Chapter 43

2.5K 265 24
                                    

Karan door ki bell bajata hai.. aur Tejasswi ekdum bhaag kar darwaza kholti hai... aur Saamne Karan ko dekh kar usse zor se gale laga leti hai.. isse pehle woh kuch kehta!!!!
Karan bhi smile karte huye usse tightly hug karta hai!!! "How are You?????" He asked.

'Never been better!!!" She said with full energy..
Karan was surprised ke woh itni khush hogi!!! "Woww you've been waiting for me???"

"You have no idea Karan....." Tejasswi sighed.. and welcome him in her flat!!!

Karan enter karte hi idhar-udhar dekhta hai.. walls were all Blue!!! And there were so many pictures on them!!! "Wow.. you are a memory keeper!!"

Tejasswi uski smile karti hai "han.. koshish karti hoon!!!
Tum pehle fresh ho jao.. main table par khana laga deti hoon!!!"

"Nhi.. abhi mat lagana, I will help you!!" Karan looked at kitchen!!! Which was short... but cute!!!

Tejasswi uska chehra padhne ki koshish kar rahi thi "I know.. yeh tumahare ghar jitna bada nahi hai.. par it is what it is!!!"

Karan usko ghoor ke dekhta hai "are you kidding me?? Seriously Tejasswi??? Yeh kya bol rahi ho??"

"Nahi... woh mujhe laga!!!"

"Stop assuming babe.... just talk!! Through words.. not mind!!" Karan smiled.

Tejasswi bhi smile karti hai "acha.. washroom mere room mein hai... jo ke tumahare left mein hai!!!"

Karan wahan chala jata hai aur uske andar jaate hi Tejasswi ek baar jump karti hai.. fully excited!!! It was so nice.. and great!!! Karan ko dekh kar hi usmein energy aa jati thi.. ab toh woh bilkul paas hai!!! Ekdum paas!!!

Thodi der mein Karan bahar aa jata hai aur Tejasswi ki kitchen mein help karta hai.. aur woh dono sath mein baith kar dinner karte hain!!! Karan liked the macaroni!!🙃
Par andar se woh hass raha tha ke raat ko macaroni!!! Kaun khata hai?? Par Tejasswi ne banayi hai toh khaani hi padegi!!!
Tejasswi usse notice kar rahi thi "kya soch rahe ho???"

Karan - tumhe!!!!

Tejasswi - mujhe kyu soch rahe ho? Main toh saamne hoon!!!

Karan - Sometimes we should think!!!

Tejasswi - why??? Abhi toh tumne mujhe sochne se mana kiya hai!!!

Karan - I am thinking.. not assuming!!!
Aur baaki ka dinner woh oot-pataang ki baaton mein finish kar dete hain...
It's mid night!!! Aur woh dono.. Tejasswi ke bed par lait kar uski chatt ki or dekh rahe the.. kyon ke Karan thoda thak gya tha.. par nervous zyada tha.. usse samjh nahi aa raha tha ke kaise baat kare?? Kahan se shuru kare?? Usne socha toh boht tha..  par jab usse dekha.. toh sab blank ho gya!!! Aur ab yahan woh uske sath letaa huya hai.. aur chatt par lage pankhe ki or dekh raha tha!!!
"Kya soch rahi ho??" He asked.

"Kuch nahi... "

"Phir bhi????"

"Main soch rahi thi.. ke kal ko kya-kya karna hai!!"

"Ohhhh.... abhi se???"

"Ji... Karan ji....." aur woh uski or dekhne lag jati hai...
Karan bhi usko dekhta hai.. they were close... and looking into each-other's eyes..

Karan got the moment "mujhe tumhe kuch batana tha!!!"

Tejasswi uske thoda kareeb aa jati hai "haan.. batao...."

Karan ko samjh nahi raha tha.. ke keh de yaa nahi!!! Zyada jaldi toh nahi ho jayega???
Woh soch hi raha tha... and his lips meets to Tejasswi's!! She make the move!!!!
Karan grab her even more closer.. and put his hand on her waist.... to hold it tight!!! And there lips were just collapsed!!! Into each-other's.....
Karan suddenly stops himself... 'first you have to listen!!!!"

Tejasswi gave him irritating look... "what????"

"I love you....." Karan said in one breath...

"I know..... and I love you too...." she replied..

"You know????" Karan said with s surprise ...

"Yeahhhhh"

"How????"

"Tumahare expression... tumahara behave... it's totally onto me!!!💟 and I loved it!!!"

Karan ek relief i saans leta hai.. "so you do!!"

"Haan...."

"Sorry.. isse zyada romantic nahi bana ska!!!!"

"It's alright... we can make our relationship life romantic!!! Purposes and all are just myths!!! So now can we just finish our kiss!!! I hate being disturbed... and you did twice!!!!"

Yeh sunte hi Karan hass kar uski aankhon par kiss karta hai.. "I am in love.. with YOU!!"

Toxic (tejran)Where stories live. Discover now