhe bi nai pata shayad aaru thum bolo beta , akshu ke aise situation mein hum jyada nai pucha.

Aru ( hesitate) : mamu abi

Me : kyu beta ithna hesitation kyu hum sab ek parivaar hai na

Mus : apko bhai ji ke milne jab se bole toh samaj nai atha starting se bolna hoga.

All nods ask to continue

Aarohi share how abhira met , married Akshu's past , neil and babies death , Kasauli, and muskan shared how abhinav met Akshu her condition,her struggles ,abhir birth their marriage, their love , abhir health, again how abhimanjiri tired to snatch akshu and abhir from abhinav , abhinav birthdaypal party, accident near cliff, forced marriage, running away, meeting abhinav ,his child behaviour.

Arohi and Muskan shared everything with singhanias and Rathores. Everyone present in that room were tear eyed thinking how much their kids faced everything happened just because of few selfish people.

Voice : ithna sab huva aur koi hume bolna jaruri nai sanja.

_____________________________________________

In Akshnav Room.

Akshu : Avi aap itne silent kyu ho , kuch huva kya ya koi kuch kaha aap se.

Akshu  tears up seeing her storng husband mentally breaking down.

Akshara sat on the edge of the bed, tears streaming down her face as she cradled Abhinav in her arms. He had been through so much, and it broke her heart to see him like this.

Abhinav looked up at Akshara with wide, innocent eyes, confusion and fear etched on his face. "mumma , vo jo mujhe  hug karke rore na mene vunhe kyu nai pehchana, kya huva mujhe , agar vo mere mummy papa hai toh aap kon hai, aap mere mom hai na ( he hugs akshu tightly and cries.)"

Akshara's heart ached as she gently stroked his hair. "Yes, Abhinav, I am your mumma," she said softly, her voice full of love and reassurance. " avi vo apke biological parents hai , jo mere be parents jaise hai, mein hoon na apke saath we will sort everything out avi."

Abhinav's tiny hands clung to Akshara's shirt, and he buried his face in her chest. "I don't remember them, Mumma. I'm scared," he admitted, tears welling up in his eyes.

Akshara held him tighter, tears falling onto his head. "I know bacha ki aap bahut dare ho par koi aapko kuch nai bolega na koi thume mujhse dur karega , mein hoon na apke saath."

Outside the room, Rishab and Meera and whole family stood, watching the heartbreaking scene. They knew they were Abhinav's biological parents, but seeing the bond he had with Akshara was undeniable. All family members are proud seeing their how grown up their little girl was.

Akshara continued to whisper soothing words to Abhinav, gently caressing his hair and rubbing his back. Slowly, his sobs subsided, and he clung to her as if she were his lifeline.

Finally, as exhaustion took over, Abhinav's eyes grew heavy, and he nestled into Akshara's embrace. She continued to hold him close, her heart heavy with love and concern for the childlike husband she cherished.

As Abhinav drifted off to sleep, Akshara kissed his forehead and whispered, "mein apko kuch nai bi nai hone dungi avi, apki muma apko protect karegi, i promise bacha" She held him close, and he clung to her, finding solace in the arms of the woman he knew as his true mother. Slowly akshu too  drifted to sleep.

_____________________________________________

In hall

Voice : ithna huva koi hume bolna

Voice 2 : na hume kuch bola bhai

Nak : veer jiju , Mishti

Veer : kya hai ye sab naksh , aur hamare princess ke saath ithna sab huva kisi ne kuch bi nai bola

Kir : , Mishti , veer bhai  please aap shanth hojana hum bi nai janthe hai ek do mahina huva jab surekha chachi ne hume call karke akshu aur aru ke ghar chodkar jane ke baad bole

Nak : Haan abir hum thum sab ko abi  sab bona nai chahte thum sab apna gussa control nai karpavoge aur krish bi thik nai hai vuska bi accident huva isliye

Mis : krish ka accident huva

Isha : ji mom , vunko hospital mein admit kare jab hi hum sab akshu se mile vo apne pregnancy checkup keliye ayi thi.

Anu : ithna sab huva naksh ek call karte thum sab jante ho na apni behan se milne vo sab kithna wiat kare aur aisi situation mein family ki jarurat hothi hai aur

Ku : thum sab toh hume paraya kardiya bhai

Ki : kuhu aisa kuch nai hai vo abhinav ji vunke accident ke vajas e vo thik nai hai aur akshu pregnant hai na eki saath ithne logon ko achnak milna

Araav : abir mamu mein aur aru hi jiju aur akshu ke doctors hai vunke condition abi abi better hori aur aaj hi ri dad aur Meera mom abhinav jiju se mile

Nak : abhinav , ri ka beta hai jise vo bachpan mein khodi.

Kri : ye aarohi hai thum sab jante ho na , ye Muskan jamaisa ka behan aur ye neelamma jamaisa ki dadi

Ri : meri beti aur mere pariwar ka hisa bi.

Mis : mujhe akshu se milna hai

Aru : maasi vo room mein hai , jiju ke accident ke baad strangers ko dheke na vo thoda different behave karte hai .

Ve : hum bahar se dhekte hai baad milenge, bache bi arey hum kuch din yahi rukne vale hai .

Kri : chaliye sab dheko apni princess ko.

They all moved near akshnav room Outside the room, Rishab and Meera and whole family stood, watching the heartbreaking scene. They knew they were Abhinav's biological parents, but seeing the bond he had with Akshara was undeniable. All family members are proud seeing their how grown up their little girl was and left back to hall.

Nak : dheka na jamaisa emotionally strain hore ji vunkeliye acha nai hai

Me : aarav mere beta vo kaise thik hoga

Ara : min vunka ek operation karna hoga di theen din ke baad phir kuch din special care lene se vo thik honge

Aru : aap sab travel karke thak gaye honge rest lo akshu abi nai uthegi vo bi mentally aur physically bi bahut weak lagri

Nak : veer jiju aur anu di aap sab bachon se bi shaam ko Milo , ishan bi ane vale hai Amish ke saath .

All left to their rooms

A NEW BEGINNING Where stories live. Discover now