part 14

354 61 10
                                    


Aaj college canteen mei jakar vi Amar ko koi vi nahi milta . Na Hassena na Misri or nahi Santosh . Wo samaj jata hai aj wo tino college nahi aaye. Wo thoda sad hokar canteen se nikal jata hai 🙁🙁. Coridor mai chalta chalta usa achanak ek ladki ki awaj sunai deti hai. Piche se akar wo ladki Amar ka ek hath pakar leti hai . Aur tabhi irritate ho kar Amar ek jhatka mai apna hath churakar kehta hai

Amar= Barbie tumha kitni bar kaha hai asa jab tab akar mera hath mat pakara karo firvi nahi sunti tum😒😒.

Yaa baat sunkar Barbie gussa mai Amar ka coller pakar leti hai

Barbie= kyu Amar mai aur tumhe achi nahi lagti 😠😠 hai na.

Amar=Barbie tum please mera coller chhodo 😐😐.

Barbie=nahi chhodungi 😕😕. Kyu tum aisa kar rahe ho Amar . Please aisa mat karo

Amar=Barbie chhodo mujhe ab muja gussa aa raha hai 😒😒.

Amar jabardasti apna coller chura leta hai.

Barbie= Ab kyu gussa aa raha hai tumhe😡. Jab use gungi ladki ne admission nahi liya tha tab to tum mere sath kitna gulchharre urate the . Kya hai aakhir use gungi bahari ladki mei😐😐.

Amar ab aur khud ko rok nahi pata . Wo Barbie ko wall 🧱🧱 per pin kar deta hai . Gussa saf jhalak raha tha uski aakho mei 😡😡.

Amar= tumna agar ek aur bar Hassena ka nam liya to mai tumhe jan se mar dunga ,, you bloody b****. Use gungi ladki ke andar jo hai na wo tumne ek bund bhi nahi hai . Samjhi tum 🤬🤬.

Barbie="Amar , you kiss me in the bar that day! Kya wo bhi tumne mujhe Haseena samajh kar kiya tha 🤨🤨. We become intimate many times while we are were in a relationship . Did you forget those days .

Amar= chup raho Barbie . Aur ha use din maine tumhe Haseena samajh kar hi kiss kiya tha. Koi problem hai tumhe🤬🤬.

Barbie= Mai Haseena ko sab bata dungi . Kaise tumne meri jindagi barbad ki . Tum ek dhoka baj ho , juta ho . Sab keh dungi .

Amar= Asa khud apni musibat mat bulao Miss Barbie Upadhyay😏😏 . Tum janti bhi nahi mai kya kar sakta hu ! Khatam kar dunga tumhe .

Barbie= jo chahe karo 😣😣. Carater less kahi ke.Huh😒😒.

Kehkar Barbie wosa chali jaati hai. Lekin Amar jasa hi apna sar sa pasina saf karke piche murta hai wo bilkul shock 😲😲 ho jata hai. Kyuki uske piche hi Mishri khadi thi .

"Kahi Mishri ne Barbie ki bate sun to nahi li" 😰😰 Amar murmured

Thoda gabrakar wo barta hai Misri ke taraf.

Amar=Mishri! Tum college aayi ho😅😅?

Misri=ha college se maine ek kitab li thi .Wo kitab submit karne ka date tha aj ,, isliye mujhe aaj college ana para. Aur mujhe notes bhi to lene hai Hassena ka liya.

Amar= oo,, Hassena?

Misri= wo parso se aaegi ?

Amar =kal nahi aye gi🙃🙃

Misri =nahi asal mei kal uski ma uski dadi Ji ko lekar doctor ke pass jayegi isliye kal wo nahi aa payegi .

Misri ne bhale hi Barbie ki kahi hui sari bate nahi suni lekin undono ki intimate moments ki sari bate Misri ne sunli hai .
Jab Amar ne Barbie ko wall per pin kar diya tha tab piche se dekh kar lag raha tha jasa wo dono ek dusra ko kiss kar rahe hai .Wo nazara yaad aata hi Misri or kuch na bolkar woha se jane ka liya apna kadam barati hai .

**************************************
Cheeta= Ba KARISHMA tum to chupa rustam nikali . Kitne asani se Pushpa Ji ko topi pahana kar tum Hassenasa se milana chali gayi

 Pure Love Where stories live. Discover now