Haseeb immediately moved to Aghajaan and whispered in his ear

"Baba usko kamar pe na marein usko injection laga ha the area will swell up" Aghajaan nodded

"Ab bata rah ho yah aur maar khani ha," Aghajaan asked Aryan who had his eyes closed in pain

Before Aryan could say a word Aghajaan cut him off cause he knew Aryan would lie again and he did not want to hit the kid anymore

"Aryan mujhay kyun police se call ai ke hamare ghar ka beta yani Saad underage ho kar gari chala raha tha aur uski wajah se accident bhi ho gaya" Aryans eyes widened

"yeh ap ki gari ha?" The family members gasped as their hearts beat furiously looking at the condition of the destroyed car, they thanked Allah for keeping the kids safe as saw the picture of the burnt car on Aghajaan's phone

Aryan meekly nodded "Kyun jhoot bol rahe the ap"

"Kyun ke ap phir Saad ko punish karte na is liye, woh pehla hi boht dara hua tha, usne promise kya ha woh ab dubara Kabhi nahi kare ga ap usko maaf kar dein na please" Aryan pleaded with puppy eyes

"Aryan Bache do you even realize uska is age me jab usko properly drive bhi na ata, yeh sab karna kitna dangerous tha, agar koi bara accident ho jata to hum sab jeta ji mar jate, kya tab bhi ap yahi kehta mujhay, Aur agar apko kuch ho jata to hum sab ko to choro hum to wese hi mar jata, kya Saad kabhi apne ap ko maaf kar pata, kabhi nahi kar pata, his guilt would have probably made him suicidal, sab kuch is aik galti se barbad ho jata, yeh sab adventures boht thrilling lagte ha but usko yeh baat samjhani pare gi ke yeh sab kitna dangerous sa, usko apne impulses pe control karna usse sekhana pare ga, agar aise hi woh karta raha to kal ko Allah na kare kuch ho jai ga" he softly made him understand

Aryan bowed his head down and quietly listened...

"Aur pehla to mujhay yeh batao Saad ko gari chalani sikhai kis ne," Aghajaan asked

"Zayan ne" Aryan immediately replied and pointed at Zayan who was standing behind Aghajaan

"kutta!" zayan mouthed while glaring at Aryan

"Zayan Saad ke sath mere study me ao" Aghajaan said and moved to his study

"Zayan jao Saad ko le kar Baba ke pass," Hassan said

Zayan made a scared face and left while glaring at Aryan who was smirking at him

"Aryan Bache sahi se treatment kar wa li ha na" Haseeb asked creasing his bandage

"Ge mamu ap fikar mat karein mein na gahr ane se pahla hi treatment karwa li thi, aur apko pata ha doctor ne mujhay 2 injection bhi diya" he pouted at the end while complaining

"Kis liye?" Haider asked

"tumhe batane ka kya faida tum doctor thori ho to apne kam se kam rakho" haider made an annoyed face in reply and did the hand gesture of lanat (🖐🏻)

They all flinched when Saad barged into the room and started running around while Zayan ran behind him with a chappal in his hands

"Bahijaan please bacha le pata nahi bhai ke andar kon si bahubali ke ruh aa gai ha" he pleaded while hiding behind Ali

"Zayan bs karo aur tum donon abhi aur isi waqt Aghajaan ke kamre me jao" he stated coldly

Zayan and Saad stopped dead in their tracks... They both cursed themselves cause they understood Ali was angry at them and would probably ignore them

They bowed their head and left for Aghajaan's study room scaredly

"Ap pehla jao me baad ma jaun ga" Saad said to zayan after standing in front of the study for 10 minutes

"Oi! tidda apna mun band rakho warna tor dun ga me wese hi boht gussa aa raha ha mujhay tum par" Zayand whispered angrily

"Hello! mere kya galti ha na sikhate ap mujhay gari na aj yeh sab hota" Saad shrugged

"Acha aur jo tum mujahy blackmail kar rahe the ka mere video office ke group me send kar do ge woh bhul gai kya" Saad made a face

"hn to kisne kaha tha apko mere kamre me baith kar bachon ki tarhan rone ko woh bhi aik injection par" Saad said annoyed

"acha aur apna bhul gai ho jo aik Tetnus ke shot par itna rote ho, aur mujhay koi chota injection nahi lagta tha steroids ka laga tha, pata bhi ha tumhe kitna painful hota ha woh" he whisper shouted

"bs bs inta bhi painful nahi hota ki aik 23 saal ka banda rona hi shuru ho jai bachon ki tarhan" Saad rolled his eyes

"Hn jab tumhe lage ga na tab tumhe pata chale ga" he taunted

They both flinched when the door of the study opened and Aghajaan glared at them

"Kiyamat ke din Andar ane ka irada ha apka," he asked sarcastically

Saad gulped looking at the cane in Aghajaan's hand...




To be continued ❤️

Inline comments 70
Votes 40

Favourite scene? 🤧

Do you like Aryan's character? 👀

Rishton Ki DorWhere stories live. Discover now