TWENTY ONE

1.4K 79 14
                                    

Meerab is standing there and Murtasim is talking with someone.

Waqas comes there and asked;

Waqas:Itna masruf ho ke baap se halchal puchne ka bhi waqt nahi hai.
Meerab:Dil nahi chaha puchne ka.Aur jo mera dil nahi chahta woh mein nahi karti.Agar isse kisi ko accha lage yaa bura Mujhe koi fadak nahi padta.Aur Waise bhi aap thik humesha hi hote ho.Dekke to aap ko thik thak hi lag rahe ho.Aaj Waise hi aap ka thik rehne ka hi din hai.Mujhe apne faide ke liye istemal karke apni jit jo hasil kar liya.Murtasim ki support sath nahi hota to aap log ki kismat mein shikast hi hota.Khuda ka shukar ada kijiye ki woh Mujhe zariya banake apni maksad mein qamiyab ho paye.
Waqas:Socha tha shaadi ke baad kuch badlav ayega tumhare andar.Lekin tum to waise ki Waise hi ho muhfat Aur Baittamiz.
Meerab:Sach bolne mein jhijhak kaisa.Aur mera manna hai logo ko sach uski muh mein bolna chahiye.Aur mujhme shaadi ke baad badlav kyun ayegi.Mera shohar Waqas Malik thodi hai jo biwi daba ke rakh kar khud ko mard kehta hai.Mera shohar asli mard hai jo sirf apni biwi se mohabbat hi nahi karta uski marzi Aur khusiyon ka ihteram bhi karta hai.Aap ki tarha mard nahi hai woh jo apni sari taqat apni biwi Aur beti par azmata hai.Aur unki khushi Aur khwabo ka gala gut ta hai.Jo ek kamjor mard ki nishani hai.

Waqas wants to raise his hand and Murtasim holds him and said;

Murtasim:Mein sab Kuch bardast kar sakta hu Malik saab Lekin apni biwi ka be izzati nahi.
Waqas:Aap Shayed bhul rahe hai yeh beti hai meri.
Murtasim:Lekin aaj yeh yaha Meri biwi banke aayi hai.Aap se uska koi vasta nahi hai.Is liye yeh Galti dobara maat dohraiyega.Aur Allah ne hume aurat se yani ki biwi beti behen se acchi saluk ka hukum diya hai.Ummed karta hu aap bhi is par amal karna shuru kar denge.

Waqas Malik getting furious and left from there.

Meerab hugs Murtasim and he asked;

Murtasim:Aap thik to hai?
Meerab:Kaise na hu thik aap jo hai sath.Har waqt har lamha.

Murtasim kissed on her forehead.

On the other hand.

Haya is shivering in fear and blabbering.

"Khuda ke waste mere qarib maat aau.Mujhe takleef hoti hai.Please mujh par thodi rehem khau.Chod do Hadi Mujhe.Chod do."

Haya don't know what to do.He go to called Meerab.

Meerab comes there and holds Haya.

Meerab:Hosh mein aau Haya.Koi Hadi nahi hai yaha.Woh jaa chuka hai tumhari Zindegi se.Tum aab azad ho meri jaan.

Haya looks at her and comes to the sense.She hugs her tight.

Meerab puts her in sleep and comes out from the room.

Meerab:I think ise anxiety attack aaya tha Azad bhai.
Azad:Kya jo suna woh sach hai.Matlab Hadi ne iske sath....
Meerab:Ji sab sach tha.Bohot kam umri se us ladki ne bohot Kuch saha hai.Iske liye is trauma se bahar aana mushkil hai.Hum madad karenge ise normal Zindegi lane mein.
Azad:Insaan ki bhir mein kaisa hewan tha woh.Zara si bhi rehem nahi khai is par.Pata nahi kaise kaise takleef se guzra hai yeh.Hum to yeh samaj bhi nahi sakenge.I hope woh bohot jald normal ho jayegi.

Azad looks at Haya and feels bad thinking about her.

Murtasim left the function along with his family.

In the next day.

Murtasim said to Meerab.

Murtasim:Har roz aap ko chod ke gao jane ka maan Bilkul bhi nahi karta Phir bhi jana padta hai.Kya kare.
Meerab:Gadde nashin ki sad mein kitni logo ki Zimmedar hai.Aur zimmedari se hath nahi chudana chahiye.Aur na Murtasim ko apna khwab bhulna chahiye.
Murtasim:Photography ka?
Meerab:Han ji Bilkul.Mein chahti hu Murtasim aap apni baap ki gaddi samhalne ki sath sath apni khawab ko bhi pura kare.
Murtasim:Mushkil hai dono ko ek sath rakhna.
Meerab:Mushkil hai na mumkin to nahi.

Meerab gives him the camera and said;

Meerab:Aam si picture khas banake kinch na.I know you're very good photographar Phir bhi keh raha hu.
Murtasim:Allah hafiz.
Meerab:Apna dyan rakhna.Allah Hafiz.

Murtasim kissed on her cheeks and left.

Meerab comes to Haya and gives her some paper.

Haya:Yeh kiya hai bhabi?
Meerab:Tumhari college ki admission form.Padna chahti ho na age.

She nodded her head.

Meerab:To tayari karlo bohot jald classes shuru ho jayegi.
Haya:Bhabi ek baat bolni thi kaal maine aap ki cousin ke sath...
Meerab:Azad bhai ne samjha hai tumhari situation ko.
Haya:Mujhe yaad karke bohot sharam aa raha hai.Pata nahi woh mere bade mein kya socha hoga.
Meerab:Kuch bhi nahi socha.Azad bhai ek bohot naram dil Aur suljhe hui insaan hai.Us tarha ke mard Jiske qarib jane se aurat ko khauf nahi aata.
Haya:Pata nahi kaise kiya ho gaya tha Mujhe.Woh Mujhe washroom ke raste dikha rahe the Aur Mujhe purani bateen yaad aa gayi.
Meerab:Hum samajte hai jo tum par guzra hai waha se bahar nikal na bohot mushkil hai.Lekin purani baton ko to bhulana hoga.Aur log pe Thoda bharosa karna hoga.Mein janti hu jo bhi tumhare sath hua uske baad kisi par bhi bharosa karna mushkil hai.Lekin koshish to karni hogi.Haya Duniya mein agar galat log hai to acche log bhi to hai.Jaise Murtasim jaisa insaan.Jaise mere cousin Azad bhai.Yeh log asli Mard hai.Jo aurat ka izzat karna jante hai.Bachpan sath guzra humara ek hi ghar mein Lekin unse kabhi Mujhe khauf nahi aaya.

Haya looks at her.

𝙈𝙀𝙍𝙀 𝙆𝙃𝘼𝙒𝘽𝙊 𝙆𝙊 𝙍𝘼𝙉𝙂 𝘿𝙀Where stories live. Discover now