"Puttar mujsey nahi samhale jaate woh, tu ek kaam kar tu na ukso jara dekhle mein jaake TR ko kharka key ati hoon."

With that everyone started laughing cause it was sure today the whole pallan will be hung upside down by Aariz.
Specially Rameen will get a full course lecture by Aariz

Just this side of haveli, Mashael was folding her clothes when there was a knock on her door.

"A jaye."

The door opened and it was shehbaaz standing

"Sir ap?"

Shehbaaz came inside the room and closed the room and locked it and walked close to mashael who was backing step by step back
Soon her back hit the wall and she was trapped between wall and shehbaaz.

"Itna na pasand hu main?"
Shehbaaz said while pushing back her strands of hair which was near her face.

"A-p k-ya ke-h ra-he ha-i-n?"

"Tumsey kuch pucha hain."

"Ap dur h-atey."

"Kyun?"

Mashael was speechless, she felt her body turn cold

"Pl-ea-se ja-yee, am-mi ko pata cha-l ga-ya toh ye-h bilk-ul appreciate na-hi kare-ngi."

"Kya appreciate nahi karegi?"

"Ese ham dono ka milna."

"Koyi na mehram nahi hu tumhara, shohar hu tmhara."

"Ap samaj neki koshish kaare."

Shehbaaz was kind off irritated by now

"Kya samjhu?"

Taking a deep breathe, Mashael replied

"Apse kuch mangungi, kya ap wo mujhe denge?"

Hiding his smile, shehbaaz said,

"Meri begum pehli baar kuch mange aur mein mana kardu aisa nahi ho satta. Mango jo manga hain."

Leaving a deep sigh

"Ap mujhe talaq dey deh."

"Rameen, why this step is so tough?" Asked Dua

"Are baji kya bol rahe ho? Yeh toh bohat easy wala hain. Ap na mujhe follow karo."

Rameen started showing steps one by one to dua

Here, turaq, umar and faizaan was munching on crisps and watching rameen and dua practise for the so called mehendi of Aariz

"Meen, bohat sahi gana choose ki hain. Bohot e acha."
Said Faizaan

"Waise turaq bhai, shiza baji kidher hain?"

"Are usne wahi bhai ke walima key liye jo jora liya tha usko fix karwane ammi, phuppo aur uzma phuppo key sath gaye huyi hain."

"Waise dekha jaye toh humme sey samsey bare hain bhaijaan, lekin unko dektey mujhe kabhi woh wali feeling nahi ati."

"Konsi wali feeling?" Questioned turaq

"Dekho hamare ghar mein second oldest hain Wahi bhai, toh unko dekhte bhai wali feeling ati kaise hum saab key sath ghul mil jaate hain. Us taraf sey bhaijaan ko dekha jay toh woh humesha roothi huyi mehbooba jaise behaviour karte hain, jabhi dekho toh apne kamre mein paare rehte hain apni biwi ke sath."

"Allah Meen, bhai ki konsi biwi hain?"
Asked dua

"Are unki biwi unki laptop aur kon? Jabhi dekho usme paare rehte hain."

"Beta sab na tere jaise nikkamme nahi hain. Jis ko do do baar accountings mein zero aye hain. Woh na bohat bare buisnessman hain. England key top billionaire list mein pehle unka naam ata hain. Uske baad unke naam woh world key top 5 businessman ke list mein bhi hain."
Said umar

"Bah bhai umar! Tune toh ekdum PhD karli bhai ki achievement upar."
Exclaimed Faizaan

"Are bhaijaan ki portfolio itni achi hain koyi bhi dekhega na toh impress ho jayega."

"Lekin jo bhi ho, itna saab kuch ka kya fayda agar romance hi nahi ata."

"Astagfirullah! Meen bare bhai hain hamare."
Said Faizaan

"Galat thori kaha hain maine?"

When Aariz from behind said
"Kuch sahi bhi nahi bola!"

Rameen went pale hearing the voice of Aariz
She looked back to see Aariz standing with a stern face.

"Guys chalo bhagne ka time hogaya." She turned to see all the paltan vanished

"Come to my room right now! along your accounting book. I'll take surprise test."

And with that Aariz walked upstairs

"Aj toh bhaijaan jalladi mode mein hain! Aj kher nahi Meen! Khud ki payer mey kudhi kulhari maar di."

Uns E HarfWhere stories live. Discover now