Pacifying My Angry Bird

289 28 30
                                    

4426 words

Sorry raat ko jaldi likhte likhte nind aa gyi thi isliye tab publish karna reh gya tha....

Now Continue...

Outside the cafe....

hm and vani was came out from cafe, As and Ks was also behind them in a lil distance ....

vani (said while giving hm a side hug) - chalo ab dhayan se jana vapis..

Hm (reciprocating the hug) - hum koi bachi nahi hai joh hume yeh kehne ki jaroorat pade, hum aaram se hi jayege aap chinta mat kijiye(they was about to go when they saw anushma standing there and staring them)

after seeing them in front of him, vani immediately turn backwards while hm was looking at them in surprise..

Hm (trying to behave normally) - aap... aap dono yaha aur vo bhi ek saath duty ke samein

As (said to her but his eyes was fixed on vani) - ji vo hum yaha par ek case ke silsile mein aaye the

Ks (glaring at vani's back) - aur yaha par aakar toh hume ek alag hi surprise mil gya

hm (nervously) - ji hume bhi... (to vani in low voice but it was also audible to anushma) vani ab aise chehra chupane se kuch nahi hoga joh pata chalna tha vo toh pata chal hi gya hai unhe

Ks (calmly, still glaring vani) - sahi kaha aapne maddam sir hume joh pata chalna tha vo toh chal hi gaya balki usse bhi jyada hi pata chal chuka hai ab toh

Vani (slowly turned behind and said to As, while trying to avoid eye contact with Ks) - arre anu bhaiya aap yaha par kaise, vo bhi iss samein..(try to touch anubhav's feet but he stopped him through his hand)

Hm (slowly) - yeh sawal hum pehle hi puchh chuke hai aur iska unhone jawab bhi de diya hai aapko agar kuch puchhna hi hai toh kuch aur puchhiye

Ks (coldly) - maddam sir ab puchhne ki baari inki nahi humari hai aur vo bhi aap dono se

Anuseena (immediately) - Chanda/karishma yeh uchit/sahi sathan/jagah aur samein/time nahi hai abhi kuch bhi puchhne ke liye

Ks (sternly) - maddam sir aap toh humse baat hi mat kijiye hum aapse bhi aaj bohot naraz hai aur hum abhi on duty hai isliye nahi chahte ki hum aapko kuch bhi galat bole toh isliye sahi yahi hoga ki aap abhi humse baat naa hi kare

Hm (try to explain herself) - karishma..(cut off by ks)

Ks (to anubhav while ignoring hani) - sir hum abhi petroling par ja rahe hai aapki gaadi se toh aap please maddam sir ke saath chale jaiyega, hum aapki gaadi ko sahi salamat headquarters pahucha denge baad mein(Anubhav only nodded and ks left from there)

Vani (from behind) - karu baat toh sunno humari... (to anubhav in helpless tone) bhaiya..

As (calmly) - vo abhi bohot karodhit hai toh abhi ke liye uchit yahi hoga ki aap unke saath jaye aur unko sambhale taki vo apne karodh mein kuch ulta seedha na kar baithe....

Hm (noddingly) - vani anubhav sahi keh rahe hai aur haa please karishma ko sab bata dijiyega aaj

vani - ji ji...(said and immediately left behind her)

Hm (in sweet tone try to hid her nervesness) - aa.. Anubhav..

As (calmly) - haseena ji humare vichar se hume bhi ab chalna chahiye

Hm (said helplessly in sad tone) - ji..(they also set inside haseena's car and drove off towards MPT)

Inside anuseena's car..

Hm (softly) - anubhav aap humse naraz hai

As (in calm tone, focusing on the road) - nahi toh kyu aapko aisa kyu laga

anuseena (agar kismat ne chaha toh hum fir milenge)Where stories live. Discover now