part 1 ( teaser)

1.1K 67 12
                                    

Ek ladki band kamre mein ke piche ro rahi hai wo aur kya hi karti  wo bachpan sa hi  baat nahi kar sakti aur nahi kuch sun sakti hai. Wo sif ishara samajti hai . Pyar se  wo sif ek hi naam le sakti hai .
Isliye apna pura jor laga kar wo  screm karti hai Kaaaaarishmma (karishma)

Andhere kamre me sirf ek hi neel light jal rahi hai. Wo larki chakar vi us ek sabd ka alawa kuch nahi bol pa rahi
Us kamra ma asa koi vi nahi hai jo uski madat kar sake . Dar aur khof ka karan wo lagatar ro rahi hai uski dress ka kafi hisa uska asu o sa bheg cuka hai .
Isi samay koi us kamra ka ander ata hai jisko dekhkar vo ladki dar se kapna  lagti hai .Achanak us kamra ka darwaza band ho jata hai .  Or firse  us larki ki awaz sunai deti hai "kaaaaarishma

_________________________________________

 Pure Love Where stories live. Discover now