🪔|~The Festival of Lights~|🪔

Start from the beginning
                                    

Haseena-waise Angel ke adoption papers ready ho gye kya?

Anubhav-nhi...

Haseena-kab tak hoga?

Anubhav-jah yeh public holidays khatm ho jayenge...

Haseena-waise Anubhav....(playing with his shirt button).

Anubhav-hmm....

Haseena-hamare RK..(he raised his brow at her) hamara matlab hai ki aapke friend aur hamare favorite RK ke sath hamari selfie aur unka autograph rah gya toh kya aap sirf ek baar aap hume unse mila sakte hai....(she said with puppy face).

Anubhav-mila toh sakte hai par hume is kaam ke badle mein kya milega...

Haseena-hum aapki biography likh denge...

Anubhav-nhi...

Haseena-aapki favorite kheer bana denge...

Anubhav-woh toh hume sirf maa ke haath ka pasand hai....

Haseena-umm...hum aapki first wife ko ek din ke liye room mein aane ki permission de denge....

Anubhav-nhi, yeh sab nhi Haseena....

Haseena-toh phir aap hi bataiye kya chahiye aapko...(pouted cutely).

Anubhav-pakka dengi aap hume (she nods cutely, he smiles and leans against her ear) ek baar phir soch lijiye...(he whispered huskily).

She looks at him with the corner of her eyes and then says

Haseena-soch liya....

Anubhav smiles and whispers his condition while his lips are touching his ear, sending chills down to her spine.

Haseena-Anubhav....(shocked).

Anubhav-ab bataiye milna hai aapko phir se RK se...(he said with a teasing smile).

Haseena-milna hai par aapki yeh shart nhi manjoor hume....(angrily).

Anubhav-phir bhool jaiye RK ko....(smiling).

Haseena-aapne jaan bujhkar aisi condition rakhi hai na taki hum hamare RK se na mil paye...( suspiciously).

Anubhav-hum hai ek businessman, jisme hamara fayada ho hum wahi deal karte hai....(smirking at her).

Haseena-hamara time bhi aayega agar humne aapse iska revenge nhi liya toh hum bhi HMS nhi....

Anubhav-achha ji..

Haseena-haan ji...(wrapping her arms his neck).

Anubhav-achha yeh bataiye aapko diwali gift mein kya chahiye?

Haseena-umm..kuch nhi....

Anubhav-kyu?

Haseena-kyunki hamare paas aap hai aur jab tak aap hai hamare paas sab hai....aur waise bhi aapne Angel ke roop mein hume gift de hi diya hai jo hamare liye sabse best gift hai....(she kissed his cheeks).

Hearing Haseena's words, Anubhav smile turns into worry.

Haseena-kya hua aapki smile kyu gayab ho gyi...?

Anubhav-kuch nhi...

Haseena-toh phir jaldi se so jaiye kyunki kal hume morning mein jaldi jagna hai...(she kissed his forehead and the lays down, covering herself with quilt).

He hummed, thinking something.

Anubhav-Haseena....

Haseena-hmm...

Anubhav-hume aapko kuch batana hai....

Haseena-bataiye...(she said, while sitting properly).

Anubhav-shanti se baat suniyega pehle...

Agar Tum Saath Ho ✔Where stories live. Discover now