"Baaz mujhe maaf karde dekhe na mere taraf."

Shehbaaz looked at mashael and smiled a little

Watching all these khunaas understood that shehbaaz's parents weren't lying

Khunaas came and took the hold mashael and pulled and placed a hard slap on mashael's face

"Itni baari hogayi? Shadi karne sey pehle ma ko batana nahi samjha?"

Mashael started to cry more and more

Shehbaaz was angry he came forward stood infront of mashael when khunaas was about to slap Mashael one more time

"Auntie pehle saab sunle phir ap kuch kehna. Mashael bolo auntie ko."

Shehbaaz calmed down Mashael and told her to tell everyone the truth

"Ammi woh, yeh tayiammi ki waja sey hua hain."

Khunaas was shocked

"Kya?"

"Ammi, apko pata haina. Tayiammi ko mere parhai karne sey aur doctor banne sey hamesha aitraaz tha. Toh mein jaab Islamabad gaye thi unhone mere trustee sir ko phone karke mere baare mein bohat jhoot bole aur mere scholarship almost cancel karwadi thi. Phir baaz e they jinhone mere scholarship wapas karwaye the. Uski baad mein jaab wapas ghar ayi thi unhone mujhe safiullah Chacha key bete Rameez key sath zabardasasti shadi dene ki ki koshish ki thi. Aap us waqt yaha aye huye they aur  ghar mein tayiammi key begair koyi nayi tha. Us time mein coincidentally baaz bhi us waqt ek campaign ke waja sey waha sey, peshwar keh paas sey ja rahe they au-"

Mashael broke into tears

Shehbaaz started to console her

"Actually mein kuch campaign kaam sey peshwar key paas gaya tha mene toh tujhe bataya tha na ki peshwar key paas aya tha aur phir tune mujhe kaha tha ki peshwar bhi ghum lu as bohat khubsurat hain."

Shehbaaz indicated towards wahaj who nodded his head

"Sayad yeh Allah ney aisey hi tay kiya tha. Jumma ka waqt tha toh mene socha namaj bhi par lu aur mene namaz parne exactly mashael keh khar ke paas masjid gaya tha. Jaab namaz khatam karke nikal raha tha mene ek larki ko apne hi ghar sey bhagte huye dekha aur woh ake mujhsey taqra gayi. Woh apni shadi key jore mein thi. Sach kahu mein ney jaab isko penchana woh bhi shadi key jore mein bura toh mujhe laga tha bohat. Mein chahta tha toh usko waha chorke a satta tha lekin mere dil mein pata nahi kaisa ajeeb laga as if woh mushkil mein hain. Kuch der baad mujhe samaj aya ki kuch saahi nahi horaha hain."

"Mene jaab inko dekha mujhe laga sayad Allah ney koyi farishta bejha hain mujhe bachane key liye. Us waqt inhe aur mujhe jo sahi laga humne woh hi kiya. Humne masjid mein shadi karli aur waha sey bhaag gaye aur Islamabad mein rahe karibaan do hafte. Lekin mein ye bat apko kaisi batau isi daar mein mujhe laga sayad mene jo kiya shahi nahi tha aur iss liye mein inhe chor key wapas peshwar akey apne college key hostel mein raahi aur kabhi inse dubara koyi contact nahi ki. Aj kaaribaan do saal baad mein insey mil raahi hoon."

Everyone there was shocked and angry on khunaas

"Khunaas ye kya hain? Tumne apne khala ko batana jaruri nahi samjha kein tumhare sath aur mashael key sath aise joorm ho rahe hain us ghar mein?"

Masooma asked

"Khalajaana, mein janti thi ki bhabhi aise hain paar mujhe nahi pata tha key woh iss haad taak gir jayenge."

Khunaas cried helding Mashael close

Everyone calm down for a while

When furqan came inside and said

"Nano, saab mehman bohat masla kar rahe aur baate bana rahe hain."

"Ya Allah, amma ab mere beti ka kya hoga?"
Yusra was so tensed

When afaf came near Aariz and pulled him aside

"Bhaijaan, sune ap na ek kaam kaare ap na rameen sey shadi karle."

Aariz was shocked hearing Afaf's suggestion

"What? Have you gone crazy?"

"Nahi bhaijaan puri baat sune aur phir agar suggestion pasand na aye isi waqt jhutey utar key mera sutai karna."

"Kya hai batao?"

Aariz was pretty pissed with afaf's suggestion

"Bhai ap rameen sey shadi karloge toh bari mumani jo har waqt apke piche shadi key liye paare rehte hain wo khatam ho jayega hamesha key liye,  aur phir khandan ki izzat bhi bach jayengi aur toh aur apne joh nawaz mamu ko promise ki hain rameen key exam mein ache marks la denge woh bhi ho jayega. Ek teer aur teen nikhane."

Afaf said with his broken urdu

Aariz was shocked and then gave a thought actually afaf was not wrong if he gets married his mother will stop her traunt of getting him married

"Okay I agree."

Afaf eyes lightened up when Aariz said yes
He quickly signed the whole paltan that their mission was success.

"Thik hain, thank you bhaijaan." Afaf hugged Aariz

"Hato ab." Aariz pushed Afaf away

"Amma, jald sey jald kuch karna hoga nahi toh khandan ka izzat nahi rahega."
Said uzma

"Are khala fikar maat kare solution mil gaya."
Said afaf

"Kya?" Asked Zara

"Fuppu dulha dulhan dono yaha hain aur aplog fikar kar rahe ho!"
Said turaq

"Maslan?" Asked uzma

"Mein samjata hoon, Aariz bhai dulha aur Rameen appiya dulhan." Said Ahiyaz simply

The elders looked at each other, everyone was in a bit of dilemma

When Faizaan came and said

"Dekhe tayiammi apko hamari Meen pasand hain aur hamare yusra chachi ko apka beta Matlab hamare bhaijaan pasand toh karde na inka shadi"

"KYA?" Rameen was shocked

Faizaan indicated shiza to hold Rameen

Shiza and dua quickly hold her and javera took her inside kitchen forcefully along shiza and dua

Inside the kitchen,

"ALLAH APLOG PAGAL HO GAYE HO?"
Rameen was angry

"Are yaar mere pyaari Meen yeh tumhari bhalai key kiye ho raha hain."

Javera tried to make Rameen understand

"Haan Haan" dua agreed

Before Rameen say anything else

Faizaan came inside and said

"Are Meen ko bahar ley ao, bahar sab maan gaye shaadi key liye."

"KYA??"

Rameen was about to faint when shiza quickly hugged her and said

"Behen tujhe meri kasam! abhi behosh na ho ek baar qabool bol deh uske baad bhaijaan key god mein behosh hona."

Rameen was shocked and crying at her fhuti kismat.

Uns E HarfWhere stories live. Discover now