Commissioner Sir and Anuseena

450 27 11
                                    


So let's start

continue form previous part...

AS come in commissioner's cabin after getting permission and saluted him, cs asked him for seat, he seated himself on a chair in front of commissioner sir (cs)....

As - mahoday aapne hume itni shigrahta se bulaya, kuch mahatav puran karya tha kya??

Cs - nahi kuchh important nahi tha par acha huya anubhav aap jaldi aa gye varna hum abhi thodi der mein niklane wale the, toh humne socha kyu naa niklne se pehle ek baar aapse puchh lein k aapko yaha koi problem to nahi ho rahi adjust hone mein??

As - ji nahi shrimaan hume yaha koi samaseya nahi hai, ulta hume toh yaha aa kar khushi hi mili hai (thinking about hm)....

Cs - acha fir toh achi baat hai agar aapki aage chal kar koi bhi problem ho toh aap humko bejhijk bta sakte hai... (While standing up from his chair and takeing his stuff from table)

As - ji ji shrimaan agar hume bhavishya mein koi bhi pareshani huyi toh hum aapko bta denge (he too stand up from his seat) vaise kya hum jan sakte hai k aap itni shigratah se kaha jaa rahe hai, (add further) agar aapko koi apati na ho toh??

Cs - nahi nahi hume koi aapati nahi (smilingly), voh humne aapko bataya tha naa k humare bhatije (i don't know bhai ke bete ko kya kehte hai i think bhatija hi bolte hai) veer ki saadi hone vali hai toh bas aaj uski engegment ki date fix karne ke liye pandit ji aa rahe hai toh hume abhi ghar ke liye niklna hai...

((guys maine yaha par veer ki sagai/saadi ki baat janbujkar ki hai taki aage chalke mai anuseena ke aur moment create kar saku ab vo pata nahi ho bhi payega k nahi but mai try toh kar hi sakti hun so here anu sir aur veer ek dusre ko pehle se hi cs through jante hai ja fir aage chalke isske piche bhi koi story ban jaye mai kuch keh nahi sakti bcz abhi mujhe khud kuch thik se pata nahi hai k mai kya likhugi but jo bhi mere dimag mein iss vakhat pakk raha hai usse mai discloss nahi kar sakti so let's continue our story))

As - oh toh veer ki sagai ki tarikh teh hone wali hai, tab toh aapko jaldi jana chahiye... (After thinking something) vaise sir hume bhi aaj shigarah ghar ke liye prasthan karna hai toh agar aap... (cut by cs)

Cs - haa haa hume koi problem nahi hai, aapko jab jana ho chale jana aaj (in low tone)abhi agar hum jaldi jaha se nahi gye toh problem khud chalke humare paas aa jayegi.... (scaredly)

As - kuch kaha aapne??

Cs - nahi humne kuch nahi kaha aur aap bhi kaya time waste kar rahe hai chaliye abb (they start moving toward exit door but cs stops after hearing noise from outside) lo aa gyi musibat...

As (confusingly) - ji aapne kya kaha abhi??

Cs (covering up) - humne... humne kuch bhi toh nahi kuch bhi toh nahi kaha aapko koi galat fahmi huyi hogi.....

As (not really convinced but forget it) - acha toh chaliye fir chalte hai...

Cs - nahi ruko (but he could not complete his sentence when the door of his cabin open with a jerk)

((Ab thoda saa hm ke baare mein bhi jante hai ke inn sab ke chalte voh kya kar rahi thi))

So here hm, av and ks were completing their work and file submission formalities, after its complete hm said to av and ks that she have some work with cs so they both can go to thana and she will come there after some time, both agreed and left for mpt, ks wanted to meet as before leaving but aapko to pata hi hai k as, cs ke sath the toh ks ko bemaan se jana pada (yeh line maine unn readers ke liye add ki hai jo bro sis duo ko dekhna chahte the but mai abhi dikha nahi sakti hun unko) here hm come out side the cs's cabin when the constable who is standing outside of his cabin stops her from going inside, and start making excuses like sir is not there or he is in an important meeting, but hm very well known all these are excuses, so she stop argument with him and directly enter in the cabin without any knock....

anuseena (agar kismat ne chaha toh hum fir milenge)Where stories live. Discover now