part 4

499 61 21
                                    

Misri jaldi se Hassea ke pass akar use gale se Laga leti hai . Hassena tab bhi dar sa kap rahi hai .

Tavi gari sa KARISHMA awaj ati hai

Ks( angryly)= ama bhaak pagal hai kya ap 😡😡. Tab se horn baja rahi hu sunai nahi deta apko . Ya apna kano khol kar hath me lekar chale hai ap 🤬. Apka chakar mai meri gari lampost ka sath takrana ja rahi thi . Khud bhi marenge aur mujhe bhi mar bayenge.

Huh😒😒

Unhen kuch bolne  ka mouka na dekar hi Karishma chali jaati hai . Aur murkar bhi nahi dekhti unki taraf . Istaraf Misri bhi Hassena ko gale laga kar shant karte karte Karishma ki sari bate sun rahi thi . Lekin Misri ka kuch kehna se pahle hi Karishma woha se chali gai . Karishma ka is bartav sa Misri bohut hi gussa ho jaati hai .

Misri= Pata nahi khud ko kya samajhti hai . Ek to accident karne ja rahi thi uske upar ek bar dekha thak ki nahi Hassena thik hai ya nahi 😡😡. Police hai iska matlab kya kuch bhi kahegi .Chal thana aj  us offlicer ka ek ya mera ek din . Kharoos kahi ki kuch na jan kar hi tuja itna sab suna diya . Chal,,

MISRI Hassena ka hath ko pakar kar thana ki taraf barna lagti hai . Hassena valai Misri  ki bate nahi sui  pai per vo Misri ko dekh kar itna to samajh gai thi wo  bohot gusse mein hai . Picha murkar raha na karan Hassena na KARISHMA ko vi nehi dekha tha lekin wo Misri ka gusa ko dekhar samaj pa rahi hai kuch to gar bar hui hai . Jab Misri uska hath pakar ulti taraf jana lagti hai tav wo or vi jada chok jati hai . Hassena misri ko rokna ki kafi kousih karti hai lekin koi fayda nahi hota
*****************************************"*********************************
Karishma kuch der pahle hi thana pouchi hai. Wasa hi let ho gayi hai upar sa aj wo accident hota hota bachi hai .Fir case ka pressure or Pushpa ji ki complain .Sab mila kar sar  ma pressure ki koi kami nahi hai uska upar ager accident hota to or ek bakheda kara ho jata. Karishma ko us larki ka upar bohot gusa a raha tha . Aj uski waja sa karishma ki gari lampost sa takrana bali thi . Disgusting larki kahi ki!!.Gusa thora thanda hona ka bad Karishma resent case ki file dekhna lagti hai. Aj tak jo girls or drugs trafficking hui wo jada tar Janki pur sa hui hai. Jankipur ma Sindikadas ka larai ka waja sa trafficking ma or vi jada asani hui ai.

Basically in sab larai mai police ka dyan dusri taraf jada nahi jata. Or isi moka ka fayda uthakar woha in logona (trafficking ka)apna kam suru kiya .Pichla do salo aha per vi suru hui hai.Karishma ko ab shak hai koi as pas ka ilaka ka larko ma sahi sayed koi is gang sa jura hua hai .Kuki karishma na suna hai is ilaka ka counsilor ma kuch garbar hai . Or is laika ka jada tar larka counsilor ka liya hi ka liya hi kam karta hai. Is liye KARISHMA unko suspect list sa dur nahi rakh sakti .Kuki ghar satru bivision hi jada tar ghar ko nuksan poucha ta hai. Tavi Karishma ko Pushpa ji ki bate yad ati. Sach ma Karishma ko unki beti ka liya bura lag raha hai wo larki musibat ma vi kisi ko bula nahi sakti Karishma ko uska ka liya kuch karna hi hoga.Achanak Karishma ko kisi larki ki awaj sunai deti hai .Sayed koi complain likna aya hai ya soch kar KARISHMA fir sa case study karna ma dyan deti hai. Per kuch bad wo notice karti hai wo larki CHEETA sa kafi uchi awaj ma bat kar rahi hai . Karishma samaj jati hai us larki ki awaj sunkar hi Cheeta bahar nikla hai.Wo larki bich bich ek nam vi le rahi hai "Hassena ". Karishma ko yad ata hai usna ya nam aj suva hi suna hai.Jis larki ki waja sa aj accident hona ja raha tha usi larki ko dusri ladki isi nam sa pukar rahi thi . Ab KARISHMA ko fir sa gusa a jata hai

Karishma=ya do larki thana ma vi chali ayi hai😡😡 ak to pehle galti karege or fir thane akar chilage avi maja chakha ti hu .

Karishma cabin sa bahar akar dekhti hai Misri na Cheeta ka pass uska bare mai camplain karna suru kar diya hai . Or Hassena bar bar Misri sant karna ki kousish kar rahi hai per Misri uski ek nahi sun rahi . Aur sabse hairani ki baat hai Cheeta unko patat kar koi jawab vi nahi de raha. Karishma Cheeta ka Aisa bartab dekhkar hairan ho jaati hai . Lekin use ladki ki aakhiri baat sunkar Karishma ka gussa doguna bar jata hai

 Pure Love Where stories live. Discover now