Part 17 (bonus)

507 63 16
                                    

Cheetah = kuch nikal paye uske muh se Karishma 🙁🙁

Karishma=" nahi ,,,,. Kuch bhi theek se nahi bola😕😕 . Per mai samajh pa rahi hu ye khel jankipur se hi khela ja raha hai . Wo itni aasani se mu nahi kholenge Cheetah . UN dono ke ghar per khoj lagani padegi . Jankipur ma khabar bhejne ka liye kaho Bakshiji ko

Cheetah =ye tumne bilkul theek kaha . Per KARISHMA tumha nahi lagta yeh Informations andar sahi leake kiya ja raha hai🤨🤨.

Karishma= lag to raha hai Cheetah 🤔🤔. Per mai ek baat nahi samajh pa rahi hu sirf ek din mei itne information transfer hue kaise ! Aur jo yeh khel khal rahe ha use pata kaise chala Hassena meri girlfriend hai .

Cheetah= yeh baat to mujhe bhi samajh mei nahi aa raha Karishma . Abse huma aur bhi sabdhani se aage badhana hoga .

Karishma= Cheetah mai is moment mei seour nahi hu ya kam usina kiya hai ya nahi. Lekin mera shak agar sach hua to mai use nahi chhodungi 🤬🤬.

Cheetah= Tumna Hassena ko lekar kuch socha? Jab vo apni ma Aur dadi Ji ko is hatat mai dekha gi tab ........

Karishma= mai kuch bhi samajh nahi pa rahi Cheetah 😥😥. Mai kuch bhi samajh nahi pa rahi . Kaise mai Haseena ko face karungi nahi samajh pa rahi.

Kehkar Karishma apne chair per baith jaati hai . Aj subah Hassena ke sath kya hua wo yad ata hi Karishma andar se kap jati hai. Iske bad wo aur kisi bhi halat mei Hassena use ghar mei nahi rakhegi . Itne salo bad Karishma kisi ka sath jeene ka sapna dekha hai😔😔 . Agar Hassena kuch ho gaya to wo vi jeete ji mar jayegi🥲🥲.

Karishma= Haseena ko mai aur use ghar mei hai nahi rakhne dungi Cheetah. Wo log mere Hassena ko maar dalege . Aj dono ko rok wo payi hai . Bad mei agar bahut sare log milkar ,,,,,nahiiiiii😣😣!

Karishma aur kuch soch nahi pa rahi . Wo najara kalapa kartehi Karishma ke sena mai dard hone lagta hai . Rape case undono na pahle vi haldel kiya kiya . Isliye wo janti hai wo manzar kitna bhayanak ho sakta hai 😟😟. Lekin use jagah per vo apne Haseena ko kisi bhi halat mei bardasht nahi kar payegi. Aaj subah ke us incident yaad karte hi achanak uska aakho samna Hassena ko lekar wosa ek blayanak nazara chate hi Karishmaka aakho samna mano andhera cha jata hai.Kafi musikil sa wo khud ko sambhal ti hai .

Cheeta= KARISHMA,,,,,! Kyu itni chinta kar rahi ho 😓😓 . Hum to hai na . Kuch nahi hoga Hassena ko . Bimmar par rahi ho tum . Itni chinta mat karo . Ye lo pani . Hassena kaha rahe gi wo socho

Karishma= Hassena mere sath rahegi . Wo meri jindagi ka ek hissa hai .Mai usa or kisike pass nahi jane dugi. Mere pass rahegi meri Hassena. Uske Karishma ka pass rahegi.

Karishma uthkar apna cap pehen leti hai .

Karishma= Cheetah chalo huma Hassena ke pass jana hoga .

Kehkar wo jaldi se apna cabin se nikal jaati hai. Cheetah bhi jaldi nikal jata hai Karishma ki bat sun kar . Uske bad vo dono ravana hote hai Hassena ke ghar ka taraf.

**************************************
Hassena ke ghar ka samne gadi rok kar KARISHMA Cheeta barta hai darvaja ki taraf. Darvaje per dastak dene ke kuch der bad hi Santosh darvaja khol deti hai .

Santosh= Karishma ji Chachi abhi tak louti !🙁🙁.

Karishma Santosh bat per koi jawab nahi de pati . ISI bich Hassena bhi woha per aajati hai.

Hassena = ma,,,,ma,,,da,,,,,aa(ma dadi ji kaha per hai )

Hassena ki baat suntahi KARISHMA jasa or bhi kamjor par jati hai . Bar bar KARISHMA ko lag raha hai aaj uski wajah sehi Hassena anath hogayi. Wo agar Pushpa Ji ko yeh case re open karne liya nahi kehti to sayed aj Hassena ki kimat asa nahi badal jati .

 Pure Love Where stories live. Discover now