With that Asim hugged Nawaz

"Aur yeh hain meri Mrs, yusra."

"Assalamualikum, ki haal hain?"
Questioned yusra

"Hay punjabi! Changa ji Changa."

"Haan."

"Waise bhaijaan apne Meen sey mile hain?" Questioned Zara

"Nahi toh."

Pulling Meen closer Zara said

"Isse miliye pure haveli ke raunak aur is ghat ki jaan Rameen, nawaz ka bari beti."

"Assalamualikum tayabbu Assalamualikum tayammi Assalamualikum chachu & chachi."

"Allah Allah kitni pyaari hain mashallah." Said raazi and daneen together

"Sachmuch mein chanda hain kisiki nazar na lage." Taking some notes from her bag she took off Rameen's nazar from bad omen and called a house help who was standing near

"Ap iska sadka dey dena."

"Jee bibi."

"Ehm! Begum ap mujhe toh bhul e gayi apne phuppo ko paake." Said Aziz

"Arey apko kon bhul satta hain, phuppo inse miliye mere shohar Aziz. "

"Beta tum Hussain bhai ke bete ho na?"

"Jee phuppo aap mere abba ko jante hain."

"Arey sirf jante hain? Tumhari ammi aur abbu ki shadi ke liye kya kuch nahi kiya mene aur Taher ne."

Everyone started to laugh

"Haame toh jante hain." Said uzma

"Haan bilkul." Said Asim

"Abhi bhi nahi sudra waise ka waisa hi hain."

"Sudharna bhi nahi."

"Wese yeh hain mere do bete Shani aur umar bhaijaan, beta Salam karo mamu aur mumani aur khala ko."

They both greeted

"Mashallah bache kitne baare hogaye." Said Daneen

"Jee bilkul." Replied nazia

"Are dado ap sabne toh humko bhula hi diya." Said ahiyaz with a sad face

"Are bhai nahi, isse milo yeh hain Ahiyaz nawaz ka chota beta."
Said masooma

"Par aplog ise TR bhi bula satte hain." Said Meen

"TR? Yeh kaisa naam hain?" Asked Zara

"TR ka full form hain Tape recorder agar apko iska waja janna hain ki kyun ham isse yeh bula Tey hai toh ap yeha nano key ghar do din rahenge toh pata chal jayega." Said umar

"Rehne sey yad aya, aplog kaha reh rahe ho?" Asked Nawaz

"Hotel book kiya hain humne." Replied Asim

"Hotel kyun, phuppo ghar chota paar gya kya?" Asked masooma

"Nahi nahi phuppo rehna yehi chahte they lekin apke purane number laag nahi raha tha aur apse milna tha phir Hotel book karli." Said Tarikh

"Koyi nahi tum apse yehi rahoge, eid toh kaar rahe ho na?"

"Jee phuppo, hum waise yaha ek aur kam sey bhi aye the. Replied Raazi

"Kaisi kaam bhabhi?" Asked Nazia

"Hamare bete ke shadi key liye."

"Yeh toh achi baat hain laikin tumhare bache hain kaha?" Asked Masooma

"Woh Hotel mein hain." Said Daneen

"Toh bulwalo yaha." Said masooma

"Phuppo itne saare log hain hum karibaan 10 sey zayada kaise? Aur haam apko shaded koyi pareshaan karna nahi chahte." Said Tarikh

"Are mere bache aye hain itne saalo baad aur mujhe kya pareshani honi hain." Said masooma

"Par-" Asim was cut off by Yusra

"Paaji koyi naya katta na kholo amma ney keh di na ab ap sabne yehi ithe rehna hain hamare sath."

"Yusra thik keh rahi hain maan jaye hame bohat acha laage ga." Said Nazia

"Please tayabbu ruk jaye aur Ramadan aur eid toh sabke bina adhura hota hain." Said Rameen

"Thik hain rahenge apke sath, meri beti bol rahi toh mana nahi kar satta na." Said Tarikh

"Toh bulalo bacho koh." Said masooma

"Phuppo subhe koh check out karna hoga toh kaal sabko lekar aunga." Said Asim

"Thik hain."

"Phuppo ab chalte hain, bhaijaan chale?" Said Zara

"Are aise kaise? Raat kay khane ke bagair? Mene toh Sanbey liye khana tayar ki thi, ab toh raat ka khana na khilaye mene nahi chorny kisiko bhi. Sabash ap ajao paaji, bhabhi aur mere veer sab ajao khana thanda hojayega." Said yusra

"Hann iske haat key khane bohat ache hain." Said Nawaz

"Haan Baas karde! Said yusra glaring at Nawaz

Nawaz became quiet and everyone started laughing

All went towards dining to have dinner

Uns E HarfWhere stories live. Discover now