"mein theek hu-" Irum cut him off "Ge ge bilkul theek ha ap, wese bhi ap to superman ha na apko kya ho sakta ha bhala," she said sarcastically

"time kya ho raha ha?" he asked ignoring her remark

"chup rehna ka time ho raha ha," she said and again took the cloth off his head dipping it into the water and placing it back

"Irum," he said weakly yet sternly "yar 6:00 baj rahe ha, aik to ap aur apka yeh faltu gussa, aj to chahe ap mujhay mar lo par me ne ap ki aik nahi sunni" she glared at him

Haider sighed he knew he was in for a lot of drama today, cause whenever Irum is in her Hitler mode she does not leave anyone not even Aghajaan

"Ap yaha kya kar rahi ho?" he questioned making her look at him with an 'im so done' expression

"Kahana bana rahi hun ap batein ap kya khaein ga Italian, Pakistani, Indian ya bhaijaan ki chappal," she said with a very sarcastic smile

"yah Allah mujhay sabr dena" he prayed silently

"Mera matlab tha ap kya karne ai thi itni subh jo apko pata chala ke mujhay bukhar ho raha ha, ap to kabhi itna jaldi nahi uthti" he asked with a frown

"apko ab kya bataun ke me soti hi nahi hun" she thought

"woh ankh khul gai thi to me na kaha aik bar dekh lun apko," she said after changing the cloth

"Irum yeh choro aur ja kar rest karo raat ko ap pehla hi boht der se soi ho hmm" he said taking the cloth off his forehead

"Mr Haider Khan don't make me bring Aghajaan here woh apko bata dein ga ache se ke kisko rest ki zarurat ha" She glared at him

"Acha bhae itne gussa me kyun ho," he said raising his hands in surrender

"to aur kya karun pyaar karun apko ke kitna acha kiya ha apne apni tabyaat kharab kar ke" she taunted

"Abhi chup chap ankhe aur mun band kar lein chachu fajr ke namaz par ke aa rahe ha apko check karne" She leaned back on the chair on which she was sitting

"chachu ko kyu bulaya mana kiya tha na mein na-" he got cut off "Haider beta mein na baba ko bula liye to apke sath acha nahi ho ga is liye chup raho to behtar hoga"

Haseeb who just entered the room glared at haider

"Bula hi lein Aghajaan ko chachu yeh sirf unke ki kabu me ate hein zakuta jin kahi ke" She rolled her eyes

Haider shook his head like a kid looking at Haseeb who had started checking him

"Haider yar raat ko kyun nahi bataya ke bukhar ha abhi dekho 102 ho gaya ha" Haseeb scolded softly yet firmly

"Ab?" Irum questioned worriedly "Ab kya mein lagata hun injection, agar kal bata dete to medicine se kam chal jata, par kheir apko to shok ha na superman bane ka" Haseeb glared at him and started preparing two injections

"Kay chachu aur Irum ab bs bhi karein na please yar kab se ap donon mujhay dant rahe ha, Acha sorry" he held his ears and apologized

"Ab bhi kya yaad rakhein ga maaf kiya me na apko" Irum dramatically said tapping his head

Haider chuckled at her antics...

"Haider turn" Haseeb said and Irum stood up to leave but Haider held her hand

"kidr ja rahi ho abhi mama to so rahi hon gi ap hi mera hath pakar lo insan hun mein mujhay bhi dard hota ha," he said more like whined

Irum sat beside him taking his head in her lap as she held his hand tightly...

She was surprised by Haider's behaviour, as he never behaves like this, especially in front of Irum

"Haider relax" Haseeb said when he noticed Haider tensing his muscles as he injected the first one

"Chachu jaldi please" Haider tried to sound as normal as he could, but Irum and Haseeb could easily hear the pain in his voice

"ufff!" he whimpered when Haseeb removed the first one...

"Haider you have to relax your muscles beta, is tarhan zayda dard ho ga Bache" he rubbed the area to relieve the pain

"Chachu I'm fine ap dusra laga dein dard nahi ho raha itna zyada," he said

"kyun ap Tarzan ha ya hulk jo apko dard nahi hota" Irum said angrily

Haider looked at her, his eyes held so much innocence, he was looking like a kid, making Irum melt immediately as she engulfed

"bhai yar apna dard dikhana se koi chota ya bara nahi hota" she whispered near his ear

"to ap kyun chupati ho ham sab se apna dard," his words made Irum freeze

"bhai mein apna dard nahi chupati, aur jis din mujhay itna dard ho ga ke mujhay zahir karna pare to shayad woh din mere aur ap ki zindagi ka sab se bura din ho"

Haider was listening to her attentively when he hissed loudly closing his eyes tightly as Haseeb injected the second one without any warning

"Ouch! chachu yar this is not fair me baat kar raha tha" he whined

"Haider itna mujhay hamza tang nahi karta jitna ap kar rahe ho, muscles stiff mat karo zayda dard ho ga" he scolded

"yarr chachu me jan puch kar nahi kar raha, dard ho raha ha yar," he whined snuggling closer to Irum hiding his face in her neck

Irum smiled and kissed his head, making him relax immediately... Cahchu smiled and took the injection out

Haider hissed harshly and whimpered while rubbing his back

"chachu yar konsa injection lagaya ha apne, injection kam aur goli zayada lag rahi ha yaar" he pouted while rubbing his back-




To be continued

Comments 100
Votes 50

Favourite scene?

A request to the reader please yar jab ap episode read karte ho ussi waqt inline comments kar diya karien please, your comment means a lot to me, pehla kuch log comments karte tha ab unhon ne chor diya ha... Every single time I upload I keep waiting for your comments par koi karta hi nahi except for a few

Jo log shuru me comments kiya karte tha woh ab nahi karte. Yar I request you zyada se zyada 10 minutes lag jaein ga but comments kar dein please, I miss your comments yar 😭

Rishton Ki DorWhere stories live. Discover now