Part 12

434 65 21
                                    

Pushpa Ji ki baat sunkar Cheeta aur Karishma dono hi thode khush hota hai.

Cheeta= Anti ji aap jitna jaate hai utna hi ap please thoda detail mei kahiye. Hume jana hai

Pushpaji=jankipura ma humara apna ek ghar tha . Khubsurat do manjila nahi tha ak manjilia tileska ghar tha🙃🙃 . Mere Pati Arindam Malik koi sarkari karmchari nahi the .Wo ek dabai ka dukan ma kam karta the,, humna kuch kamro ko kiray per diye the. Mere school ki salary, gharke kiray , or dukan ka pasay sahi humara ghar chalta tha . Lekin barish ya tufan per hume bohot pareshani hoti thi 🙁🙁.Tiles tuke jate the jiski waja sa kirai dar vi jada din tak aha per nahi rehte the. Wo koi sarkari nokri ya buisness vi nahi karte the isliye wo loan uthakar ghar nahi bana sakta the isi waja sahi unona faisla kiya tha ghar promoter ko denge . Or diya vi tha . Sab bate chit ho gayi the agreement sine bhi ho gaya tha .

Humari sasuma vi Hassena ka bareme soch kar raji ho gayi. Humare ghar khali karne ke 2 d hafte pahle kuch log aakar unko dhamkakar gaye the or kaha tha agar unlogo ke thik kiye hue promoter ko humne ghar nahi diya to humen bohut bari kimat chukani hogi . Lekin Hassena ke papa ne use baat ko najar andaaz kar diya. Iske kuch din bad hi hum sunte hai wo promoter aur uske partner ka murder hua hai.Or uske do din bad hi Hassena ka papa ka accident hua 🥲🥲. Jab accident hua tab mai woha per nahi thi , meri hasu thi. Apne papa ke hath pakar kar school se lout rahi thi . Hassena use din apni aakho ke samne apna pita ki mout dekhi thi isliye usa aj vi lagta hai usa liye hi uska papa jinda nahi reh paye, agar wo baat kar sakti to aj shayad wo Jinda rahte 😔😔. Mene case bhi kiya tha un shaitano ke khilaf. Hassena gungi hai wo kuch bhi keh nahi payegi isi bate ka bahana dekar case investigation band kar diya gaya. Aur un shaitano se bachne ke liye hum ghar chodkar dusri jagah chale gaye . Uske bad sahi hum ghar kiray per lekar rehna laga. Hum yahan per aaye hai 1 mahine ho gaya .

Karishma= acha aapko yeh ghar kis se kiray per mila tha . Matlab asa ak dolmanjila ghar apko kisne kiray per diya🤔🤔 .

Pushpa ji= Is ghar owner dusri jagah rahte hai isliye unona yeh ghar hume kiray per diya. Asal mein pehle hum jisghar per kiray per rehte the use ghar ke owner na humen ghar chodne ke liye itna pressure de rahe the ki huma thik sa khoj khabar lene ka wakt nahi mila.

Pushpa ji sab kehna bad apne aasu pochti hai . Karishma thodi khamosh ho jaate hai. Pata nahi kyu usse lag raha hai Hassena ka paapa ka mout ka sath uska ka papa ka mout ka koi na koi link na . Karishma faishla leti hai ghar ma lout kar is bare mei ek bar fhir sochegi 😐😐. Lekin Karishma jab tak Hassena ko ek jhalak nahi leti tab tak KARISHMA ke dil Ko rahat nahi milega . Jab se Karishma ne suna hai Hassena ki tabiyat kharab tab sahi Karishma ka dil Hassena ko dekh na kaliye bechain ho gaya hai🙁🙁. Karishma aur intezar na karke Pushpa Ji ko kehhi deti hai

Karishma= 'Anty" ka kya Hassena yaha per aa sakti hai. Asal mei hum usse hi Jana chahte hai use din kya hua tha .

Pushpa ji= lekin wo to bate nahi kar sakti 😰😰

Karishma= koi koi problem nahi hai hum uska likhit bayan lenge . Aap please use le aaye

Karishma ki baat sunkar Pushpa ji Mishri aur Santosh ko kehti hai Haseena ko niche lane ke liye . Pushpa Ji ki bate sunkar Karishma siri ki taraf dekhte hai . Uske aakhe besabri sa intezar kar rahi hai Haseena ki ek jhalak pane ke liye . Dusri taraf Cheetah ka hal bhi kuch aisa hai . Santosh ka naam sunkar uski dharkane bhi tej ho gai hai . Ak alag sa sukun mahsus ho raha hai Dil mei . Santosh aur mistri ka hath pakar kar Haseena niche aa rahi hai. Karishma ki aakhe wohi per ruk jati hai, Dharkan tej hone ke sath sath saanse bhi gehri hone lagti hai uski😌😌. Karishma ka bohot man kar raha hai Hassena ko apna seena sa lagakar Hassena ka baloko apna hatho se sahalaana ka😊😊. Lekin Hassena to uska taraf dekh vi nahi rahi 😢😢.

 Pure Love Donde viven las historias. Descúbrelo ahora