"Astagfirullah Meen baare hain hum sabse. Aur wo na bohat hi busy insaan hain tuj jaise farikh nahi paare rehte."

"Hainnn! Aisi kaya ukhar te hain?"

Slapping Rameen's head Faizaan said

"Tauba kinte gandi jaban hain teri."

"Jaise apke jaban say sehed tapakta hain? Mera na mu band usse band hi rehne do tum."

"Are bewakoof larki unka khutka buisness jo kafi successful hain."

"Haan isme baari konsi baat hain hamara bhi hain."

"Abey o akkal sei andhi tu na jaane dey, tujhe kuch samjhana bekar hain. Aur bhaijaan sey na thorey tamiz sey bat karna yaad rakhna bare hain woh."

Rameen looked at umar nodding her head in affirmative thinking

"Unse kon mu lagai, chalte firta barud hain."

Yusra looked around and saw how uncomfortable shiza, dua, turaq and afan sitting away from all. Shaking her head she called shiza

"Puttar ki hogaya? Aithe akele kyun baithey ho?"

"Yusra chachi, woh aise hi."
Shiza replied nervously

She looked around to see the 3 jokers, umar, meen and faizaan sitting cracking jokes together.

"Abey oi Nalayako ki toli!"

Faizaan looked at yusra and replied

"Jee chachi."

"Puttar sare tarbiyat kya khane ke sath sath khali ya kuch bacha bhi liya hain? Hainn iska toh samaj ata hain yeh akkal sey paidal hain paar faizaan aur umar?
Yusra said pointing at the nalayako toli means the three jokers of the house

"Woh chachi-" faizaan was cut off by Rameen

"Amma woh dimag sey nikal gaya tha."

"Tujse koi ummed e rakhna bekar hain."

"Toh mat rakha kare na, mene kab kaha?"

"Puttar bakwas na kar mene jutti utar leni hain. Ab inko betha aur baate kaar cousin lagti hain, bigar maat dena. Aur puttar inki khutafati bato mein na jaida dhayan na di warba tum sab ko vhi in thin bandar jaise ho jana hain."

With that yusra went away making all the them awkward and rameen being the mufhat

"Waise aplogon ki umar kinte ki hain?"

"Tujhe unka umar janke kya karna?" Asked umar

"Mujhe bhi janna hain ki mujhse koyi chota hain ki nahi."

Umar and faizaan shaked their heads

Shiza with a smile Said
"Mein aur turaq 23 key hain." Shiza Said pointing at turaq who looked at her with a scrunched face

"Mein tujse pure 2 ghante ki bari hu."

"Whatever."

Turaq made a face and looked the other side

Afan looked and them said

"Mein 26 ki hu aur yeh meri behn dua she is 22."

"Hay ap sab mujhe bohat bare hain, meine toh socha kisi sey mein baari hungi. Koyi mujhe appi nahi bulata."

Faizaan made a shocking face and said

"Jhoothi! Kinta jhooth bolti hain tu Meen? Tujsey koi chota nahi hain?"

"Nahi hain."

"Abey oh bhullakar, haina tera pagal bhai TR."

"Oh ha mein bhul hi gayi sorry."
Meen said while laughing

"Waise mujhe na aplogo sey kuch puchna hain."

"Pucho." Encouraged dua

"Apke jo bhaijaan hain unka umar kitna hoga? Matlab woh hamesha gusse mein rahte hain na isliye Matlab ki kabhi kabhi burapa insaan ko gussewala bana deta hain."

Looking at her for a second everyone bursted into laughter except the rameen who was dumbfounded and umar and faizaan who slapped their forehead at the stupidity of their cousin

Turaq was dying out of laughter everyone was laughing until they saw the figure behind Rameen, swallowing his saliva turaq stopped his laughing

And Rameen being Rameen

"Aplog kuch bol kyun nahi rahe? Waise apke bhaijaan ki shadi hogayi? Kyun ki shadi sey phehle larki pata honi chachiye na uske shohar ko kaha paar dard hain? Mene na mere ek dur ke ristedar ka suna tha ki ese hamesha mu fhulake rehte hain phir pata chala unko bhurappe ki problem hain."

Turaq was literally sweating along with others

"Aur phir-"

Rameen was cut off by a deep voice

"Apko meri life mein bohat interest hain lagta hain?"

Meen body turned cold and cold sweats started to form, jumping out from her sitting position she stood up

"Bhaijaan ap?"

Uns E HarfWhere stories live. Discover now