family care and fun (2)

833 70 6
                                    

Two days after football match.

Abhinav slowly recovering and remembering some flashes from past.

In hall

All had breakfast and ready to leave to their office's.

Mus : Bhabi agar hum bhaiya ko Kasauli leke Gaye toh , shayad vaha jane se vunhe yaadein vapas ayega.

Akshu : idea acha muskan lekin kasauli Jana abi safe nai hai specially avi keliye .

Aru : Haan muski , kya pata birlas ya goenekas Kasauli mein Nazar rake ho tho.

Sur : iska matlab ye thodina hai ki aap sab hamesha aise chupi rahenge.

Akshu : chachi, abi inki ye halat mein vaha leke jaana risk hai .

Sur : Akshu mein thum sabse kuch share karna chahti hoon par thumare pregnancy ke Karan nai boli par kya ek baar thum sab shyam ko mere saath chaloge , i promise agar kisi ko bi vaha nai rehna hai toh mein vapas leke ajathi hoon.

Aru : Chachi aap request kyu kare , aap humse bade hai hum athey hai lekin agar acha nai laga toh vapas leke ana hoga hum nai rukenge.

Sur : pakka , Neela ma aap ko bi ana hoga kisi se Milne. May abi jari shaam thak avunga aur rahi baat Abhinav beta ka toh hum ye dheere dheere karenge lekin vuse pehle thum sabko kuch jana hai.

Akshu : kyaa janna hai chachi

Sur : sham ko bathati hoon par tension maat Lena , aur mein thumare liye lunch thak vapas avunga kuch leke ana toh call karna athe vakth lavunga.

All left except to their works, Neelamma and akshu left to her room left to her room ,

In akshnav room .

She saw peacefully sleeping abhinav without any worry. She is waiting for him to wakeup.

Akshu sat on near by couch and talking with baby.

Akshu : hello baby, kaise ho thum, mein thumara bahar aneka wait nai hori mujhe. Mein janthi hoon na thum bilkul apne bhole bhale papa pe Gaya hoga vunki beti jo hai. Aap jante hai baby appke papa health thik nai hai na so  chote bache jaise behave kare. Par phir bi bahut care karte hai. Aapne roh andar se dheka hi hoga lekin phir bi mein bolthi hoon

Flashback
(A day after football match)

Akshu always had night carving and now due to her pregnancy it just increased a little more.

Akshu saw Abhinav sleeping clutching her , she slowly replaced her self with pillow and moved outside to kitchen and searching for something to eat.

Akshu : arey yaar kya khabu bhook toh bahut lagi hai.

Voice : mumma aap mujhe akele chodkar kyu aye hai.

Akshu know abhinav would come behind her as it is not first time.

Akshu : avi mujhe na bhook lagi hai isiliye agayi aur thum sore na isliye disturb nai kiya .

Nav : mumma humna pancakes banate hai aap ko kana hai .

Akshu : kana hai par kaise thum banavoge with slight laugh.

Nav : mumma hasso maat na ,subah surekha mami ne mujhe sikaya tha aur vunhone aapke liye hi thodasa pancake ka vo

Akshu : batter

Nav : Haan mumma , mami ne fridge mein rakhi chalo saath mein banate hai.

Flashback ends

Akshu : aap jante hai baby vusdin aapke papa na mere saath baitke pancakes banaya mujhe kilaya bi tha, aise laga mere abhinav pehle jaise hogaya par mein janthi hoon vo jaise bi ho na hum sabse bahut pyaar karte hai.

Voice : mumma

Akshu : good morning abhinav ,jaldi se fresh hoke avo mein apke liye breakfast leke athi hoon

Abhinav went and brushed his teeth and came back as he couldn't open his shirt buttons properly

Nav : mumma mumma dheko na ye buttons nai khulre.

Akshi : aramse avi , she moved close and started opening his buttons, suddenly he clutched her through waist.

Akshu : avi kya kareo aise kyu pakda mujhe.

Nav ( innocently) : appko girne se bachari mumma isliye Aisa pakda aur apke belly dheko na beech mein ari mujhe apko thikse hug bi karne nai deri mumma

Akshu ( controlling her emotions) : avi ye apki gudiya hai na andar isliye ye aisa bada hai 3-4 mahine aur phir apko apki gudiya milegi aur mein bachi nai hoon gir nai javungi.

Abhinav bends down and kisses akshu's belly.

Nav : gudiya jaldi avona mein apki wait kari

Akshu : acha abi Jake fresh hojana breakfast kare baad hum kuch movie dhekthe hai.

Other side

Surekha went to singhania mansion to inform them about akshu and her family arrival.

Sur : akshara bhabi nai ayi kya naithik

Nai : aaj ari mami mumma , akshu se milne hum sab yaha aye na mumma aur rishab uncle aur Meera aunty last moment business handle kare.

Kir : chachi aap yaha , vaha sab thik hai na akshubvi thik hai .

Sur : sab thik hai kal Aarav aur aryan ne jo kaha kya vo sach hai kyunki mein akshu aur baki sabko shaam ko yaha leke ari

Is : choti Nani sab kuch sach hai aur aaj lunch time mein aarav apke saath Ghar athey hai checkup karne aur blood test bi ek aur baar confirm karne.
_____________________________________________

In life line hospital

Abhimanyu some how arranged meeting with aarav , but aryan and aarav was very angry on him that they couldn't control their angry.

Ary : aarav vo admi yaha kyu ara mein thume bola na vusne Teri behan aur meri aru ke saath kya kiya

Aar : I know aaryan but abi gussa nai dimag se kaam lena hoga ek kaam karo pure room mein na microphone aur camera fix karte thaki vuske baathe record karsakte hai.

Ary : mene vasthal aur vrushi ko bulaya vo dono in sab mein expert hai na

Arav : wow aur vo kab ayenge meeting ke baad hai na.

Voice : Arey bhai thoda toh hume bharosa Karo , askhu meri twin jaisi aur vuskeliye oye kuch bi nai par thum dono apne gussa khabu mein rako varna pura plan flop

Ary : vasu  hum janthe hai par vuse dheke toh arrohi ki baate yaad athe hai .

Vru : bhai aapne promise Kiya ki ghar pe sabse share karoge ki aru ne kya boli.

Arav : abi nai pehle iss Dr. Birla pe focus karte hai.

A NEW BEGINNING Where stories live. Discover now