PHIR SE PATCH UP

3.8K 442 62
                                    

"Bhai!! Aap kal kaha the?" Omi called Karan, while he was standing on his balcony looking at Tejasswi getting into someone's car.

"Hospital me tha.. Paras ke papa ki tabiyat thik nahi thi." Karan said, looking at the car fading away at a distance.

"Toh aapke photos kyun hai social media par Holi khelte hue.. aur koi problem nahi hai lekin un pictures me Teju kyun nahi hai?" Omi questioned.

"Kaunse photos? Papped Wale?" Karan question back.

"Nahi Bhai Jo aapki friend ne share kiye hai. Aapko tag bhi kiya hai!" Omi said.

Karan immediately checked the pictures he had a request for dual tag as well which he didn't accept.

"Omi!! Tujhe lagta hai Teju ne dekhe hai ye photo?" Karan asked, worried.

"Dekhe bhi hai aur like bhi kiye hai Bhai!" Omi said.

"Oh fuck!!! Omi usne kal ke photos bhi dekhe honge kya?" He asked.

"Ha dekhe the! Kal meine phone kia tha use Holi wish karne ke liye, sham ko. Meine pucha aap kaha ho toh usne  mujhe aapke photos forward kar diye aur kaha use pata nahi." Omi said.

"Tune kal kyun nahi bataya?" Karan asked angrily.

"Meine phone kia tha aapne uthaya nahi, mujhe laga lad rahe honge dono aap toh meine wapas bhi nahi kia phone." Omi said.

"Yaar Omi!!! Usko puch wo kaha hai, wo mera phone nahi uthayegi. Naraz thi yaar aur mujhe samajh hi nahi aya.. matlab meine realise ho nahi kia ke papped photo ya aisa kuch hoga..." Karan said.

"Pata karta hu manao ja kar.. Bhai kya behave karte ho yaar.. last time bhi 12-15 din baat nahi Kari us se ab ye sab... Nikal jayegi acchi ladki hath se Bhai fir pachtaoge." Omi said.

"Chup oye! Kahi nahi jayegi wo, bakwas na kiya kar." Karan said disconnecting the phone.

"Wo ghar par hi hai bhai lekin uska koi interview hai wo busy hai.." Omi texted.

Karan immediately picked up his car keys and left for Tejasswi's place.

He knocked on the door and didn't rung the door bell because he wasn't sure if her interview was still going on. Tejasswi opened the door, talking on the phone, gesturing him to keep quiet.

"I am quite open for relocation sir that would not be a problem. Anyways Delhi will be closer to my home town." She said on the phone.

Karan gave her a look and shook his head in a no, which she ignored.
Once she was done with her interview and disconnected the phone, Karan speak up
"Tu kahin nahi jayegi!"

"Meine kab kaha mein kahi ja rahi hu?" She asked.

"Tune kaha tu relocation ke liye ready hai!" Karan said.

"Toh mein interview me to bolungi na, tum kyun pareshyho rahe ho tumko pata hai kya kaise hote hai software ke interviews." She said in an irritated tone.

"Toh bata na mujhe naraz kyun ho rahi hai?" Karan said. "Aur interview clear ho gaya toh... Kya karegi mana kar degi?"

"Nahi!! It's a dream job Karan. Accha offer hai, position acchi hai..." She said.

"Tu bhag rahi hai mujhse?" Karan questioned.

Tejasswi bit her lip before answering "nahi aisi baat nahi hai....."

"Toh phir, kya baat hai?" Karan asked
"Ek galti ho gayi toh tu toh chhod ke ja rahi hai mujhe!"

"Karan... I just gave an interview... Abhi unka reply ana baki hai.. tum toh aise bol rahe ho jaise kal hi bula lenge mujhe!" Tejasswi argued.

I LOVE YOU Where stories live. Discover now