Adi-koi problem hai kya..?

Haseena-nhi bas aise hi....(gloomily).

"Adi...!" Anubhav calls out him. Adi turns at Anubhav who is glaring at him with angry eyes. He gulped down in fear.

Anubhav-office mein aao...(sternly)

Haseena-pehle mujhe baat karni hai tumse...

Anubhav-bolo...

Haseena-akele mein.....

Anubhav glance at Adi and then her.

Anubhav-das minute wait karo hum dono ko important kaam hai...

Haseena-hmm....

Ten minutes later...

"Kaho kya kehna tha tumhe mujhse...!" Anubhav said entering into the room.

Haseena-tum chahte ho na ki hum dono ek dusre ke saath comfortable ho jaye taki baad mein hesitation  na rahe hamare beech...

Anubhav-hmm....

Haseena-toh agle kuch din ke liye apna kuch time mujhe de do...

Anubhav-kyun?

Haseena-time spend karna hai mujhe tumhare saath tabhi toh main jaan paungi ki tum kaise insaan ho...."ya phir insaan ho bhi ya nhi (she mutters under her breath but unfortunately he hear it" tension mat lo jyada nhi bas har din ke four hours chahiye...(she said with smile).

Anubhav-okay aur kuch...?

Haseena-aaj sunday hai toh tum ghar par hi rahne wale ho?

Anubhav-haan...koi problem?

She innocently shook her head.

Haseena-agar ghar par hi rehne wale ho toh mere saath bahar garden mein chalo...(she tries to hold his hand but he backs away).

Anubhav-no...I don't like it...(coldly).

Haseena-wah...(taunting) is insaan ko mujhse baccha chahiye aur haath lagane par I don't like it (imitating him) bol raha hai (he rolls his eyes, sighing) bacche ke liye sirf touch nhi bahot kuch karna padega phir kya tabhi yahi bologe (he furrowed his brows) aise kya dekh rahe ho..MBBS student hoon, sab maloom hai...(proudly).

Anubhav-whatever....(rolling his eyes).

Haseena-whatever...(imitating him).

Anubhav-tum...(cuts off by her).

Haseena-kiss karna aata hai tumhe...(she suddenly asked).

Anubhav-whattt....!!

Haseena-Kissssss....karna aata hai tumhe...(with a smile).

Anubhav-nhi...

Haseena-matlab mujhe hi sikhana padega.....(helplessly).

Anubhav-tumhe aata hai...(questioning).

Haseena-aata nhi hai par movies mein dekha hai aur ek do novels mein padha bhi hai....(she answered innocently).

Anubhav-matlab nhi aata...(taunting tone).

Haseena-phone do apna...(extend her hand towards him).

Anubhav-kis liye..?

Haseena-do na...(cutely).

Anubhav-ek minute....(he dials a number on the mobile phone and orders them to come to the room with new phones).

Haseena-mujhe abhi chahiye tha woh bhi sirf do minute ke liye...(grumpily).

My Billionaire Husband ✔Where stories live. Discover now