9

4.9K 228 4
                                    

"Bhaijaan ap?"

"Jee main. Apko dusroke life mein bohat interest hain lagta hain?"

Aariz asked

"Nah-i w-oh..."

Yusra seeing the commotion came towards them and asked Aariz

"Ki hogaya puttar?"

"Kuch nahi chachi baas apki beti ko mere life mein bohat interest hain, unhe lagta hain mujhe burapa hogaya hain."

"Hayy, puttar mera dil chahra hain tera jawan khich lu. Kuch nahi toh sahi umar ka kheyal kia hota-"

Yusra was cut off when masooma looking at yusra scolding Rameen asked

"Kya hua yusra kyun dand rahi ho ise?"

"Amma apki jo ek lauti poti haina usne toh aj apne jawan sey mujhe sarminda kardi."

"Esa kya kiya?"

"Apke ladli ney pucha ki kya Aariz ko burapa ho gya ki nahi?"

"Tauba, beta Meen yeh kaisi baat hui. Yeh konsa tarika hain baro sey baat karne ki? Hum apko hamesha chota aur nadan samajte they apse nadani umeed thi paar badtameezi hargiz nahi. Apne toh mere yakeen pey ach laga di."

Uzma who was passing by heard this and looked at Rameen with very disappointing look

"Rameen, mujhe tumsey yeh ummed nahi thi."
Uzma said

"Puttar abhi key abhi maafi mang bhai sey."
Yusra said with serious voice.

Seeing all these everyone gathered there

Rameen who was truly embarrassed and sad couldn't say anything else, her lip were quivering and eyes was filled with warm tears one by one tears started to fall. She saw everyone looking at her with disappointment. She couldn't bear it
With her stuttering voice she apologised to Aariz

"I'm sorry bhaijaan."

Saying the words she ran upstairs with uncontrollable tears falling. Faizaan, umar, shiza, turaq and dua went behind her. While Rameen went inside her room and locked the room crying silently. Few moments later her cousins started to knock her door.

"Meen, darwaja khol na yaar."
Umar said

They tried for a couple of times after that faizaan said

"Ruk jaa Meen k kamre ka spare key hain mere pass."

Checking his wallet he found the spare key

"Tumhare paas uske kamre ka key kya karraha hain."

Asked curious Turaq

"Are woh kya hain yeh room pehle mera tha toh isliye."

"I see." Said dua

Putting the key he unlocked the door to see Rameen crying silently.

Faizaan and umar went towards her and shiza went to her and hugged tightly

"Are Meen tum aise apne asu bahaogi toh acha thorina lage ga? Tum toh bohot achi bacchi ho. Bhaijaan baare hain na tumhe unhe aise bola isliye woh bura maan gaye. Paar tumne toh jaan buj ke nai kiya na."

Shiza cooed and trying to calm down crying mess Rameen

While in a moment wahaj, Shani and Afaf entered the room. Wahaj came and placed his hand on top of Rameen's head and said

"Are pagal aise koyi rota hain?"

"Wahi bhai dado mujse gussa hain na?"
Rameen asked with a sad face

"Nahi larki tujhe lagta hain nano tujse kabhi khafa honge? Unko bura is bat ka laga ki tujse Aariz bhai kitney baare hain aur woh mehman bhi haina, tere batoon ki wajase woh hurt huye isliye nano ko bura laga."

"Rameen naam haina?" Asked Afaf

"Jee."

"Tum inte mein ro paari, are is turaq sey pucho yeh bachpan sey bhai key hatoon jutey kha kha key bara huya hain, itna bara hogaya abhi bhi jootey khata hain." Said afaf while slapping the head of Turaq

"Kya Afaf bhai? Mein punching bag thori hoon ki dil chaha aur maar diya."

"Ismey baari konsi baat hain main bhi khati hoon ammi ki kolhapuri chappal, ek baar toh itni jor sey mara ki chappal tut gaya." Said Rameen

"Meen chachi ki kolhapuri aur bhaijaan key boot shoes mein bohat farak hain. Aik baar isko bohat gande numbers aye they us time pey shayad yeh 10 grade mein tha aur samne gcse thi. Toh ammi ney bhaijaan ko bataya. Bhaijaan ney itney jootey mare ki 3 din mein dusre mock test mein isko 100 mein 100 mile." Said Shiza

Hearing this everyone laughed out loudly.

"Kya Shiza Kya puri kahani batane beth gayi? Agar mene teri wali batayi na toh think what's gonna happen to you?"

Thus with the bickering of these twin sibling  everyone in the room ended up laughing

It was dinner time, everyone sat on their respective seat. Rameen was sitting exactly opposite of Aariz who was busy talking to the elders of house regarding something related buisness.

Rameen was all nervous and scared to even look at Aariz, she decided to ignore him from now on. Also thought from today she'll not even participate topics regarded him. She was lost in deep thoughts when her train of thoughts came to an end when masooma said

"Ab sab yaha paar hain toh mujhe kuch batana hain, javera ki ghar sey call ayi thi. Woh chahte hain ki wahaj aur javera ki shadi jald sey jald ho, kyun ki ab javera ki parhai khatam hogayi aur toh aur usko achi si job bhi mil gayi hain. Isliye woh log baat age barhana chahte hain. Meine shamsher aur Nazia ney milke unhe Haan mein jawab di hain."

Hearing the new Wahaj face became red while his cousins started teasing him,

"Alhamdulillah mera puttar de finally viya hoga, meito kalsey bhange dalungi aur dholak bhi." Said yusra excitedly

"Toh woh log kal ayenge nikkah, ruksati aur walima key date fix karne. Aur kalsey phehli roja bhi hain toh meine unko iftari ka dawat dey di. Toh tum sab tayari karo."

"Jee amma."

"Aur Haan Raazi , Daneen aur Zara wahaj tumhara bhi beta hain toh tumne bhi tayari karni hain."

"phuppo aap fikar na kare ab yey hamara hi ghar hain." Said Zara with smile

"Yeh huyi na baar, mein apne kamreme chalti hoon. Tum hog baate karo. Ahiyaz mujhe apne kamre mein ley jana."

"Jee dado."

Everyone again started to talk and finish their dinner

While Rameen became slightly happy for her brother also for the fact that from tomorrow her semester break will start so lots of free time to watch drama and chill.

Uns E HarfWhere stories live. Discover now